Chapter 7: Some one more than Special

847 62 12
                                    

After a moment,
HM: Kisne kaha mai baate nahi karti? Karti hoon. Par khud se. Kyuki dusro se karne mai mujhe daar lagta hai.
HM and RB (together): Ki kahi hum unlogo ko khona de.

There was a silence for a moment when RB spoke.
RB: I don't know. Tumhare past me yesa kya huwa par itna to pata hai ki wo past tumhe present mai jeene nahi deraha hai.
HM: hummm..... pata hai? Kabhi kabhi lagta hai ki sab kuch bhuladu. Phir yaad aata hai ki ushi yaade ke sahare to hum abhi jinda hai.
RB turned his face from waterfall to HM with confused expression.
HM: meri phele ki yaade kuch ayse hai ki jab mai bhulana chahu to daar lagta hai ki kahi wo galti mai phirse na kar bethu. Aur jab mai yaad karti hoon, to kuch haseen lamho ke sath sath aak ayesa pal ki bhi yaade sath aati hai jisne meri duniya phirse badal di.
RB: I understand. Wo kehte hai na ki "It hurts, when a person who gave you the best memories, becomes a memory"
Mere bhi to Mom-Dad nahi hai. Aur dada-dadi bhi. I was that kid of the class jo kisi se jyada baat nahi karta tha but sab pasand jaroor karte the. Hamesha ghar ke aandar aur na kabhi bahar khelne aata tha. Dada- Dadi ke jaane ke baad I was all alone. They were the one who cared about me, whom I cared about the most. Dimag ka doctor hoon, psychologist. Par khud ke dimag me kya chal raha tha pata hi nahi.
HM: meri kahani bhi kuch ayesi hi hai par... thodi alag.
Both of them turned their head to each other. RB was trying to find the truth in her eyes that why is he so comfortable with her, why is she so comfortable with him. Why did he shared his feeling with a girl who he just met a week ago.
Here, HM was lost in his eyes, trying hard not to cry.
It was a sweet and short eye lock between them.

After a moment, her eyes got blur because of the tears she was holding from so long. She turned her head to opposite direction from him to hid her tears.
He knew something deep was hiding behind her beautiful eyes. As soon as she turned her head. He hugged her. It was not too tight nor too lose. That hug gave her the feeling of warmth she needed. She too hugged him and started to cry her whole heart out.
After few minutes, she stopped crying. He gave her water bottle kept beside him. She drank it and said,
HM: thank you.
RB: welcome.
HM: pani keliye nahi, unnsab chees ke liye jo tumne abhi tak mere liye kiya hai.
RB: mera dhyaan bhatka ne ki koshish mat karo. I know I am a stranger to you. You are stranger to me. But I want to help you. Tumne kaha ke tum mere jesa aak aadmi ko jaante ho. I don't know uuska aur tumhara relation kya tha but, aagar wo sach me mere jesa huwa toh I am sure you were very very special to him.
Mujhe nahi pata what strange connection do we have. Par tum bhale hi nahi kehti par tumhari aakhe chik chik ke help magh raahihai.

(After a minute)HM: isse pehle tum meri story jaano I want you to know me. Mera aasli naam Nazia Mallik hai aur mai aak secrect agent hoon. Ye baat mere colleuges, seniors aur aab tumhare siwa koi nahi jaanta hai. Aab tum soch rahe hoge ke aasi confidencial baat maine tumhe kyu aase hi dediya.
Because I believe in you. I don't know par I see him in you.
RB: koun?
HM: Millian. His name is Millan Arora, or you can say my someone more than a special. He is the most special and important character in the book of my life. I have a best friend, JT, wo hamesha mujhe himmat deta hai jab mujhe uski sabse jyada zaroorat ho. Kabhi bhi.....kabhi bhi mujhe akela mehsush hone nahi deta hai. Abhi wo aak mission mai hai toh, 2-3 din se baat nahi huwi hai. And obviously my ammi and abbu. Bhale hi wo abhi iss duniya mai nahi hai par jaab bhi mujhe unki sabse jyada zaroorat hoti hai, ankhe band karke jab dilpe haat rakhti hoon to kisina kisi tarikese jawab mil hi jata hai.
Maine aapne jindagimai sabse jyada pyaar in 4 logose kiya hai aur hamesha karti hi rahoongi. In charoo mese, sirf Jagga hi baki hai. I don't want to loose him toh usse door hi rehti hoon.

RB: tumhe ayesa kyu lagta hai ki tum uske saath rahogi toh wo chala gayeya?
HM: Kyu ki ayasa hi hota hai. Jab mai choti thi to aabu aak mission ke dauran sahid hogaye. Ammi toot gayi. Ammi ko maine sahara diya par mai bhi aandar se toot gayi thi. Tab Jagga ne mera saath diya. Hum dono tab se best friend hai aur hamesha hi rahenge. Uska bhi papa mission ke dauran sahid hogayethe aur uski ammi ne usse janam dete hi dam tod diya. Kuch saalo baad hum dono mumbai aaye aak saath training liya aur as a secrect agent bharti bhi hogaee.
Jis officer ne mujhe kuch din pehle data tha wo, Millan ke father the. He had other 2 elder brothers, jo officers hi the. Wo cinematographer banna chahata tha par uske dad ne use allow nahi kiya. Kaha ki tumse nahi hoga, padhaee karo aur hamari tarha officer banke desh ki sewa karo. Bohot samjhane ki koshish ki par nahi mane. Paisa tha, talent tha par passion ko follow karne wale to yaha pagal hote haina. So, wo bhi aak secret agent baan gaya. Number lete bakth jo tumne mujhse kaha tha, wo usne bhi mujhse kaha tha, jab usne mujhse pehli baar bath ki.

The Strange Connection!Where stories live. Discover now