Elvish at Manisha's house - 14

241 23 2
                                    

Elvish goes to meet that person.

Elvish: Tumhe kya lagta hai, mai itni asani se apna nuksan hone dunga.

Sm: Tumhari marzi yaa toh apna nuksan bardash Karo yaa undono ki maut.

Sm: Achanak se 6 saal baad itna pyaar kaise aa raha hai unpe.

Elvish: Pyaar nahi hai. Bas vo dono mujhe apni jaan bachane ke liye chahiye hai.

Elvish: Tum toh jante hi ho.

Elvish: Hume unhe kaise use karna hai.

Sm: Sahi kaha.

Sm: Tumhe jald se jald us Manisha ka bharosa jitna hoga.

Sm: Uske baad

Sm: Dono maa bete ko use karke maar denge.

Elvish: Jo karna hai Karo, mere paise mujhe mil Jane chahiye.

Elvish: Sara maal India mai time se supply karana tumhari zimmedari hai.

Sm: Mai apne kaam mai mahir hun.

Sm: Tum koi gadbad mat karna bas.

Elvish: Koi gadbad nahi hogi.

They discussed their plan.

Elvish: Unhe pata nahi lagna chahiye ye plan hai.

Sm: Nahi pata lagega. Don't worry.

Elvish comes back home late at night.

Virat is already slept.

Manisha is waiting for him.

He opens the door.

Elvish: Tum soyi nahi ab tak.

Manisha: Mujhe neend nahi aa rahi thi.

Manisha: Sab theek toh hai.
Koi tension ki baat hai kya.
Tum mujhe bata sakte ho, Mai handle kar lungi.

Elvish: Nothing serious right now.

Elvish: Ek bahot important kaam tha, jo abhi karna jaruri tha.

Manisha nodded.

Both sleeps after that.

The next day routine is also same.

Virat is in the school.

Manisha came to pick him up.

Elvish calls her.

Elvish: Kahan pe ho?

Manisha: Virat ko pick karne aayi hun bas.

Elvish: Great then.

Manisha: Matlab.

Elvish cuts the call.

Manisha: He is insane.

After a minute, she feels a tap on her shoulder.

She turns around.

Manisha: What are you doing here?

Elvish: Mai pass hi kuch kaam se aaya tha.

Manisha: Toh.

Elvish: I thought let's have lunch together.

Manisha: You must be joking.

Elvish: No, I am not.

Virat comes.

Virat: Wow. Aaj aap dono mujhe pick karne aaye ho.

Elvish: Yes, sirf pick karne nahi. Hum lunch karne bhi Jaa rahe hai saath mai.

Virat becomes happy.

Virat: Yay, phir toh hum bahot maze karenge.

Elvisha Reunion Where stories live. Discover now