part 98

417 24 0
                                    

To tum yeh rawaj daalne wali pehli larki ban jao.

Is se kya ho ga? Jawab mein us larki ne muskurakar zara se shaanen achkaaye.

Jo ghara soor ke aakhri sorakh pe apna paon rakh deta hai aur saari raat saanp se dhasse jaane ke bawajood daaf nahi karta, uski us ek raat ki nekiyaan umar ban

Khat'a barzat Allah ta'ala anha ki zindagi bhar ki nekiyon ke barabar hoti hain. Magar har shakhs Abu Bakr nahi ban sakta. Abu Bakr

Sirf ek hi hota hai. Pehlu mein pehel karne wala.

Us ki baari pukari gayi to woh chonki. Par salaam kar ke uth khadi hui. Usay ab us larki se kuch nahi kehna tha. Us ka zehan saaf tha, is crown fish ke naranji pan ki tarah, shafaaf aur saaf, magar woh jaanti thi ke woh kabhi apna chehra

Nahi lapait sakti. Is tasawwur se hi us ka dam ghatta tha.

Aquarium ke paani mein usi tarah bulbulay ban aur mit rahe thay. Dono machliyan bina thakay ek dosray se peeche

Daira mein daud rahe thay. Daira... jis mein aaghaz aur ikhtatam ki tafreeq mit jaati hai.
...................
Istiqamat jadeesi mein mamool ki chehl pehl thi. Thandi si dhoop gali ke dono atraaf mein uthi qadeem

Imaratoun pe gir rahe thi, goya sone ki barf ho.

Woh jihan ke saath saath chalti gali mein aage barh rahi thi. Phir ittefaq hua tha ke usne siyah scarf aur siyah

Skirt ke saath grey blouse pehna tha aur jihan ne siyah jeans pe grey aadhi asteen wali T-shirt. Aaj jab woh idhar aayi thi to usne khwahish ki thi ke woh istiqamat street ko khatam karna chahti hai. Usay is gali ka

Intezaar tha. Ab woh usi liye chalte jarahi thi.

Kuch piyogi? Jihan ne ruk kar poocha, phir jawab ka intezaar kiye bina ek cafe mein chala gaya. Jab bahar aaya to us ke haatho mein road sposable glass thay aur baghal mein roll shuda akhbar.

Shukriya... usne muskuratay hue glass thaama. Jhag se bhar apna cola da. Naariyal aur ananas ki resili khushbu aur taskeem square se uthi tulips ki mahak. Usne aankhein band kar ke saans andar khinchi. Jihan Sikander ka Istanbul bohat khubsurat tha.

Hoon, achha hai. Woh khud hi tafsir karta ghont bhar rahe tha. Haya ne us ke glass pakde hue haath ko dekha. Usne wohPlatinum band nahi pehn rakha tha. Yeh unki mangni ke baad pehli mulaqat thi aur us mein itni ana to thi ke use khud se kabhi is mawad ko nahi chedna tha.

"Tum is roz do dafa aayi thi? Baik door ki zarurat kyun pari?" Woh sursari andaaz mein pooch raha tha. Yaqeenan iske warkarne se use puri report di hogi, magar jo ab uske paas tayar tha. Aaishay Gul ne be shak kaha tha ke sach se behtar jawab koi nahi hota, magar is waqt Aaishay kaun sa dekh rahi thi?

Koi jan ne wala nazar aaya tha. Halay aur main ne us se takraane se behtar samjha ke doosri gali mein chalein, waise bhi shuttle ke anay tak humein intezaar to karna tha na.

"Agar kabhi pichli gali mein koi jan ne wala mile aur tumhein Independence mein ana pare to be shak Broadway ke usi darwaze ko istemal kar lein. Us ki pichli taraf ghanti lagi hai." Glass khali kar ke, Jihan ne kachray dan mein achal diya. Haya ka abhi adha glass baqi tha.

"Tum sunao! Tumhein London kab jana hai?" Woh kafi buland awaz mein bol rahi thi. Qareeb se guzarte tareekhi, surkh tram mein sawar seyahon ka group unchi unchi seatyin bja rahe thay, jis ke bina sunai nahi deta tha.

"Agley mahine ka soch rahe hain. Tab tak tum bhi farigh ho gi." Baqi exchange students kahan ja rahe hain?

"Kuch Turkey mein hi ghar mein phirein ge, aur kuch Qatar, Paris, Dubai waghera ja rahe hain."

jannat ke pattay...[Leaves Of Paradise]Where stories live. Discover now