Qubool Hai (9.11)

750 203 33
                                    

Please vote before, while or after reading this part 🙏🙏
______________________________________

As days were passing, the distance between Sid and Shehnaaz was increasing more and more. They were physically close but emotionally too far from each other. At first, Sid was trying to give her emotional support as she needed it the most. He told her that he had no problem with her infertility, he accepted her how she was. But it was Shehnaaz who couldn't accept herself. She couldn't accept the fact that she could never be a mother. She started doing prayer, keeping fast and whatever else people told her to do but nothing was working. Because of that Shehnaaz used to be depressed all the time which became unbearable for Sid. He wanted his old Naaz back but she was lost somewhere. This Shehnaaz was new to him, who had created a shield around herself which Sid was not being able to break. And ultimately it caused the growing distance between both of them.

One day, Shehnaaz was passing by Fatima Ji's room when she heard her conversation with Shabnam Ji.

"Bhabhi jaan hum iss Shehnaaz ko aur bardasht nahi kar sakte. Humein nahi lagta yeh ladki humare Sid ko aulad ka sukh de paayegi. Baanjh kahi ki!" Said Fatima Ji with despise.

"Kitna accha hota agar uss waqt hum Sid ki baat naa maante aur Sid ka Nikah Nusrat se hi karwa dete. Abhi tak toh tum Dadi bhi ban chuki hoti aur apne Paute Pauti ke saath khel rahi hoti. Sab kuch Ammi jaan ki wajah se hua. Khud toh chali gayi, humein iss baanjh ke saath chhor diya." Said Shabnam Ji.

"Uss waqt hum kuch nahi kar paaye. Lekin ab toh kar sakte hai na? Nusrat ka Nikah abhi tak hua nahi hai. Hum chahe toh Sid aur Shehnaaz ka talaq kara ke, Nusrat ke saath Sid ka Nikah karwa sakte hai."

Shehnaaz got shocked hearing that. Tears rolled down her cheeks.

"Fatima tum jaanti nahi apne Bete ko? Usne aaj tak humari suni hai jo aaj humare kehne pe Shehnaaz ko talaq dega aur Nusrat se Nikah kar lega?"

"Woh karega." Said Fatima Ji smirking. "Kuch din pehle Nusrat aayi thi humare ghar. Sid ke baare mein puch rahi thi. Woh office gaya hai sunte hi taurant chali gayi. Humein lagta hai woh dono aaj kaal mil rahe hai ek dusre se. Ho sakta hai Sid ko apni galti ka ehsaas hogaya ho aur Nusrat se Nikah kar ke woh apni galti ko sudharna chahta ho. Kyu ki koi bhi mard ek aisi aurat ke saath toh nahi reh sakta jo usse Baccha tak na de paaye."

"Khuda kare aisa hi ho. Peecha chhute uss baanjh se."

Shehnaaz couldn't stay there anymore and left. The whole day she kept thinking about this. She felt that what Fatima Ji was saying was not completely wrong. What would happen if Sid married Nusrat instead of her? He would have become a father by now. Nusrat would give him that happiness which she couldn't. Maybe it would be the best for him if he rectifies his mistake now. After all every man deserves to feel the happiness of being a father.

With a heavy heart, Shehnaaz finally decided to talk to Sid about this.

At Night...

Sid came back from office and went to  his room. Shehnaaz also went behind him and closed the door.

"Sid aap se kuch baat karni thi." She said.

"Hmm bolo." Said Sid removing his tie.

Shehnaaz took a deep breath and said, "Hum chahte hai ki aap Nusrat Di se Nikah kar le."

Sid looked at her frowning and asked, "Kya? Kya kaha tumne?"

Shehnaaz somehow controlled her emotions and said, "Sab kuch kar ke dekh liya humne. Acche se acche doctors dikhaye, Masjid, Dargah kaha kaha nahi gaye, lekin kuch nahi hua. Sahi kaha tha aap ne. Humein iss sach ko maan lena chahiye ki hum kabhi Maa nahi ban sakte. Ab hum iss sach ko maan chuke hai aur iss hi liye aap se keh rahe hai ki...... Aap humein talaq de ke Nusrat Di se Nikah kar li jiye. Woh aap ko khush rakhengi."

SidNaaz Ki Duniya: Collection of Short Stories and OS Where stories live. Discover now