10| Bhaiya???

520 43 13
                                    

"Yeh yahan kya kar Raha hai?"

Fiza said while looking at her diary which was kept on the dining table.

Fiza's mother was working in the kitchen

Fiza Whispered-
"Meri diary yahan kya kar rahi hai ??
Allah Allah ab main gayi , agar ammi ne meri diary padh li hogi toh !!!
Kya bolege hum
Allah mere saath hi hamesha aisa kyu hota hai..."

Fiza slowly and silently started walking towards the dining table

When Fiza reached near the dining table, she said to herself...
Isse pehle Ammi mujhse kuch puche , main hi gayab ho jaati hoon !!

Fiza was praising herself
"You are such a genius Fiza waohhhh !!!!!"

Fiza said to herself-
Khud ki tareef baad mein kar lena pehle iss musibat se nikal behen

Fiza was leaving with her diary when someone stopped her from behind...

"Kahan chali Bibi ???"

Fiza closed her eyes because of fear.....
"Allah please bacha lein mujhe"

Fiza turned back and her mother was standing in front of her.

Fiza smiled forcefully and said...
"Am..miii aa..aap belan leke kyu khadi hain??"

Fiza's mother looked down...

All that was going on in Fiza's mind was what lie should she tell so that her mother would believe it

Her mother said .....
Accha yeh , It's dinner time, you must be hungry right? Huh???

Fiza-
Fiza took a sigh of relief and said in her mind...iska matlab hai ammi ne kuch nhi padha... love you Allah, you are best !!

Her mother-
Fiza????

Fiza-
Jiiii, main aapki help kar deti hoon

Her mother-
Aaj chaand se nikla hai???

Fiza-
Hehheeee, bacchon ko apne Waldain ki help karni chahiye ...Nahi Ammi ???

Her mother-
Itni aqal kahan se aagyi tumhe ???

Fiza-
Acchaa naa , chalein baatayein mujhe kya karna hai !!

After all the preparation for dinner, when they both sit at the dining table to eat

Fiza-
Abbu kahan hain???

Her mother-
Unhe aaj aane mein late ho jaayega

Fiza-
Acchaaa !!

Fiza was drinking water when suddenly her mother asked...
Aree, woh diary kahan gayi ??

Fiza started coughing

Aaram se paani piya karo beta ... Theek ho tum??? Her mother asked

"Jii , jii main theek hoon," Fiza replied

Achaa Fiza yeh batao "Yeh Hamza kaun hai?" her mother asked

Fiza said in her mind , "Ab kya bolu main?? , Allah koii idea de dein please, sach bol du kya, ammi waise bhi kehti hain ki tum mujhe apna dost mana kro !! Nahin nahin Fiza pagal ho gyi ho Maa maa hi hoti hain, Allah ab kya bolu???"

Bolo Fiza, her mother said

Kyu puch rahi hain aap ammi ??? fiza asked slowly

Uss diary ke first page pe Hamza likha hua tha , Kambakkht woh diary kahan chali gayi ??? her mother said

Fiza, now you will have to tell the truth, Fiza said to herself...

Darasal ammi wohh.....

"Fiza jiski diary aap ne Li hai unhe wapas kar dein ... Kisi ki amanat apne paas nahin rakhni chahiye," her mother said

Huh??? Fiza asked

Haan, woh diary Hamza ki hai na, first page sirf Hamza hi likha hua tha, toh woh joh bhi hai aap unhein wapas karegi'n woh diary.... Samjh mein aaya ???

Fiza said in her mind....
Iska Matlab ammi ne puri diary nahin padhi .... Allah shukriya bht bht shukriya !!!

Fiza??? her Mother asked

Jii ammi , woh Hamza senior hain school mein 8th Grade mein hain woh !!

Ohhh aacha , Fiza woh aapse senior hai toh aapko unhe bhaiya bolna chahiye... Yeh naam kaun leta hai apne se bado ka ??? Huh???

"Bhaiya?? Aur woh bhi Hamza ko , Nahin nahin, noway I'll call him Bhaiya" Fiza said in her mind

Bhaiya aur Hamza ko??? Fiza asked

Jii beta , maine aapko kya yahin sikhaaya ki apne badon ko unke naam se bole aap??? Jawab dein??

Nahin ammi !!!

Good , aaj se aap unhe bhaiya hi bolegi !!! Okay???

"Ab yeh kya naayi musibat hai?" Fiza whispered

What??? her mother asked

Fiza hesitated for a moment before timidly nodded her head

Words??? her mother asked

Jii ammi , HAMZA BHAIIYAA

Yeh huyi na baat...her mother said and smiled

Now finish your dinner and go complete your homework aur jaldi soo jaana !!

Fiza nodded her head

Fiza went to her room and locked the door

"Desi Household mein privacy kyu nahin milti hai?" fiza said angrily

Allah maaf kijiyega, par yeh kya baat huyi Hamza aur woh bhi mera bhaiyaa ???

Pehla crush mila tha mujhe usko bhi apne bhaiya bana diya !!

But suddenly Fiza realised ki Usne apni marzi se usse bhaiyya thodi bola hai

"Yaaayyyy!!! Iska matlab Hamza mera bhaai nhi bana" Fiza shouted

Fiza's eyes fell on her diary
She picked up her diary and said...

"Tumhe pata bhi hai main aaj kitni badi musibat se bach gayi , agar ammi ne tumhe aaj padh liya hota toh abhi iss waqt hum dono Ghar ke bahar hote , aindaa gayab mt hona tum , ghalti meri hai waise mujhe tumhe Ghar pe nhi chhodna chahiye tha , ab se tum hamesha mere saath hi rahoge , mere saare raaz tum jante ho , ab main risk nhi le sakti !"

Fiza put her diary in her school bag

After that Fiza study till 3 o'clock in the night and then when she was going to sleep but she could not sleep

Neend kyu nahi rahi hai???fiza said this while thinking

Then she looked at the time and saw it was 3

Ab iss waqt main kya karoon ?? she asked to herself

Suddenly the idea of reciting Tahajjud came to her mind

She asked to herself-
Tahajjud padh loon kya ??? Waise bhi ab Fajr ke liye uthna hi hai

She got up on her own and went and performed ablution

When the time came to pray, the first thing she prayed for was that ki iss baar uske aache marks aajaye ,
because she wanted to fulfill her parent's expectations

Then the second prayer she made was that Hamza hamesha khush rahe ,uski woh piyaari si smile uski face pe aise hi barqaar rahe

Then she started thinking what else should she ask for???

Then she said in a very childish tone...
Allah please joh bhi maine Kl ki Fajr, Zohr, Asr,Maghrib aur Isha ki namaz mein dua kiya woh ata kar dein . Ameen !!! Thank you !!!

Fiza fell asleep after reciting Namaz....

*************

So how was the chapter??

NOTE-:
There will be no new chapter in the coming week

And please don't be Silent Reader !!

Like, comment and share

Until then , take care of yourself My Dear Readers ✨

Love you all 🌷
Fi amanillah












Ittefaq se Where stories live. Discover now