chapter 1

8.4K 262 73
                                    

Armaan is going towards dadi sa's room ...as he reaches at the door he saw Ruhi is taking care of dadi sa ...

He waits there ...Ruhi turned and saw him ...she came outside... Armaan was about to go inside but Ruhi stopped her by saying let dadi sa rest for a while ...he nodded than started going from there ...

Ruhi: Armaan ...

Armaan: hmm ...

Ruhi:woh mujhe tumse baat karni hai

Armaan:kya ?

Ruhi:chalo mere saath

She takes armaan along with her at a vacant corridor but they both are unaware about someone's presence...

Armaan: bolo kya baat karni thi ?

Ruhi: tum dekh rahe ho Armaan Aaj Abhira ki wajah se dadi sa ki kya halat ho gyi hai ...woh ladki kabhi is Ghar mein adjust kar hi nhi sakti ....us din tumne agar meri baat Maan kar Abhira ko divorce de Diya hota toh Aaj ye sab na dekhna padta ....meri baat maano Armaan aur Abhira ko in 3 mahino mein Divorce de do ...warna wo tumhe tumhare parivar se dur kar degi ....samjho meri baat ko ...mein tumhe dhuki nhi dekh sakti hu ...

Then he left from their....

Ruhi:I am sorry armaan mujhe ye sab karna pad Raha hai per Mai kya karun abhira ko tumse pyar hogya hai ...Mai nhi chahti hun ki woh tumhe apne Dil ki baat bole ...uska woh patthar bhi Maine hi chupaya aur toda Jo woh tumhare liye laayi thi .. tum sirf mere ho Mai tumhe kisi aur ke sath nhi dekh sakti hun ...ek baar tum abhira ko divorce dedo fir hum dono shaadi kar lenge aur humesha khush rahenge...we both are soulmates...

Than she also goes from there ...

Armaan comes in his room ...he saw abhira ...his anger is on the peak he goes towards her and pulls her towards him than holds her tightly from shoulders...

(No one is standing outside of their room as show in the precap...)

Abhira: Armaan kya kar rahe ho mujhe dard ho raha hai ...

Armaan:dard?dard ka matalab bhi pata hai tumhe?kahan se pata hoga patthar dil jo ho tum ... tumne ek baar bhi nhi socha na tumhare ye sab karne se meri family pe kya bitegi ...dadi sa ki Aaj Jo halat hai na uski jimmedar sirf aur sirf tum ho ...sahi kehti hai dadi sa patani konsi woh manhus ghadi thi jab Maine tumse shaadi ki ...aur tumhe is Ghar mein leke aaya ...jab se aayi ho kuch na kuch kar hi Rahi ho jisse mere pariwar ko takleef ho ...ek tarah se acha hai Jo humari shaadi ek deal hai ...agle 3 mahine baad chup chap mujhe divorce deke yahan se chali jaana ...kyunki agar tum yahan aur rahi toh mujhe aur mere parivar ko sirf dukh dogi ...

He releases her than goes away from there ...

Abhira:Aaj had ho gyi armaan ...Aaj sach mein had ho gyi ... bhagwan ji aap mujhe aise insaan se kaise pyaar karwa sakte Hain jisko meri kadar hi nhi hai ...Haan Mai manti hun ki galti Hui hai mujhse Maine sab ko nhi bataya charu ka sach per ye charu ka faisla hona chahiye na use kisko kya batana hai kya nhi ... armaan mujhe apna pariwar Manta hi nhi hai ... sirf khene ke liye kheta hai Mai hoon tumhara parivar ...bas ab bhot ho gya hai ... mujhse ab ye sab aur bardasht nhi hota hai ... mumma pls meri madad karo ...

Scene changes...

Manisha is pacing in her room from here to there ...Manoj enters and see her ...

He goes to her and asked ...

Manoj:kya hua meenu tum aise kyun ghum Rahi ho?

Manisha:Manu maine kaha tha na tumse ki Ruhi Armaan aur Abhira ke bich aa Rahi hai

Manoj: ha toh ?

Manisha: Aaj Jo Maine apne in kaano se suna hai hai Manu tum us per viswas nhi karoge

Manoj: aaisa kya sunliya tumne meenu

Manisha: woh...(She tells him everything... which she heard)

Manoj: kya baat kar Rahi ho

Manisha: Haan wohi na ...Mai bata Rahi hun ...Aaj bhale hi hum sab abhira se gussa hai per Mai uska Ghar barbad nhi hone dungi... Mai Ruhi ko un dono ke bich mein nhi aane dungi ...Mai sab ko sach bata deti hun

Manoj:nhi abhi nhi maa sa ki halat thik nhi hai ...woh ek aur sadma bardasht nhi kar payengi ....

Manisha:toh fir Mai kya karun us Ruhi ko abhira aur armaan ke bich mein aane dun?

Manoj:nhi... Hum Ruhi ko un dono se dur rakhenge aur saboot bhi ikatha karenge taaki fir koi ye na bol sake ki hum Ruhi pe ilzaam laga rahe hain

Manisha: Haan tum sahi keh rahe ho ...

Manoj:hmm...

##################################
Precap:-Abhira to bursted out at Armaan...

How's it? should I continue it or not?

Hey everyone it's first story on yrkkh ....hope you all like this ...and will waiting for good response from your sides...

Thankyou for reading...

Your Author...

Saayaz...

Unexpected Love ...❤️❤️Where stories live. Discover now