chapter 27

2.2K 61 14
                                    

Her head was spinning. Her breath falter.
She was unable to breathe.
Salima nudged her shoulder.
But she couldn't speak and fall down unconscious.
Everyone get shocked. All started gathering around her.
Salima cryingly - kya hua meri bacchi ko

Nafeesa - ye kya h Zoya ke haath mein

Zoya was holding a bottle tightly which now fell from her hand.

Nafeesa read the bottle name
Nafeesa - ya allah isme to zeher tha

Salima hearing this started crying loudly

Asif called the ambulance and took Zoya to hospital.
The doctor started examining her in hospital

In office abrar was looking outside of the window.
Today was Zoya marriage and he can't see her going from his life.

Suddenly a peon came .
Peon- janab ye aapke lie kisi ne bheja h
Abrar- kisne
Peon - ji kisi Zoya ne

Hearing this abrar took the paper from his hand and asked him to go.

He open the paper and it was Zoya message.

"Abrar, hum aapse beintehaa mohabbat karte hain. Hume kab aapse pyar hua pta hi ni chala. Har samay aapse dur rehne ki koshish ki , par jab bhi aapke aankhon mein khud ke lie mohabbat dekhi to hum khud ko rok nahi pae

Hamara dil jaanta tha ke ye galat h par fir bhi humne iski ek na suni

Par jab us din aap par sawal uthe, alina bhabhi ki ye halat dekhi to hum andar se toot gye.

Hume sabki nazron mein gunehgaar banna qubool Hain par aapko kisi ke saamne jhukta dekhna nahin.

Jab nikaah ki baat aai , to hamare Mann me gawai nahi di ke hum kisi aur ki ho jae
Jo aapka h woh kisi aur ka nahi ho sakta isliye hum ab is duniya se jaa re h .

Jab Tak aapko ye message milega aapki Zoya aapse Durr ho gyi hogi.
Ho sake to Hume maaf karna par agar hum aapke na ho sake to kisi aur ke bhi nahi honge.

I love you abrar Ahmed"

By reading this letter abrar went into complete shock. He loudly cried and screamed Zoya name.

His phone rang it was of nafeesa.

Nafeesa-bhaijaan jldi hospital aae Zoya ne zeher kha lia h

Abrar rushed towards hospital.

In the hospital, the doctor came and told everyone
Doctor - uski haalat boht najuk hain , bachne ke chances boht Kam h

By hearing this salima started crying loudly
Ye hamari galti h, humne us bechari ko kitna khosa bhara bula bola, hamari bacchi .
All family members were tensed.

Suddenly abrar came there. He asked about Zoya .
Nafeesa - bhaijaan uski haalat boht kharab h

Abrar couldn't control his emotions. He directly went to Zoya room.
His Zoya was lying lifeless on hospital bed and he couldn't do anything.

He Went near her and sat down. He hold her hand
Abrar- wapis aa jao Zoya, tumhare Bina main kya karuga . His tears were screaming his love for Zoya.

It's been 5 days since Zoya was hospitalized.
Doctors informed everyone that she is not responding to treatment.
All family members were cursing themselves.
Abrar was there for Zoya. He didn't leave her side for a minute. He was continuously there for 5 days.

Alina saw abrar passion for Zoya. He never showed this kind of love to her. He was always distanced from her. She was jealous of Zoya.

Suddenly Zoya breathing started halting.
Abrar called the doctor. Doctor rushed towards her .
Doctor - she is responding
He gave her injection.

Doctor - Zoya respond kar Rahi h ummeed h woh theek ho jaegi

By listening to this everyone started thanking Allah.

Abrar- Maine faisla kar lia h .
Main Zoya se nikaah karunga.

Asif- ye tum kya keh rahe ho

Abrar -ab main kisi ki nahi sunuga
Ek baar Zoya ki suno aur use khone hi wala tha par ab nahi.

Alina - Aisa nahi karenge aap

Abrar - muje rok ke dikhao
Agar kisi ne kuch bhi Kia to Zoya ki zabardasti nikaah aur suicide ke zurm mein aap sab ka kya hoga ye muje batane ki jarurat nahi h.

Asif-dhamki de rahe ho

Abrar- Jo samajhna h samjhe.

Zoya regain her consciousness

She looked up and found abrar there.
Abrar- tumne to Dara hi dia muje Zoya
Jaan nikal do meri.

Zoya eyes filled with water
Zoya- aapke alawa main kisi ki nahi ho sakti

Abrar- tum meri ho Zoya . Hum aaj hi nikaah karenge.

Zoya- nahi abrar ye .......
He shushed her
Abrar - chup bilkul chup.
Tumse puch nahi Raha hu tumhe bta Raha hu main. Ab ek shabd nahi .
Jise Jo karna tha sabne Kia ab meri baari hain.

Abrar asked his pa to start preparation for nikaah.

Abrar went to Alina
Abrar- aaj main Zoya se nikaah kar Raha hu.
Par tumhe btaye Bina nahi

Alina- ishq bhi mujse puch ke kia tha aapne.

Abrar lowered his eyes
Abrar- main tumhara gunehgaar hu

Alina- sazaa ke liye bhi tyar rahe
Is bache se aapka koi haq nahi h

Abrar - Aisa mat karo alina
Alina- Sabko sabkuch nahi milta.

Abrar-ismein iski kya khata h

Alina- aur meri kya khata h . Aapse beintehaa mohabbat ki , apna sabkuch de dia, aur aapne Aisa Kia . Jo mohabbat aapki aankhon mein maine Zoya ke lie dekhi h woh to apne lie dekhi hi nahi.

Alina started crying.

Abrar- please alina...

Alina- theek h , kar le nikaah par meri kuch sharte hain

Aap Zoya ko yaha nahi rakhenge
Main uski Shakal bardasht nahi kar sakti.

Aapko main jab bulau aapko aana hoga

Aapko apni property mein se 50% mere naam karna hoga.

Abrar listened to all this
Abrar-manjoor hain

Alina sarcastically - usse nikaah karne ki itni tadap.

Abrar went out from there.

In the Evening he and Zoya got married.

Abrar took his new wife to new home

Zoya- hum yaha kyu aae h
Abrar- tum abse yahi rahogi
Zoya looked at him questiongly
Abrar told her about alina's conditions

Zoya- hamare lie aapne sab Maan lia

Abrar smiled at her

He welcomed his new bride

Abrar- Ghar kaisa laga

Zoya - boht Sundar h par do logon ke lie kuch bada nahi h

Abrar - hmm bada to h par kuch time mein boht saari choti Zoya khelengi na

Zoya got shy listening to his words.She covered her face with her Hands.

Abrar laughed loudly and took Zoya in bridal style.
He swing her and Zoya was smiling shyly.

Abrar took her to their bedroom. His smiling eyes now filled with lust.

Zoya looked at him .

Abrar- ab intezaar nahi hota Zoya.






His substitute Unde poveștirile trăiesc. Descoperă acum