chapter 1

2.7K 38 13
                                    

[Scene 1:drawing room]
"Mehza,ap kaisi hain?"said Izna.
"Mein theek hoon ap Sunay" replied mehza(sister of izna)."sab kaisay hain salauddin bhai,tumhara beta."
"Woh tou theek hain lekin Salar" Izna pathetically said.
"Khala Salar kahan hai" said Minha(daughter of Mehza)
"Woh nawabzaday kahan hogai,apnay kamray mein Beth kar qismat par ro rahay hogay" Izna while giving a smirk.
"Waisay kabhi kabhi mujhe uss larkay par taras ata hai,pata nahi kitni sang dil maa thi uss ki" replied Mehza
"Lekin uss ki maa ka jana meray liye tou Acha sabit hogaya,bas salauddin har wakt apnay betay par hamdardi jhadty hain" izna said ,"bas uss ne baap kay tukro par Pal Liya hai ab poora din awaragardi karta rehta hai,kaam tou pocho hi na,bas ek baar kuch aisa hojai or salauddin uss ko apni jaiddat se ak kar dy,or meray naam kardy"
(Meanwhile a servant came )
"Ma'am nashta laga diya hai,ajaye."servant said.
"Acha acha theek hai.tum jao salauddin ko bola lo hum arahay hain."Izna proudly said."chalay aye nashta kartay hain"
(Dinning room)
Salauddin said "Salar nashtay par nahi aya?"
Izna replied "Nahi woh nahi araha "
(A handsome tall man wearing black hoodie came down looking everyone standing in the stairs.wearing strong perfume. Listening to songs.looking like a mature man )
Something like this

salauddin questioned "kahan ja rahay ho salar ?nashta karlo"Izna said "haan ao wasiay bhi tumhari Khala ai hain"Salar replied arrogantly, while pointing his finger towards izna"jab ap meri maa nahi hain

Rất tiếc! Hình ảnh này không tuân theo hướng dẫn nội dung. Để tiếp tục đăng tải, vui lòng xóa hoặc tải lên một hình ảnh khác.

