So before starting I want to tell you guys that it's my first story so plz dont judge my writing and also if u have some doubts or got some problems u can tell me.. so let's start the story.....
RC mention:
Kaka: bihari are ohh biharii kaha mar gaye.... Ghar mai pooja hai or pata nhi
ye sare log kaha gaye..?( bihari is the worker name who work there he works there from many year he was one of the trusted person for them )
Som comes
Som : kaka kya hua kyu chilla rahe he aap ?Bihari : ji malik apne bulaya mujhe ?
Kaka : are nhi ham to apne aap se badbada rehe the...
Som giggling , kaka shout on him.
Kaka : tumhe badi hasi arahi hai janab ? Bihari pooja ki sari tayyariya hogai kya ?
Bihari : ji malik sab hogayi hai .
Kaka : thik hai or som ye baki log kaha hai
Som : kaka bondita to pooja ghr mai hai , baba to office gaye hai or football I mean batuk yahi kahi ghum raha hoga
Kaka : or hamare janab sahab hamesha ki tarha so rahe honge na
He said sarcastically...
Som (laugh) : kaka jb apko pata hai to mujhse kyu puch rahe he
Kaka : achha agar pata hai to jao jake uthao use..
Som: ji kaka abhi jata hu
Som was going upstairs but suddenly a voice came from the door som turn and see the most beautiful girl standing there. he lost in her beauty yes its none other than mishty.
Mishty : namaste kaka 🙏 aapne bulaya tha na lijiye mai aa gayi..
Bondita comes from pooja ghr listening her voice..
Bondita : are aa gayi tu mishty acha hua agayi chal ab meri madat kr..
Misty : ha isiliye to ayi hu na chal bata kya karna hai mujhe..?
Kaka : ek ye dono bachhiya hai jo itnisi umar mai itni samjhdar hai aur ek hamare nawab jade hai ( he saw som was still standing at stairs and lost somewhere) ye dekho is gadhe ko hamne kb kaha tha anirudh ko uthao jakr aur ye yahi khde hai
( kaka called som so many time but he doesn't listen😂 then kaka shout..)Kaka : som somm abe gadhe ki aulad kaha khoye hue ho ?
Som comes in reality and realized that kaka was shouting on him he asked ;
Som : kaka kya hua chilla kyu rahe he..?
Kaka : apko ab sunai diya hamne tumhe kab kaha tha ki anirudh ko uthao.... jao jakr uthao use aur ab agar firse yahi khde rahe to chhadi se marenge ham...
Som : are nhi nhi kaka jata hu abhi
Bondita and mishty laughed and went to kitchen
In Anirudh's room:
Som : dekho ye dada abhi tak so rahe hai aur inki vajse kaka ne mujhe itna dant diya vo bhi mishty ke samne vo bhi has rahi thi pata nhi kya soch rahi hogi mere bare mai 😫..dada dada utho jaldi vaha kaka apki vajse mujhe dant rahe he utho na dada
Anirudh : are som sone dena kyu pareshan kr raha he.. Kaka ka to roj ka hai ja mujhe sone de
Som ( himself ) : ye aise nhi manenge kuch krna hoga pr kya 🤔🤔 ha idea💡
som goes towards the washroom and comes with a bucket of full water , he throws the water on anirudh , he wake up in jerk
anirudh : som pagle hai kya... Aise kon uthata hai ??
Som : are dada sorry pr aap aise uthne vale nhi the so mene ye kiya ab plz aap jaldi se ready hokr aaiyee varna kaka phirse chillane lagenge
Anirudh : vo to thik he pr tuze to me nhi chodunga aise kisiko uthata he kya ruk tu..
Som run from there , anirudh went to washroom.
At dining table
Kaka : are som ye anirudh utha ki nhiAnirudh came at dining table and said...
Anirudh : uth gaya kaka or ready bhi hogaya....
