Chapter 26

153 9 8
                                    

the next day aizal was doing random chores,that she received a call from sallaidin,
"assalamualaikum uncle Kaisay hai AP??"
"wailkum assalm,beta mein theek hoon,AP kaisi hi?"
"uncle mein b theek hoon"
"beta salar Kahan hai mein kab sy ussy call krny ki khoshish kr rha hon par wo receive nhi kr rha AP Meri baat krwa deti ho ussy?"
"jee mein dekhti hoon"she said so and went to salar,he was in the washroom so aizal said to sallaudin
"uncle I think wo shower ly rhy Hain wo atay Hain tou mein AP ki BAAT krwa doon gi"
"acha Chalo Allah Hafiz"
she was about to go when salar came out of the washroom
"kya huva"
"AP shower nhi ly rhy thy??"
"nhi ly liya hai"
"acha phir wo,uncle ki call ai thi un SE baat kr lein"
"hmm"
"salar,mein AP SE baat kr rhi hoon yeh hmm kya HOTA hai call kry un ko"
"haan mein sun rha hoon,bas Kuch soch rha tha"
"acha kya soch rhy thy"
"ap k baray mein,(he stepped towards aizal)soch rha tha k AP kitni achi Hain,Ek achi biwi,Ek achi beti,achi doctor,achi cook,achi dost,achi cousin,achi bahu,(he was running his hand through aizals hair) sometimes I admire k Tum kitni achi ho"
"itni achi hoon mein??"
"Meri Jan you r perfect the way you r"
she smiles
"sallaudin uncle SE baat krlein Mr salar"
"acha gee begum sahiba"
he picks up the phone and sallaudin picks up the call
"assalamualaikum baba Apne call ki thi?"
"salar,kaisay ho?"
"mein theek hoon baba AP kaisay Hain?"
"salar mein tou theek hoon,lekin izna bohat beemar hai"
"hmm,kya huva waisay unko acting hi kr rhi hoon gi wo"
"salar bohat serious situation hai, doctors keh rhy Hain k uss ko cancer b hoskta hai"
"bad for you"
"salar after all wo tmhri mom hai"
"ohhh plzz,ye fazool emotional blackmailing na kry AP batay kis waja SE call ki hai AP ne "
"Tum Kuch din aizal k sath Yahan akr rehlo ...."
"you mean k mein uss aurat ka khayal rkhny ao AP ko andaza b hai k AP kya keh rhy Hain??"
"salar i know, Tum nhi kro gy ,Tum business dekh Lena mein izna ko dekh loon ga,Ek time pe ek cheez hi krskta hoon na"
"theek hai mein dekhta hoon Allah Hafiz"
he said so and hung the call without listening any other word
"kya huva" aizal questioned as he sat on the bed
"yaar aizal,izna beemar hai dad Chahtay Hain k hum un k sath akr rhy"
"haan tou iss mein Galat kya hai"
"yaar baat Galat ki nhi hai mein izna k Liye Jao ga?"
"salar,wo jaisi b Hain Hain tou AP ki mom hi na"
"aizal wo Meri mom nhi hai"
"salar,AP k man ny na Manny sy Kuch nhi hota,insan ko Deen ne dosri shadi ki ijjazat di hai or wo aurat us k bacho ki maa hi lagi gi"
"Tum keh tou Sahi rhi ho yaar..."
"agar magar Kuch nhi Kuch dino ki BAAT hai Meri jaan phir hum wapis Yahan ajaye gy"
"hmmm"
[next day they went to sallaudins house]
salar walked in the house with aizal
"assalamualaikum baba kaisay Hain AP??"
"mein theek hoon,AP kaisay ho?"
"sahi,acha hoon"
he says so and stared at aizal
"uncle izna aunty Kahan Hain??"aizal questioned
"beta wo apnay room mein Hain,mil lo AP agar milna hai apko tou"
"jee hum milay gy Hain na salar"
he nods
"Chalo theek hai AP log mil lo tab tak mein AP logo ka luggage room mein rkhwa Deta hoon"
salar and aizal went to iznas room,she was laying on the bed looking very sick and she was having drips
"assalamualaikum aunty Kaisi Hain ap?"
"mein theek hoon,salar Tum Kaisay ho?"
"theek hoon mein,AP Kaisi Hain?"he questioned unwantingly
"mein jaisi Nazar arhi hoon,mujhe Tum sy baat krni hai,betho plz"she gestured him and tries to sit straight in difficulty