salauddin questioned "kahan ja rahay ho salar ?nashta karlo"
Izna said "haan ao wasiay bhi tumhari Khala ai hain"
Salar replied arrogantly, while pointing his finger towards izna"jab ap meri maa nahi hain.tou yeh aurat meri khala kaisay hui .kabhi koi logical baat nahi karya ga ap"and whispered looking salauddin "pata nahi kis kabad khanay se utha laye hain ap iss aurat ko"
"Salar,bas sharam kro maa hai tumhari" saluddin shouted
" Dad, meri maa aj se ikiss(21)saal pehlay mujhe chod kar chali gi thi ,or uss waqt se meray liye mujh se har joda huva rishtay khatam hogaya hai"
"Salar,tumhari maa tumhy chod kar gai thi mera kasur kya tha."salauddin spoke loudly
"Ap ka kasur yeh hai kay ap ki waja se meri maa gai or bajay koi regret honay k,ap agly hi din mujhe uss fazool se hostel chod aye jahan mein ap sab ke sath rehnay k liye tadpta tha.tab tou nahi aye na ap mujhe lenay ,kyun ko ap ko iss makar aurat se shadi karni thi .(he start to cry )or 6 saal ka mein ro ro kar ap ka or Mama ka intezar karta tha,tab mein tanha tha or ap meray pas nahi thay,ab ap tanha hai tou mein bhi wohi kro ga.or yeh makar aurat .."
Salauddin interrupted " just shutup ,yeh makkar aurat tumhari maa hai"
Salar hit the table hard and pointed his finger towards his dad" Bas,Mein ne ap ko yeh baat pehlay bhi batai hai or phir bata raha ho,agar ainda iss aurat ko meri maa kaha tou mujhe se bura koi nahi hoga ,meri maa ikiss saal pehlay mar gai thi,bas end of topic" salar said while crying loud.
[Salar left]while salauddin shouted salar salar.
"Ap chod dain,salauddin Beth Jay"Izna gestured
"I'm really sorry ",salauddin said in disappointment
[ Scene2]
Salar driving his car very fastly. He picks up his phone
Calls his best friend basit.
He picks up the call
"Haan yar kaisa hai"basit asked
"Basit tu kahan hai yar?"salar said very sadly
"Mein restaurant par hoon kyun tu theek hai na ?"basit questioned.
"Mein ajao? mujhe tujh se zaroori Milna hai",salar said.
"Haan yar pochnay wali kiya baat hai aja."basit said while laughing a bit.
"Chal phir miltay hai mein araha hoon"salar said while cutting of the line.
[Salar at restaurant ]
"Kaisa hai yar?tu ne tou mujhe Pershaan kar diya tha sab theek hai"basit asked salar.
"Yar dad se phir larai hogi hai"salar said.
"Ab kis baat par behaas hogi teri?nashta kiya hai ya nahi "basit questioned
Salar shaked his head while saying no
"Chal mein nashta order karta ho,or kitchen mein bhi aik nazar mar ata hoon" Basit went inside
[ While a girl entered the restaurant with her friend and a boy whom hand she was holding ]
Salar thought " yeh larkiya kitni ajeeb or bewafa hoti hain
Boyfriend koi,crush koi,shaadi kisi se like what the hell is wrong with these bullshit women or uper se yeh larkay sab janty huvy bhi un kay sath rehletay hain "
Meanwhile basit came back" ha yaar bol ,shoro kar tera bhai a gaya hai,bol kyun hoi hai larai "
" Yar kuch nahi mein izna ko apni maa nahi manta.or baba un ki behan ko meri khala keh rahay hain unn ko kyun nahi samajh ati kai mein nahi accept karsakta yeh sab kuch "salar said.
"Yar tu kyu larta hai un se itnay logo ki stepmothers hoti hain tou bhi accept kar lay"basit advised him
"Are u for real, basit tou hosh mein to hai tujhe pata hai tu kya keh raha hai"salar said surprisingly.
"Yaar mazak kar raha ho,ikiss saal purani dosti hai mera mazak nahi samjh raha "basit said while laughing.
"Yar basit tu na hota tu kya karta jab hostel mein koi nahi tha tab tu tha jab tum ghar ja rahay thay mein ne socha kay tum ja rahay ho mera dost bhi sab ki tarha bewafa hai lekin tu ne mujhe kabhi akelay nahi choda yar tou mera dost nahi bhai hai tu mujhe meri Jaan se bhi zyada azeez hai,...."salar said
"Acha bas bas itna senti kyun Horaha hai chal nashta kar" basit said while laughing.
While a boy and girl start to fight loudly
Salar suddenly get up and hold the collar of the men
"Kiya masla hai kyun shor kar rahay ho"salar said arrogantly
"Oye tum iss se bahir rahao yeh hamaray ghar ka mamla hai"the man replied
"Ghar ka mamla hai tu ghar mein ja kr hal kro kyun apni biwi ko idhar zaleel kar rahay ho"salar taunted
"Dekho tum jantay nahi ho kis sher ki ponch par pao rakh rahay ho" the man said while holding salars collar
"Sher ,dekho kon khud ko sher keh raha hai aukat kutto jitni hai khud ko sher keh raha hai" salar said while laughing
The man punched his face
Salar punched him back and fight continued,basit was stopping salar from fighting while security came in and stopped this fight
Salar moved back and said while looking in his eyes
"Tujhe pata nahi hai tu ne salar saluddin Khan se panga Liya hai ab tou dar teri mot tera peecha kar rahi hai"salar warned
He was bleeding badly while basit took him to the hospital

__________________________________________________________________
End of chapter 1
Chapter 2 will be uploaded soon
Thanks for reading

Please guys check my other novel hope you find it exciting to

qalb e ulfat Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