eight🥀

3.2K 377 25
                                    

Sid took a deep breath and went to his bedroom where his bride is waiting for him...

He was walking slowly towards his room and he remembered whatever amma bi told him that day!

.

Flashback🖤

Amma bi: beta, mai aap se kuch maangna chahti hu.

Amma bi said when they entered in one room to talk!

Sid: ji boliye..

Amma bi:

Meri naaz bohot masoom hai...

Usko iss jalim duniya k baare mein jada nahi paata!

Wo saab ko apne jaisa hi accha samajti hai....

Par abhi wo toot chuki hai.

Usko apne papa pe bohot bharosa tha, sab se jada pyaar karti thi wo apne papa ko!

Uski dil toot jayegi ye soch k maine hamesha uski papa ki sacchai usse chupaya hai....

Par saach jada der taak chup nahi saakta! Aaj meri bacchi ka masoom dil akhir kar toot hi gya!

Usko iss duniya ka samna karna nahi aata... Kya tum uska haat thamoge beta?

.

Sid looked at the lady and politely said....

Sid: mai kya kar saakta hu?

Amma bi: tum uska khyal rakho jaise itne din rakha hai...

Sid: ji mai kuch samjha nahi.

Amma bi: mai chahti hu ki tum shehnaaz se shaadi kar lo.

Sid looked at her shockingly!

Sid: ye aap kya bol rahi hai?

Amma bi: haan beta! Mujhe tumhari aakho mein uske liye fikar dikha! Usko apna lo.

Sid: umm, mai...

Amma bi: maana maat karna beta! Ek maa ki request hi samaj lo. Please!

Sid took a deep breath!

He felt a connection towards this lady and Shehnaaz!

Sid:

shaadi ek bohot bada faisla hota hai.

Or wo bohot innocent hai, mai uski innocence khatam nahi karna chahta!

Na hi uske marji k bina usse shaadi kar saakta hu.

Wo bohot better deserve karti hai, mai ek Mafia hu.

Mere saath wo kabhi khush nahi rahegi...

Mai uska future kharab nahi karna chahta!

.

Amma bi looked at him and said...

Amma bi:

Tum maafia ho ya kuch or mujhe fadak nahi parta!

Kyun ki tum abhi bhi uske future ki chinta kar rahe ho.

Mujhe pakka paata hai ki tumhare saath meri bacchi bohot  khush rahegi...

Or rahi baat uski maarji ki, toh mai waada karti hu ki usko mana na mera kaam hai...

Tum bas mujse itna waada karo ki uski hefazaat karoge or iss shaadi ko kamiyaab karne ki kosish karoge!

Please beta!

Sid looked at amma bi and her eyes had a hope which he couldn’t ignore!

He just noded making amma bi smile...

Attachment✩✅Where stories live. Discover now