Maasi

9 1 0
                                    

Please vote and comment.

Devi Kalyani was sitting in her study looking at some papers when Ira came from behind and hugged her.

Kalyani immediately stopped her work, taking Ira in her embrace. 'Kya hua meri chotti sherni?' ('what happened my little lioness')Ira smiled, chotti sherni, her maasi had given her this name.

'Kuch nhi'('nothing') Ira said keeping her head comfortingly on her maasi shoulder.Maasi began running her hands through Ira's long curly hair.'Aaj mai Vikrant aur Maaya se milne Mahal gayi thi'('i went to palace to meet Vikrant and Maaya') Ira began

'Hmm...' Maasi hummed.

'Vaahan kuch cheeze thodi ajeeb lagi' (something seemed little weird there)maasi's hand suddenly stopped 'kyaa...' (what..)

'Mai poore Raj parivar se mili....alag alag jagah par par aur Maine unse baat bhi ki....Aapko pata hai Maharaj ne mujhe Raj pustkalay ki sadyasta bhi di...bhot achi baat hai par ajeeb bhi akhirkar ye sadasyata yaa to uchh koti ke vidvaano yaa bhot Ameer aur pratishthit logon ko hi yeh milti....aur fir aane vaale bhot saare log aapko pasand nhi karte...'

'To Maharaj ko thodi naa sapna aayega ki tum meri bhanji ho... aur vaise bhi jagatshetra ki itni acchi shatra ho tum, tumhe nhi dete to hor kise dete' her maasi said to uplift her mood.

'Hmm...khaane mein kyaa hai?' Ira asked cutely opening her eyes. Maasi laughed, 'Utho tumhara manpasand hai'. 'Kyaa? kyaa?' Ira said quickly getting up like a kid.'Tumhari manpasand.....kaddu ki sabzi' maasi said turning towards kitchen.

'Maasi...' Ira said with a crying face on 'fir se kaddu....mujhe ye khaana pasand nhi hai'

'Tumhe pasand hi kya hai, vaise bhi Aaj Mahal jaakar aayi ho unhone kuch nhi khilaya' She said passing plates to her.

'Khilaya naa...pakode...dhokla....halwa...aur bhi pata nhi kitna kuch...maharani ji ne diya' Ira said smiling as she remembered. 'To maharani se tum rasoi mein mili thi?' Maasi asked sitting opening earthern port of kaddu. 'Hnn...chotti Rani ji bhi thi vaaha un logon ne hamse bhot baatein ki....aur chotti raani to mujhe khaana banana bhi sikhaane lagi' Ira said while maasi passed her roti and daal.

'Yeh to bhot mushkil kaam hoga unke liye' maasi laughed. 'Ab mai itna boora khaana bhi nhi banati'.

'Hnn hnn....aur maasi said as they both started eating.

'Mai yuvraj se bhi mili' Ira said getting serious 'aur unse baat karke mujhe lagata vo bhi aage badne vaali soch ke hai, jaise badlav hum chahte vo shayad unhe Maan skte'

'Kisi ke saath ek mulakat se use samjha nhi Jaa sakta Ira' maasi said in serious tone.

'Hnn isliye mere paas ek yojna hai....aapko yaad hai vo vidhwa jise uske sasural vaalon ne Ghar se nikaal diya...agar hum uski mushkil yuvraj ke paas lekar jaaye to hame pata chal jaayega vo kitne nyaypremi hai'

'Jaahan koi chotta mota mantri uski baat nhi sun raha....tum yuvraj tak ise kaise lekar jaogi'

'Yehi to dekhna....yuvraj tak yeh mushkil lekar jaane mein kya kathinayia aati hai aur vo kyaa faisla daite hai yahi to unki pariksha hai.'

'Theek hai....par fir uski abhivakta(lawyer) tum banogi'

'Theek hai' Ira immediately accepted.

'Aur bas itna hi... ?' maasi asked.

