9.

50 3 0
                                    

Dikhaaya hai aapne hume humari ehmiyat ka aina

Jise kho chuke theh kahi toh kahina

Aapne aakhir milaya hai humari chaahat seh

Maenaat samjhne lage hai...woh baate kahaawat ke

Aapko yuh khush dekhkar maano mann khushi seh bhar aaya

Aur kuch...aansu seh bhi jhalak aaya

Shayad rehem aaya hai khuda ko humpe

Sukoon sa mila hai humari zindagi ko...Jabse paaya hai humne tumheh.

Toote Dill ke Mukammal Alfaaz ~ Book Of ShayarisWo Geschichten leben. Entdecke jetzt