Chapter : 2

8.9K 348 7
                                    

- Rajawat Industries -

As soon as Jai came to the office, he saw the same everyday's scene, girls were going crazy over him and other employees were bowing their head in respect.

After some time Jai's pov : I was completely engrossed in my work when I got a call from my new business partner. In this time I have learned to read people & their minds, As much as I know about him, he is a promising, genuine and good person or business man, because of which I agreed to do collaboration with him.

?? : Khamma Ghani, Raja sa!

Jai : Mr. Eshaan Aapko humein Raja sa bolne ki zaroorat nhi hai, Aab Aap humare kareebi hain chahein to humein humare naam se bhi pukaar sakte hain!

Eshaan : Hahah Accha theek hai Jai, to hum aapko batana chahte Hain ki hum Jaipur Ke liye kal nikal rahe hain!

Jai : Oh Accha aapne kahin rehne ki vyavastha to nhi ki na?

Eshaan : Abhi to nhi par haan hum booking Kara rahe hain Hotel ki!

Jai : Uski koi zaroorat nhin aap humari haveli mein humare mehmaan banke rahenge aur isse humein kaam mein bhi aasaani hogi!

Eshaan : par... Acchaa theek hai, Aur hum aapko kuch batana chahte hain!

Jai : jii kahiye!

Eshaan : Humari Behen Radhika Shekhawat bhi humare sath aa rahi hain Actually Humare jaipur wali company unke naam par hai aur Woh bhi humare buisness mein help karti hain to hum chahte Hain ki iss project pe wo kaam kare aur hum uski madad!

Jai : Ohh Accha..... [ He seems tensed it's not like he doesn't respects women or thinks that girls can't do anything, he himself seen his dadi saa & maa saa, who are an great example of women's power. it's just whenever he works with girls they tries to focus on him or seduce him more instead of doing work ]

Eshaan : Hum jaante hain aap kya soch rahe hain par hum aapko bata dein humari behen baaki ladkiyon ki tarah nhi hai aapko unke sath koi pareshani nhi hogi infact woh kaam ke samay uske alawa kisi cheez pe dhyaan bhi nhi deti!

Jai : Hum samajh gaye, Thankyou for the explanation Eshaan aapne humein otherwise nhi liye!

Eshaan : Hum samajh sakte hain chaliye aab hum rakhte Hain kuch taiyaariyan bhi baaki Hain aur aap to hain hi busy person! [ He laughed]

Jai chuckled at his sentence and cut the call!
-----------------------------------------------------------
Today Paridhi was home early from work as her husband and lovely sister-in-law had to go out.

Pari : Radhiii chal na kuch shopping karke aate hain tere liyeee!!!

Radhika : par bhabhi saa mere paas to already sab kuch hai main kya karungi itni shopping karke shadi mein thoda jaa rahi hun?

Pari : Areyy phir bhi tu Raja saa ke yahan Jaa rahi haii!

Maa : Accha baba suno Tum donon jaao aur Sabke liye tohfe leke aao aur kuch pasand aaye to apne liye bhi le Lena!

Pari : Yeh idea acchaa hai maa chal Radhii taiyaar hojaa!!

Radhika : Acchaaa Acchaa theek hai par maa kitne log Hain unke pariwar mein??

Maa : Rajmata Padmini, Raja Ghanshyam sa, Raja Jatin saa , Rani Parwati sa, Choti Rani Rama, Chote Raja Gowardhan sa, Raja Jai Rajawat jinke sath aapko kaam karna hai aur unke bhai Alok, Aditya, Behen Aryaa aur bhabhi Tara, unke do bacche Saransh &  Saarika!

Radhika: Hmm theek hai hum samajh gaaye ki humein kiske liye kya lena haii!!

Royal Arrange Marriage!Where stories live. Discover now