'Arre nhi mai rajkumari nayantara aur rajkumar Siddhartha se mili...sabse ajeeb mujhe rajkumar Siddharth ka bartaav laga'

'Kyo esa kya hua'

'Unhone mujhe kahaa ki mai unhe naam se bulaayu sirf isliye ki mai unse badi hoon aur jagatshetra se hoon, par Vikrant aur Naina ko esa kuch nhi kahaa' she said finishing her last bit of food ' Aur rajkumari Nayana ko bhi ghumna bhot pasand, unka bhi sapna hai meri tarah pahado aur janglon ki ser karna aur samundra dekhna.'

'Aachaa ab jo ajeeb hai use bhulakar...jo aachaa hai uss par dhyaan do...so jau sapne mein to ghoom hi sakti ho' Maasi said teasing her.

'Theek hai vaise bhi mai thaki hui hoon' Ira said going to her room.

As maasi heard Ira closing the door of her room and laying down, her expression changed. She immediately went back to her study with her mind full of thoughts. 'To vo jaante hai'('So they know')

She said sighing.

She opened a box revealing a pair of clothes and quickly changed. Going outside she covered her face and took path to palace.

She stopped outside Rani Mahal. ' Mai paalki se milna chahti, rajmata ki mukh sahika ' She told soldiers stationed outside in low voice.

'Kyo ?' Soldier asked in arrogance

'Mai unke gaon se aayi hoon unhe ek zaroori soochna deni hai.'

'To Hume de do hum pahaunchadenge'. They replied.

'Nhi mera swayam unhe batana avashakya hai'

'Hum kaise tum par vishvaas karle...jao subah aana'

'Ise dekhkar karlenge' she said taking out something from her pocket. It was gold coin of meniaah kingdom, paternal home of raajamata.

'Ye to asli lagti hai' they said seeing it.'theek hai hum use puchke aate hai'. One guard said going inside.

'Rukiye' kalayanvati said ' Unhe kahiyega unse milne Asi aayi hai'.

Soldier nodded and went inside. Within few minutes he came back , 'Ji...aap jaa skti hai'

'Shukriya' kalyani said going inside. She carefully made her way towards room of rajmata.

As she entered Rajmata was standing near balcony with palki besides her.

'Aayo Kalyani' Rajmata said without turning, 'Aaj achanak kaise?'

'Is asi ke aane ka karan aap jaanti hai'

'Jab tum chotti thi tab ek Aurat aayi thi, Arab se, tumhare vidrohi svabhaav ke kaaran usne tumhara nam asi rakha thaa'

'Yaaha mai mere baare mein baat karne nhi aayi hoon, kya chahta hai aapka parivaar?'

'Tum kya chahti ho, tum hi vasundhra ki mrityu ke baad use yahaa laayi thi, iss rajya mein' rajmata said finally turning towards Kalyani, her face soured in hatred.

'To aakhirkaar aapka rahasya bhar aa geya'

'Tum yaaha kis liye aayi ho?' She said regaining her composure.

'Sirf itna batane k use ek kharoch bhi aayi to poora Raj Mahal tehas nehas kardungi', Kalyani said in dangerous tone, 'aur yuvraj ye chitvani aapke liye bhi thi' she said turning towards door.

Aditya, who was standing behind door revealed himself. 'Jitna socha thaa aap utni hi hoshiyar hai' He said politely to kalyani.

'Umeed hai aap bhi utne hi samjhdaar honge jitni logon ko aapse umeed hai' she said while walking away, but suddenly stopped 'Aur rajkumar, Ira ki ek aadat hai vo joh hai saamne hai, use chaalbaazia pasand nhi.'

Aditya realised subtle hint behind her words.

**So in this chapter you must have realised Ira's maasi is a deep character.

I assure you will witness strong character of Ira also in upcoming chapter.

**What do you think yuvraj Aditya will do?

**What do you think should happen with Rajmata?

Ira-The lost PrincessWhere stories live. Discover now