The Friendship

898 147 104
                                    

Continuing...

"Aapko ek baat samjh nhi aati kya jo tote ki tarah ratt lagaye baithi hai (angry) yaad rakhiye Ms.malik hamare mask aur is room ki cheejon ko apne chhua toh aaj ek pada kal do pad sakta hai aur agli baar hum sorry bhi nhi kehne wale samjhi aap.!" Agent Phoenix warned angrily, while Haseena is looking into his eyes. "Anubhav Sir...!" Anubhav's name escaped from her throat, gazing into those mysterious eyes.

He left her and turned, now his back is facing to her. "Woh bracelet Anubhav Sir ka hai...!" She said, looking at a bracelet which was on the bed. "Aap Anubhav sir ko jante hai?" She asked curiously. "Nhi main kisi Anubhav ko nhi janta aur woh bracelet mera hai...!" Agent Phoenix said plainly.

"Aapke paas bhi same bracelet hai?" She said suspiciously. "Same ka pata nhi par yeh bracelet mere dost ne diya hai..!" "Aapke dost ka naam kya hai?" She asked nervously. "Aapko kya karna hai jaan kar...jakar kaam kariye apna...!" He said coldly. "Ja rahe hai...!" She said with a frown.

◦•●◉✿One week later✿◉●•◦

"Miss Malik...gun sirf darane ke liye nhi hota iska Use karna bhi padta...agar main sahi samay par nhi pahucha hote toh aaj aap us criminal ki jagah Chitrgupt ko jazbaat sikha rahi hoti..." Agent Phoenix scolded her angrily.

They are at a public place for Haseena's training but Haseena bad luck she messed everything.

"Sorry sir hum aage se dhyan rakhenge...!" She said plainly.

"Dena padega warna do din nhi tik payengi aap, undercover mission ke liye officer ka mind of presence bahot important hai, bas usi ki jaanch ke liye aapko yahan lekar aaye the, aap officer achhi hai par emotions ko kab aur kaise use karna hai yeh aapko nhi pata...waise Anubhav (she looked at him with hopeful eyes) se suna tha aap bahot sharp minded hai par lag raha hai Lucknow chhodte hi dimag aur haath pair sabne kaam karna band kar diya...!" He taunted her.

"Aap sir ko jante hai par us din toh aapne kaha tha ki aap nhi jante?" She asked curiously. "Haan, jaante hai hum Anubhav ko...aur aapko jo training di ja rahi hai woh Anubhav ko bachane ke liye hi hai isliye apna focus sahi kariye...!" He said. "Bachane ke liye matlab..Sir kahan hai aur agar woh thik hai toh woh letter?" She said questioningly.

"Woh letter maine bheja tha..us waqt hume jo report mili uske hisab se Anubhav mar chuka tha par do mahine pehle hi hume Anubhav ka message mila ki woh thik hai par problem hai use team ki zaroorat hai...!"

"Aapne hume yeh sab pehle kyu nhi bataya?" She asked suspiciously. "Kyunki sahi samay nhi tha batane ka par mujhe lagta hai ki aapko pehle hi mission samjha deta toh shayad aap aur achhe se apni training par dhyan deti..chhodiye yeh sab par ab aapko mission ke bare mein pata hai aur reason bhi isliye ab aapko mission ke liye apni training par aur dhyan dena hoga...!" "Ji sir...!" She said with new energy.

Unknown place and time

"Hume vishwas nhi ho raha hai ki tumne hume dhokha diya, hamara vishwas chhala...!" A man said to his best friend. "Anu baat sun...Hume kuch nhi sunana...hum tumhe apna sacha mitra samjh sab kuch batate rahe aur tum humse jhooth bolte rahe....kitna vishwas aur garv tha tum par aur tumne dono tod diya...!" Anubhav said with hurted heart. "Arey mere bhai baat sun aisa kuch nhi kiya hai maine...!"

"Rehne do Arjun hum sab jaan chuke hai ab jhooth bol kar koi fayada nhi hoga....!" Anubhav said plainly and left from there.

The Phoenix-Rise From The Ashes✔Where stories live. Discover now