"AP rest kry"aizal said
"beta insaan ka Kuch nhi pata kab mar Jao salar sy baat krni hai mujhe"
she says so and faces salar
"salar mujhe pata hai k mein ny sari Zindagi tumharay sath nainsafi ki,tumsy larti rhi,Tum chotay thy tou tumhy Marti thi,mein kabhi b tumhari maa khelany k kabil nhi thi lekin(she starts to cry) mein ny hamesha wo Kiya jis ko Tum napasand krty thy,tumhe Galat batay keh kr sallaudin sy kehna k Tum badtmeez ho,un sy tumhe mar parwana, khoshish krna k sallaudin tumsy nafrat krny lagay takay tumhe hostel chor ayein,tumhari Shaadi apni Behan ki beti sy krwana chahti thi k tumhara sab Kuch uss ka hojay,mujhe maaf krdo mein ny sari umer tmhry sath bohat zyadti ki hai,wo chotay bachay KY anso,uss ki cheehko ki awazein uss ka tarpana,Pyaar k Liye siskna mujhe Sonay nhi Deta,ankhein band kro tou Tum rotay huvy Nazar atay ho,Kuch Suno tou tumharay ronay ki awazy ati Hain salar mein ne tumhara pooray bachpan kharab krdiya hai,mein tumhari mujrim hoon mujhe maaf krdo"she begs
"It's ok"Salar replied
"tumny mujhe Dil sy maaf nhi Kiya,salar mujhe umeed hai mein mar Jao gi,Meri halat bohat kharab hai mujhe cheeni sy marnay do mujhe maaf krdo"
"Kuch nhi hoga AP ko,theek ho jein gi AP,or mein ny AP ko maaf Kiya shayad ye Meri taqdeer mein tha"he says so and leaves tears came in his eyes
salar sees him leave and follows him
salar rushes to his room
aizal goes after him
salar lays on the bed and starts to weep
"salar,AP ro rhy Hain"
"aizal mujhe Akela chod do"
"salar wo theek ho jaeinn gy AP hosla
rkhy"
he sits "kaisay theek ho jaein gi Tumne unki halat nhi Dekhi baba NY kaha Hy doctors ny kaha k unky pas time nhi hai"
"salar(she sits on the bed,beside him)AP hosla rkhy Kuch nhi hoga"
he puts his head on her lap aizal runs a hand through her hair"aizal wo smjhti Hain k ye sab iss Liye huva hai kyun k unnho NY Meray sath bura Kiya hai,jab k aesa nhi hai"
"salar aesa nhi hai wo bas apni zyadti par sharmeenda hai"
"aizal mujhe wo pasand nhi Hain lekin unki halat Dekhi nhi ja rhi Dil kr rha hai k wo pehlay jaisay theek hojaein mujhe tang kry"
"salar,har insan ko Ek na Ek din jana,Meray parents b tou mujhe chod gy Hain na"
"tou phir marjaein na Ek bar hi aziyat milay gi mein sambhal tou Jao ga na,yu unko iss halat mein dekh KY mein baybus feel kr rha hoon k mein Kuch nhi krskta"
"Meri jaan AP Kuch nhi krskty ye duniya faani hai,har Kisi ko jana hota hai AP bas unki sehat ki dua kry sab theek hojai ga"
few days salar and aizal remained very busy,salar became busy in business and aizal in hospital along with taking care of izna
after some days they took izna to hospital and doctors told that she was a bit fine and there's nothing to take tension of.so they all became a bit chill.
so now aizal and salar where going back to there house
aizal was busy in packing stuff the door bell rang twice
salar went to check
some courier man was there
"sir ye mail hai sallaudin Khan k liye"
"jee"
"Yahan sign krdein"
salar signed the paper and after he took the mail he read the package label
he got a bit confused and shocked and took it to aizal
aizal took the mail and read the label out loud
              "MRS Huma Asad"
______________________________________________________________________________
Stay tuned for next part
Hope you liked it
Vote and comment below

Please guys check my other novel hope you find it exciting too

qalb e ulfat Where stories live. Discover now