part 103.1

506 22 1
                                    

Chup gaye,to in ko saza mili ke in ke ek ek mard ko chin chin kar mara gaya ke ye Allah ka hukm tha.
Janti ho ,mein Tumhein itni lambi kahani kyun sunayi?

Kyun? Haya ki bajaye, baharay ke labon se phaila. Woh ab sari khufgi bhulaaye Aishay ki taraf ghoomi baithi thi. Kyunki hijab pehnna, jang khandaq ko dawat dena hai. Gruhoun ki jang mein hijabi ladki ko dil par pathar bandh kar apne gird khandaq khodni parti hai, itni gehri ke koi patne ki jurat na kar sake. Aur phir usey us khandaq ke par musahhir rehna parta hai. Is jang mein asal dushman Ahl-e-Makkah nahi hote, balki asal takleef Bani Qurayzah se milti hai. Yeh jang hoti hi Bani Qurayzah se hai aur khandaq ki jang kabhi bhi Bani Qurayzah ke baghair wajood mein nahi aati.

Aishay khamosh hui to koi sahar toota. Haya ne samajh kar sirlaya. Quran ki pehli ziada dilchasp hoti hain. Tum sahi keh rahi ho, magar shukr hai meri family hijab ki bohot bari hamayi hai. Mera un se sari zindagi nuqta ikhtilaaf hi yeh raha hai.

Ho sakta hai tumhari is jang mein koi Bani Qurayzah na ho. Allah kare aisa hi ho. Aishay ne muskura kar da'wa di thi. Magar Aishay...! Baharay kuch kehte kehte ulajh kar ruk gayi, in dono ne sawaliya nigahon se usey dekha. Woh qadray mubham se tasuraat ke sath kuch soch rahi thi.

Kya hua baharay?

Kuch nahi. Baharay sanbhal kar muskurayi. Usey haya ke samne Aai ka hamesha wafadar rehna tha, lekin baad mein tanhai mein woh usey bataye gi ke usne puri peheli hal nahi ki, woh ihzaab ki puzzle mein kuch mas kar gayi thi. Woh asal nateeja nahi jaan saki thi aur woh to kitne samne ki baat thi. Baharay ne zara sa ghoor kiya to us ki samajh mein aagaya. Us ne dil hi dil mein woh baat baghlon se dharai.

Kya tum ne ab suna? Kya tum ne suna?

Qareeb hi saahil pe phir kuttay baglay ne reet mein kuch dhondne ke liye gardan jhukayi thi. Kya yeh asbaat ka ishaara tha? Baharay gal samajh na saki.

Imtihanat ka mausam khatam hua to alwida'i dawaton ka silsila shuru hua. Students ne ab aakhri mahine ki safar keLiye rawana hona tha, so sbanji mein ek dafa phir se wahi mahol cha gaya jo super nigh break se pehle chhaya tha. Rawangi ki tayariyan, packing, aakhri shopping, naqshay, guide books, sirf wahi thi jis ne abhi koi hatmi faisla nah kiya tha.

Is raat unke dorm mein potluck dinner tha. Sab exchange students apne mumalik ki dishes tayar kar ke lar rahe the. Desi khanon mein biryani ke ilawa use sirf chicken karahi banani aati thi, so Anjam Baji ke

Apartment par unke sath mil kar use wahi banayi. Namak mirch albat zara tez ho gaya tha.

Chalo khair hai, kam bani hai to kam hi khayenge sab. Anjam Baji ne use tasalli di. Abhi woh dono unke kamre mein bade aine ke samne khari tayar ho rahi thi. Haya siyah scarf thodi tale pan ap kar rahi thi, jabke Anjam Baji eye shade laga rahi thi. Unhon ne silk ka normal sa jora pehan rakha tha. Jora acha tha, magar qameez kafi chhoti aur shalwar khuli thi ya to Anjam Baji zara outdated thi ya phir India mein abhi tak Patiala shalwar aur chhoti qameez ka fashion chal

Raha tha (Pakistan se to woh arsa ho a gayab ho chuka tha) us ne sochazaroor magar kaha nahin.

Tum aaj to naqab mat karo, aaj to party hai.

Tum aaj to naqab bata kar, aaj to party hai. Use naqab uthate dekh kar Anjam Baji zara bechaini se boli thi. Woh zara

Chonki, phir dheere se muskurayi.

Party to hai Anju Baji! Magar log to wahi hain jin se sara din naqab karti hoon. Ab utara to kitna bura lage ga."

Us ne be had rasan se samjhaya. To unhon ne sar hila diya.

Haan, yeh to hai."

Apne desi log kitne achhe hote hain na, hijab par aap ko azaat nahin dete jaise Tally jaise log dete hain. Shukar hai Anjam Baji ne dobara i'traaz nahin kiya. Karna bhi nahin chahiye. Woh bhi to unke purane fashion pe kuch nahin

jannat ke pattay...[Leaves Of Paradise]Where stories live. Discover now