SHE IS NO MORE

559 62 46
                                    

{PLEASE IGNORE THE SPELLING AND GRAMMAR MISTAKES}

*_*_*_*_*_*_*

It was 8 at night. Haseena and Anubhav were playing with their cutie pie, Sonu. Sonu was sitting on the bed and trying to speak her language. AnuSeena were smiling and making her happy. Sonu was giggling and smiling with them.

"Sonu, bachcha, aane dadda se kahiye ki aapko aur hume tang na kare. Abhi Sonu ka aur Sonu ke mumma ka khelne ka time hain. Iss liye tells him to don't disturb us" Haseena complained childishly taking Sonu in her arms. 

"Heh..." Sonu giggled.

Anubhav made a puppy face and said, "Sonu, apni mumma se kahiye ki aapke dadda bhi aapke saath khelenge. Aur aapko toh apne dadda ke saath khelna achchha lagta hain naa...?"

"Haaa..." Sonu shook her head, nodding in yes.

"Dekha, humari Raajkumari humari kitni baat maanti hain" Anubhav sounded in happiness while taking her in his arms.

Haseena made a grumpy face and said, "Dadda aur unki Raajkumari... Hamesha hume akele kar dete ho!"

Sonu and Anubhav looked at each other. Sonu giggled at her mother's drama. Seeing her giggling, both AnuSeena felt some immense satisfaction. The reason for their living was Sonu and her happiness. They could do anything for her pleasure. AnuSeena kissed her each cheek at the same time and started adoring her while talking with each other.

"Anu, aaj kitna achchha lag raha hain naa...! Aaj saari takleefein door ho gayi" Haseena's eyes were a little teary while saying this. 

Anubhav looked at her and then at Sonu, he said, "Haan Jaan... Aaj Saari peeda, dukh aur mann mein jo glani thi... woh sab door ho gayi. Aaj hum bahut khush hain. Hriday par jo bhi bhaar tha... Woh sab utar gaya!"

"Haan Anu... Aaj dil bahut halka ho gaya. Aaj jaake finally Abbu aur Baba ne humare rishte ko apna liya. Hume apna aashirwad bhi diya. Humari goodiya ke saath khele bhi. Inhe apni duwayein bhi de. Isse jyada hume aur kya hi chahiye, Anu..." Haseena's eyes became teary. 

"Parantu Baba aur Abbu ki bhent nahi ho paayi aaj... Baba ke jaane ke pashchat Abbu aaye. Agar in dono ki bhent ho jaati toh kitna achchha hota naa!? Humare aankhon ke samaksha agar woh ek dusre ko gale lagate toh hume aur khushi milti"

"Aap sahi keh rahe hain. Par koi baat nahi. Agle hafte woh dono Ammi aur Maa ke saath aa rahe hain naa! Tab yeh hasrat bhi poori ho jaayegi" Haseena smiled.

Anubhav too smiled. He made Sonu lie on the bed and both of them lay beside her.

"Sonu baby..., aapko aaj majja aaya naa Naanu aur Daadu se milke" Anubhav asked in a childish voice.

"Heeeyyy..." Sonu giggled, saying yes to him.

"Aaj humari bitiya Daadu ki laayi hui kheer kha kar bahut khush hain. Aur Naanu ne jo special doodh laaya tha, woh toh aapko bahut pasand aaya naa!" 

"Yayyyy" Sonu smiled.

Haseena asked her in a the same tone, "Aap daadi se aur Naani se bhi milna chahte ho?"

WE ARE ENOUGH FOR EACH OTHER Where stories live. Discover now