Payback

994 71 75
                                    

College
Karan was talking to Shrishmeer and Ansh about Ronnie...

Karan: (angrily) yaar hume Ronnie ko saza dena padega...

Shrishti: Khushi toh Ronnie ko saza dekar hi rahegi... woh principal se baat kar rhi thi kal... mai uske saath gayi thi... she wants to expel him...

Ansh: aur unhone kya kaha?

Shrishti: (sadly) he can't expel Ronnie kyunki uske papa iss college ke trustee hai... agr principal ne aisa kuch bhi kiya toh pura ka pura college hi band hojayega...

Sameer: what rubbish! toh fir Ronnie ko saza kaun dega?

Karan: (with bloodshot eyes) Preeta khud usse saza degi...

All look at Karan...

Shrishti: kya? par Karan Pree ke haalat ke baare mai toh soch...

Ansh: haan kya woh uska saamna kar paayegi?

Karan: saamna karna padega... hum hai naa uske saath... usse darne ki koi jarurat nhi hai...

Sameer: waise Preeta kaisi hai? tu uske saath tha naa kal?

Karan nods thinking about his night with Preeta... he remembers their intimate shower scene... and their kiss... then his realization...

Shrishti: Karan?

Karan snaps back to reality...

Karan: oh haan... haan woh thik hai... woh aaj college bhi aa rhi hai... Divya uske ghar gayi hai pick karne...

Ansh: (smiles) I knew ki tu uska achha khyal rakhega...

Shrishmeer smile at Karan... suddenly all hear a car beep... they turn to see the Sharma's car... with Rahul driving and Khushi sitting next to him... Rahul gets down and opens Khushi's door... she steps out... wearing grey track pants and a simple white t-shirt... she was wearing chappals... her hair was messy... she had no makeup on... she eyes were red and swollen from crying... she didn't resemble the Khushi Sharma who was the fashion icon of the college... all looked at her shocked and sad..

Ansh: (sadly) ye meri Shona baby nhi hai...

Rahul and Khushi come to the others...

Rahul: hey guys...

Shrishti: Rahul ye? Khushi tujhe kya hua? tu thik toh hai?

Sameer: Khushi kuch toh bol...

Khushi: (uninterested) mai thik hoon...

Karan: oye... ye ladki hai kaun? meri Shimla mirch kaha gayi??

Khushi looks at Karan... with tears...

Karan: tu ro kyu rhi hai? tujhe kuch nhi hua... ye rona dhona band kar...

Khushi: (tearfully whispers) I'm sorry...

Sameer: sorry? tu kyu sorry bol rhi hai?

Khushi: (in tears) meri wajah se... meri wajah se woh Ronnie ne... Preeta ke saath...

Khushi starts sobbing...

Karan: dekh aisa kuch nhi hai... tujhe toh pata bhi nhi tha ki Ronnie...

Khushi: (tearfully) kaise pata naa chala mujhe? woh itne ghatiya harkat karte rha... teri career ruin karne ke liye... aur mujhe kuch pata nhi chala... woh meri wajah se... Preeta... sab meri galti hai...

Voice: aur ye tujhe kisne kaha?

All turn to see Preeta behind them... with Divya... Khushi looks at Preeta tearfully...

          

Khushi: (in tears) Pree... I'm sorry... I'm so sorry...

Preeta looks at Khushi sadly and hugs her tightly... Khushi hugs her back...

Preeta: teri koi galti nhi hai... tu apne aap ko blame mat kar... agar tu royegi toh mai bhi ro dungi...

Khushi smiles tearfully...

Shrishti: oye Pree!! tu toh mujhe bhul hi gayi!

Divya: haan mujhe bhi!

Preeta laughs tearfully... she calls Shrishti and Divya... the four girls share a group hug...

Rahul: ye sahi hai Preeta... saara pyaar ladkiyon ke liye...

Sameer: arre hum bhi hai yaha...

Ansh: (naughtily) humpar bhi toh thoda pyaar barsao...

The girls giggle... and the four boys too join for the group hug... Karan stealing glances at Preeta who was smiling with her friends...

Later...
All four boys were gathered together... Rahul was sitting on a wall eating an apple... Sameer was reading a book... Ansh was practicing swinging his cricket bat... and Karan was pacing back and forth lost in deep thought...

Ansh: kya baat hai Karan? tabse khoya hua hai...

Rahul: kya soch rha hai?

Karan: (in thought) yaar mere mann mai naa... ek doubt tha...

Sameer closes his book...

Sameer: achha? toh hume batade... hum clear kardenge...

Karan: (confused) yaar... aisa kabhi hua tujhe... ki kisi ko dekhke itna khushi aata hai?

Ansh: (threatening) oye tu meri Khushi ko chod... woh pehle din se meri thi okay?😂😂

Karan: nhi yaar... I mean ki... aisa kabhi hua... ki ek insaan tumhare liye sab kuch ban gaya ho? matlab aisa lagta hai ki puri duniya bas uski hasi se chalta hai... aur uski udaasi se kasam... aisa lagta hai ki agar woh insaan tere saath hai... tab sab kuch thik hojayega... chahe kuch bhi hojaye... uss insaan ki muskurahat se sab kuch thik hojata hai?

Sameer: haan... aisa toh hua hai mere saath... par tu aisa kyu bol rha hai?

Karan: yaar pata hai mujhe lagta hai mai naa bimaar hogaya hoon... matlab har wakt naa... mere aakhon ke saamne bas ek hi chehra rehta hai... Preeta....

Sameer, Ansh, and Rahul widen their eyes excitedly... they say all at once...

Sameer: no way Karan!!

Ansh: (excitedly) what? iska matlab tu...

Rahul: finally realize hogaya!!

Karan: (confused) kya?

All three: (excitedly) tujhe pyaar hogaya hai!!

Rahul: oh my god Karan! tujhe finally realize hogaya... mai aur di toh kabse wait kar rhe the...

Sameer: haye mere Preeran... I have to go find something to wear for the marriage...

Ansh: (fake tears) I can't believe... mera bhai itna bada hogaya hai... ab kuch dino mai shaadi karke ghar se chala jaayega... mera Karan!!😂

Karan: ek.. ek minute!! (all become quiet) p..pyaar? yaar are you sure?

Sameer: yaar Karan... ye sab jo tune hume bataya... ki tujhe kaise mehsoos ho rha hai... ye sab pyaar hi toh hai!

Tangle of Emotionsजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें