8. Is Pratha ready???

583 109 8
                                    


Rishab: Pratha, listen. Don't be forced. Agar Tumhe manjoor nehi toh yeh shadi hum nehi karenge. Tumhe koi aitraj hai?

Pratha is looking at him with widened eyes.

"Mujhe abhi shadi nehi Karni hai papa" Pratha says in a loud voice.

PD: Tum shadi karogi, yehi Mera last decision hai Pratha. Aur Rishab se hi Karogi

Pratha: Kyu papa? Mujhe abhi khudke pado mei khade hona hai. Aapki help Karna hai. Shadi hogayi toh Mai Kuch kar bhi nehi paungi

PM: kisne kaha nehi kar paogi. Rishab bohot achcha ladka hai. Woh Tumhe bohot Khush rakhega beta. Jidd mast kar. Rishab jarur tera sath dega

Pratha: but Maa.....

PD: Pratha beta, hum middle class family hai. ur Ek middle class baap ki sabse Badi kamayi Hoti hai atmmya samman. Aur wahi atmmya samman ke sath aapni beti ko vida Karke uski jindagi ki sabse Badi chinta khatam Hoti hai. Aapni bachchi ko ek achchi jindagi Dena hi ek pita ka farz hai. Rishab Tere Liye bohot achcha ladka hai beta. Mans maat kar.

Pratha: thik hai papa. Sirf Aapke Liye.

"Pratha" Rishab calls her. Pratha's trance breaks.

Rishab: Tumne jawab nehi diya. Koi problem toh nehi hai na?

Pratha: Rishab ji, Meri parents bohot Khush hai iss shadi se. Aur unki Khushi mere Liye Saab Kuch hai. Mujhe koi problem nehi hai.

Rishab smiles.

Rishab: sunke achcha Laga.

Meanwhile they heard someone's clearing throat. They look at there and it's Prity.

Prity: aapki baate hogayi hai toh niche chale. Jija ji, aapki parents aapko Bula Rahe hai. Woh Ghar Jane ke Liye. Kal mil Lena. Aab Meri di aapki hi hone wali hai humesha ke Liye.

Rishab looks down in shy. Pratha glares at her.

Rishab: bye Pratha.

Pratha: bye

Rishab and Prity leaves from there.

Pratha sighs in frustration. Meanwhile her phone rings. It's Anjali. She picks it up

Anjali: hello Priyu

Pratha: Haa Anju, bol

Anjali: Priyu, parso ek interview hai. Tu Jayegi?

Pratha: kounsa office?

Anjali: woh V empire. PA ka interview hai. I'm sure tujhe mil Jayega. Mai tujhe link deti hu. Form fill up karle.

Pratha: ok thank you yaar. Chalo Kuch toh achcha hua

Anjali: Kyu, Kya hua hai?

Pratha: nothing yaar, Aise hi. Tu bata, kab jarahi hai?

Anjali: aaj Raat ki bus hai. Mai tujhe bohot miss karungi Priyu

Pratha: Haa, dost ko chodke khud hi jarahi hai aur abb mujhe miss karegi.

Anjali: sorry na. Tujhe toh pata hai dad ki transferable job hai. Nehi toh Mai tujhe chodke kabhi nehi jati. I will miss you

Pratha: me too. Waha Jake mujhe bhul maat Jana.

Anjali: Tu Pagal hai. Aree..... Listen Meri phone number change ho Jayega waha Jake. You know Dehradun, Kitna restricted area hai. Network hi nehi rehta. Aur quarters Mei toh aur bhi nehi. Toh Mai waha Jake dusra number lungi. Yeh Wala band rahega. Toh Mai pohoch ke tujhe call karungi. Tu save kar Lena

Pratha: ok baba. I will. Have a safe journey.

Anjali: thanks yaar. Bye

Pratha: bye
.
.
.

The day of Roka. Pratha is stepping outside of her house but her mom calls her

PM: Pratha, kaha jarahi hai?

Pratha: woh maa..... Maa woh ek kaam hai. Mai jaldi ajaungi

PM: nehi, koi kaam karne ki jarurat nehi hai. Waise bhi aaj Teri roka hai aur Mai dekh Rahi thi Kal se Teri tabiyat kharab hai.

Dadi comes there

Dadi: Kyu, Kya hua Meri pari ko?

PM: Kal se dekh Rahi yeh vomiting kar Rahi hai. Kitna dull lagrahi hai Meri bachchi. Aaja Thoda rest kar le. Shamko toh roka hai na

Pratha: Maa woh shayad food poisoning horaha hai. Don't worry. Mai jaldi ajaungi. Please mujhe Jane dijiye

PM: par.....

Pratha: please Maa.... Dadi asp bolo na

Dadi: thik hai, Tu jaa. Aaj jitna aapni marji ki Karna hai Kar le. Shadi ke Baad toh aapni sasural wale aur pati ki hi sunni Hogi.

PM: achcha thik hai, jaa. But jaldi ajana

Pratha: ok Maa, thank you

PM: aramse Jana, aur aapna khyal rakhna.
.
.
.
In Veer's office.

Veer: Om, I can't take the interview today. You take it. And obviously you know what type of PA I need.

Om: ok sir.

Veer: ok, I have to leave now. I'm getting late.

Veer leaves from there.

That's it. Hopefully you all like this part. Please do vote and comments. Thank you 😊

TejRan: Anjan Hai Hum Dono Where stories live. Discover now