🍂|~Love To Hate~ |🍂

2.4K 232 326
                                    

Continuing from previous part

Haseena-suniye...(sweetly).

Anubhav- sun rahe hai....

Haseena- woh humne abhi jo kaha na hum aapke paas nhi aayenge us baat ko bed par lagu mat kariyega....(he raised his eyebrows).

She made an innocent face and cuddled into his chest.

Anubhav- ab yeh kya hai?

Haseena-woh hume andhere se nayi jagah par dar lagta hai isliye hug kiya aapko....(she said, tightening her grip around him).

Anubhav-hmm...toh pehle ladi kyu humse?

Haseena- aap hume chhod kar kyu gye the?

Anubhav- hum sirf room se gye the woh bhi ek ghante ke liye, chhoda nhi hai aapko....

Haseena- aapko pata hai na hum nayi jagah par jaldi comfortable nhi ho pate phir ek second ke liye bhi kyu chhoda....

Anubhav- aap is ghar mein ek nhi chaar baar aa chuki hai aur is room mein bhi...phir naya kaisa hua?

Haseena- shaadi ke baad pehli baar aayi hoon toh naya hi hua....(he smiled at her innocent).

Anubhav-accha thik hai so jaiye....

Haseena-pehle ek question hai...

Anubhav-puchhiye...

Haseena- aap sach mein humse pyaar karte hai na matlab hamara man rakhne ke liye jhooth toh nhi bola tha?

Anubhav-hum aapke prashan ka uttar baad mein denge pehle aap hamare ek sawal ka uttar dijiye  aapko aisa kyu laga ki humne aapse jhooth bola?

Haseena-woh aapne do baar hamare I love ka reply nhi kiya, na hume gale lagaya aur na hi hamari help ki change karne mein aur toh aur aaj hamari first night hote huye bhi hume ek..ek forehead kiss bhi nhi kiya...

Anubhav-shaadi ke waqt kaha tha na....aur yaad rakhiye hum mandir ya kisi bhi pavitra sthan par jhooth nhi bolte aur vivah mandap toh sabse pavitra sthan hota hai, hum agni ke samksh us pavitra mandap mein kaise jhooth bol sakte the...

Haseena-phir aap humse door door kyu bhaag rahe hai?

Anubhav-hum aapse door nhi bhaag rahe hai, darsal maa ne shaadi ki wajah se office jana band kar diya tha hamara bas isliye kuch pending kaam pura kar rahe the aur sach kahe hume aadat nhi hai in sab ki, dheere dheere sab sikh lenge...aapke har I Love You ka reply karna bhi aur aapko gale lagana bhi.....

Haseena-aur jhagde ja kya?

Anubhav-woh bhi sikh lenge...(he said with a smile).

Haseena- nhi woh nhi karna....jhagda nhi karna hume aapke sath...hamari married life ki journey Love to Hate kabhi nhi honi chahiye....

Anubhav-Love hai hamare rishte mein...(he asked tauntingly).

Haseena- haan hai bahut hai, aap ki taraf se bhi aur hamari taraf se bhi....aur hum bahut lucky hai ki hamara pyaar do tarfa hai...(she said smilingly).

Anubhav-accha thik hai so jaiye ab....

She smiled and cuddle more into him, wrapping her arm around his torso. He smiles an securely wrapped her in his arms  giving her warmth of his love.

Haseena-Mr. Helping Hand ko bhi hug kariye...

Anubhav-unhe kyu?

Haseena-woh gir jayenge isliye...(he sighed and held Mr. HH).

yeh kya hua tha hum dono ke beech thodi der pehle...achanak se hum dono ek chhoti se baat par lad liye aur ab woh/hum hume/ unhe hug karke so rahi hai/hoon,  shaadi ki pehli raat ki aise jhagde se shuru huyi toh baki zindagi kaise rahenge hum..!”

Agar Tum Saath Ho ✔Where stories live. Discover now