story 3( part 2)

2.7K 191 7
                                    

Baaz- kya hai moto mujhe pareshan maat kr

Sana- tujhe ni krungi toh kisse kurngi

Baaz – jaa sid ko kr bechara mera bhai kaise jhelta hoga tujhe

Sana smacked his head

Sana – muh tod dungi tera

Baaz- chal na pkaa maat ( mimicking sid)

Both laughs

Baaz – acha laga ruk gai aaj

Sana – ptaa hai mujhe

Baaz – ek saal mei kitna kuch badal gyaa na

Sana – haa sahi bola kabhi ni socha tha ki ek din tera bday aise Mumbai mei yaha k logo k sath celebrate krenge

Baaz – ye dekh ( shows her his phone)kitne logo ne wish kia aise story and post dale hai … kabhi ni socha itna pyaar milega

Sana- haa ye toh sahi bola ….zindagi mei itna pyaar ni mila jitna abhi mill rh h

Baaz – ye sab teri wajeh se hai .. mei bahot lucky hu ki tera bhai hu mei

Sana – agal hai kya tu .. tune jitna mera sath dia hai na aaj tak kisi ne bhi ni dia …chal kya senti baatein le kr baith gya
till then qiran also came n trio enjoy their time and went to sleep

IN THE MORNING

Sana wakes up early at 8.clock and calls sid which he answered

Sana- good morning kullu

Sid- morning baby

Sana – haaye tu uth gyaa mei toh jaldi uthi tujhe call krne k liye raat ko late ho gya tha na issilie

Sid- hmm abhi utha mei

Sana – chal ab mei so rh hu … my performance is over

Sid- kya hai yaar maat so baat kr waise raat ko achi neend ni aai

Sana- haye kyu

Sid- tu ni thi na

 Sana – haaye mera kullu

They talked for sometime and end it

It was now 1 pm and baaz n sana both are waiting for sid

Sana called sid

Sid – sorry baby mere manager ne back to back 2 interview rakh diye sorry baby

Sana- haaye sidharth tu aisa kaise kr sakta hai

Sid- baby mujhe usne inform ni kia

Sana- toh ab ( in a sad mood)

Sid- baby sad maat ho idhar aaja

Sana – hain?

Sid – tum teeno idhar aa jao di n kaira ( sid’niece ) , maa n jiju bhi baaz ko wish krna chahte hai personally

Sana thinks for sometime

Sana- okay

Sid – 5 baje aaio

Sana- haaye kyu

Sid- baby di n maa thda busy hai n mei bhi interview mei ..tab tak free ho jaenge

Sana – okay

Sid- yaar aise muh maat sada na

Sana- ek shart pr

Sid- bhonk

Sana- tu mujhe manaega

Sid- kyu be bday chote ka hai tujhe kyu manau

Sana- siiidhhaarttthhh

sidnaaz tales... Where stories live. Discover now