shaadi...

34 1 2
                                    

3days past aj shaadi hain...

Aj se katha or vihaan k beach main saree duriya khatam hojayegi issiliye woh dono khush hain lakin katha k maa main ajeeb si felling horahi hain...

Katha... Pata nahi nirja ji mujhe itne

Daar lag rahi hain...aise feel horahi k mujhse mere sab kuch chin liya jaa rahi hai...

Nirja...kya baat kar rahi hoon katha tum ...tab daar nahi lagi jab unke ekbar kehene par unse mili ...unke bacche ko janam dene ko soch rahi hoon... Roj raat unke ahaat k bina tumhe nind nahi ati ati ...unke touch k bina tum bechaini si feel karte hoon...

To kiss baat k daar ...

Katha...pata nahi nirja ji... shayed shaadi k pehele daar lag te hi hain issiliye...

Rewa...k reception hain...aj rewa ko life k sab se bada gift milna wala hain...

Rewa k tabiyet shuva se hi thick nahi hain ... Nausea horahi hain issiliye woh nasta bhi nahi kar paye...

Or full body pain hain ...

Or ehsaan bhaag door kar rahi hai... vihaan k shaadi k liye...

Event management ko samjha diya hain k kya karna hain... cuisine k menu kya honge ...

Or decorations bhi...

Guest ko receive karne k liye... khud ready kar liya hain...ab rewa ko hotel k convention center main chor k jarahi hain... vihaan or katha k pass
(Khushi khushi pehna, Tera diya gehna (khushi)
Kitna kangan jachay, dekh kalai, ay, ay, ay
Tujhey mere liye, mujhey tere liye
Hai banaya gyaa, oh harjaai ay, ay, ay
Vihaan...pehele katha ko ready kar rahi hai.. usse saree pehene main help kar rahi hai... ) Background music

Phir mirror k samne liye aye ...or bole aj se app pure tarah mere hojayogi...or baby ko bhi papa k saath mil jayegi zindegi bhaar k liye...

Katha...ab se app nahi tum ...ap tum kehenge... Sunna main accha lage gi sunna main ...

Vihaan okay or tum ...

Katha ... Main kya?..

Vihaan...tum kya kahogi...

Katha ...jo bolte ayi hoon woh hi continue karungi or kya..

Vihaan... kyun

Katha... kyun ki iss Pyaar or respect in relationships dono hi khubsuruti se jhalak ti hain...

Vihaan...to phir Mai kyun...

Katha ...coz it's tradition...or main bol rahi hoon issiliye .... ..

Vihaan... okay...aj mujhe pure tum cahiye.. mana nahi kar sakte hoon tum...

Katha... main kyun mana karungi wala .... Main to pure k pure tumhare hue naa...

Vihaan...oh accha mujhe to pata hi nahi tha....

(Izhaar hua, Humey bhi pyaar hua
Mulaaqaat ki hai, ghadi ab ay, ay, ay, ay
Neend me bhi, labo pe naam tera
Banke mai rahu, teri parchaai, ay, ay, ay).       background music

Ehsaan  bilkul naye naveli Dulhan... laag rahi hai...

Katha...sharma gaye...

Ehsaan dekho dekho kaise sharma gaye... Laag rahi hai k koi arrange marriage horahi hain aise sharma gaye hain woh ...

Vihaan..
Chor mere dost or maat saata ...

Tere Dulhan bhi tere intezar main pareshan hojayegi...

Katha ... mujhe bohut daar lag rahi hain...waha teji maa ayegi woh kuch diya to...

ek anokhi kahaniWhere stories live. Discover now