chapter-33

505 28 92
                                    

"Dil yu tumhara mera ek ho gaya, ky batau baago me khushhaali si cha gyi"

After y/n niche aati h use kaam saupa jata hai sabse pehle kuch mitha banane ka, as she don't know what to make kyuke mithe me pehle to use kuch bhi samjh nhi aa raha ky banaye.

As she was standing in kitchen ke aria aakar usse kehti h.

Aria: me jaanti hu tujhe kuch nhi aata banana, uhm Tu esa kar kaju katli bana, haha I know it's hard but maine yehi banai thi thoda time laga tha but ek ghante me ban gyi thi...

Y/n: aapko ek ghanta laga tha mujhe pura din lag jayenga!

Aria: nhi lagega Tu bana me yahi hu teri help karne...

Nita: nhi aria..tum yaha nhi rahongi...yaha me khadi rahungi dekhne ke ye kar ky rhi h...bahu hai kuch to banana aana chahiye to or nhi aata to me bataungi ise tum jao..

Aria sigh lekar bahar chali jaati h because she don't want to sya anything to her, y/n bas dari hui thi apni saas ka esa kathor sa roop dekhkar.

Nita: banao jo aria ne kaha hai..

Y/n: par kaju katli kiski banti h? He-hehe...

Nita use disbelief me dekhti h.

Nita: aaj tak khai to hai, kaju ki hi banti hai..

Y/n: kaju kaha h?

Nita: wo upar wale shelf me...

Wo upar dekhti h jaha pohochna y/n ke liye na mumkin tha upar se wo saree ne uska dimaag kharab kar rakha tha, she looked at Nita jo use hi dekh rhi thi.

Yaha bahar amrita rian ko lekar bethi thi while aria vivan ko dekhkar uske paas jaati h.

Vivan: ky hua?

Aria: y/n sasumaa ke saath kitchen me hai, kaju katli bana rhi h..

Vivan: to isme me ky karu? Nachu?

Aria: ugh!! Mera aadmi! Ugh mera matlab hai aap kisi tarah sasumaa ko waha se hata nhi sakte unhe koi kaam se bahar bula lijiye...

Vivan: but why? Wo hai waha to koi problem h?

Aria: ugh ye aadmi! Mera matlab hai ke y/n ko kuch bhi banana nhi aata sasumaa ke saath rehkar wo or darr jaa rhi hai, to unhe hatwaiye me jaati hu unki jagah please kuch help ho jayengi bechari ko...

Vivan: da-darr hahahha y-y/n darr rhi h?? Hahahha what a lame joke yarrr aria...

Aria use this time glare deti hai, as he stop laughing jese hi unhe rian ke rone ki awaaz aati hai but she controlled her anger. She looked behind.

Amrita: karo tum log baat me hu ise sambhalne...

Aria again vivan ke taraf mudti hai.

Vivan: okay okay me kuch karta hu...

Wo itna kehkar kitchen ke taraf chal deta hai as wo Nita se kehta h.

Vivan: maa aapko Jay bahar bula raha h..

Nita: hm, kyu?

|| 𝐊𝐡𝐚𝐚𝐦𝐨𝐬𝐡𝐢𝐲𝐚𝐚𝐧 - 𝐣𝐣𝐤 𝐟𝐟Where stories live. Discover now