Kaka : thik hai ab jaldi se nashta kr lo pooja bhi hai thodi der baad pandit ji atehi honge
Anirudh : ji kaka
Anirudh sat on the chair and bondita ,mishty serves them breakfast
Kaka : are bondita mishty tum dono bhi khalo
Misty : ji kaka bs sabko paros de fir kha lenge ham
Kaka : are vo log le lenge agar kuch chahiye hoga to , ek tum dono ho jo sabka itna dhyan rakhti ho aur ye hamare tin janab jo ek se badh kr ek hai ( batuk going to eat roshogulla then kaka said,) ek ko to khane ke sivaye kuch sujta nhi ( pointing to batuk )
Batuk : kaka
Kaka : aur ek ko jb tk uthane na jao tb tk uthta nhi ( pointing to anirudh ) aur ek janab ko to logonko ghurne ke alawa kuch sujta hi nhi ( pointing to som )
Som : kaka , me kisko ghurta hu..?🙄
Kaka : acha bataye kise ghurta hai 😒😁
Som : nhi kaka samjh gaya
(They all knows that kaka is saying about mishty ,mishty blushes seeing som , som also blush seeing her kaka notice that and fake cough)Kaka : vishal ne tum logo ko brigad rakha he bs. Ab jaldi nashta krlo...
Kaka ( POV) : hamari to bs yahi ichha hai ki bondita aur mishty hamare ghr ki bahu ban jae som ka to pata hai hame ki vo mishty ko pasant karta hai aur mishty bhi bus ab anirudh aur bondita bhi ekdusre ko pasant krne lage... ab bus ham chahte he ki hamare vishal ke liye bhi koi achhi ldki mil jayee...
Pandit ji comes and everyone comes in hall expect somisht ( som + mishty )
Som : vese mishty...
Mishty : ha...
Som : kaka abhi jis bareme baat kr rahe the to tumhe samaj aya ki mai kise ghurta hu
Mishty blushes😊 and nodded her head
Som : achha batao fir kise dekhta hu ..?
Mishty hesistentally anwer : vo..vo..mai ye plate rakh kr ati hu kitchen mai
She's about to leave but som held her hand
Som : pahle batao na fir chali jana...
mishty : som pagle ho kya chodo mujhe koi dekhega to kya sochega..
Som : dekhne do aur kya sochenge yaha sab ko pata hai ki ham ekdusre se pyaar krte hai ❤❤
mishty : shut up som abhi hamari ye sab krne ki umar nhi hai. chodo mujhe
Som : come on mishtu chalta hai sab after all we are now teenagers bachhe nhi hai ham aur vaise thodi kuch galat kr rahe hai ham jaise....
Mishty : jaise..?
Som comes closer to her , her heart skipped a bit..
som : jaise ki batau....
Som about to kiss her but suddenly someone interrupted...its none other than batuk😂
batuk : dada mishty didi kya kr rhe ho..?
They separates from each other mishty rans from there and goes towards hall
Batuk smirked : dada vaise aap abhi ye kya kr rahe the mishty didi ke saath..?
Som : ku...ku..kuch nhi batuk ham to bs baat kr rahe the aur tu yaha kya kr raha hai chal kaka bula rahe hai chal jaldi..
He ran towards the hall. after pooja binoy comes and said;
Binoy : are bachho vaise tumhara result kb hai...? Pata hai na result ane ke baad tum logo ko London bhi jana hai..
Anirudh : ha vahi to inki vajase mujhe ek saal rukna pada taki ham sab saath jaye
Som : ha vo parso hai result pata nhi kya ayega mai pass to hounga na agar fail ho gaya to London nhi jane ko milega aur fir 5saal yahi rehna hoga akela bina mishty ke
All : kyaaa ......
Som : matlab mishty ,dada aur bondita ke bina😅puri baat bina sune react krte ho kya aplog bhi na😅😅
binoy : are som pahle hi kyu negative thinking kr rahe ho tum jarur pass hoge
Som nodded..
Mishty : vaise kaka binoy uncle ab mujhe jaana chahiye ghr
Som : kyu...? Ruko na yahi
all confusingly : kyu bhai kyu na jae vo ghr
Som : mera mtlb vo thodi der baad jaye😅
mishty: nhi mujhe jaana chahiye late hogaya hai aur baba bhi wait kr rahe honge sorry som agli baar pakka rukungi
Som ( sadly ): thike
Mishty went to her house and all goes to there rooms.
Next morning
So here is the first part of my ff plz give lots of love and support ❤
like❤❤comment and share
and comment how was this part next part i will post soon wait for the next part❤❤😊