10💕

5.5K 644 109
                                    

Thank you for your love❤️

-----------------------

Sudha ji looked at sid with shocking expressions!

Sudha ji: sidharth aap ye kya bol rahe hai beta?

Sid:

bilkul sahi bol rahe hai hum ammi...hum in dono ko kahi nahi jaane denge!

Ammi humne hamesha aap ko ijjat diya hai...aap hamesha humare liye sab se pehle rahi hai...

Aap k baare mein hum kisi se kuch bura bhala nahi sun paate the kyun ki aap maa hai...

Maa k pairo k niche jannat hoti hai. Maa apne bacche k liye kabhi galat nahi chahti...

Ye sab sikh hi mili hai hume, in sab pe hi yakeen kiya hai hamesha se humne!

Hume ummed tha ki log aap ko chahe jitna bhi heartless bole, aap k pas ek dil hai...

Par aaj humne apne aakho se jo Dekha usko kaise undekha kar saakte hai?

Aap k liye status itna matter kyun karti hai ammi?

Logo ki kabiliyaat ko aap puri tarike se kyun undekha kar deti hai?

Hamesha se sab ne hume bola hai ki hum abbu jaise hai, humne iss baat pe kabhi amal nahi kiya...

Kyun ki hume aap ko ye assume nahi karne dena tha ki humara mohabbat aap k liye abbu se kaam hai..

Par aaj hume fakar mehsoos ho raha hai ye soch k hi ki hum aap k jaise nahi baane!!

Hum mein humari abbu ki thodi si acchai aayi...

Ammi, Hume maaf karna par agar iss ghar pe ameer gareeb pe torture karega, insaaniat se jada yaha status matter karega toh ye ghar aap ko hi mubarak ho..

Hum jaa rahe hai ye ghar chor k, naaz or pari k saath...

.
.

Sana gasped!!

Sana: ye aap kya bol rahe hai? Aap aisa nahi kar saakte!

Sid looked at her and said...

Sid:

hum aisa kar rahe hai...hume koi nahi rok saakta naaz! Humne waada kiya hai ki hum aap ka or pari ka khyal rakhenge!

Or sidharth meer kabhi apna waada nahi tod saakta!!

Chaliye yaha se!!

Sana: aap humare waja se apni ammi ko yaha aise chor k nahi jaa saakte!!

Sid: hum jaa rahe hai, or hum koi behas nahi karna chahte hai aap se naaz!!

Sana: par wo aap ki ammi hai, unko aap se aisi ummed nahi hogi...hum or pari toh paraye hai, aap humare waja se unse dur na jaye!!

Sid:

Sahi kaha apne!

Wo humari ammi hai..

Unko humse ummed hai... Par hum bhi unke hi bete hai..

Hume bhi unse insaaniat ki ummed thi... Bohot jada ummed thi ki wo hamesha insaaniat ko upar rakhengi..

Rakha?  Nahi na?

Toh agar ek maa apne Bete ki ummed o pe khari nahi utar paayi, toh ek bete se apni maa ki ummed puri karne ki ummed rakhna bhi galat hai...

Kyun ki ek tarfa koi rishta nahi nibhaya jaata!! Ye yaad rakhna naaz, jinki aap kadar karti hai, agar wo aap ko hi na samjhe, aap ki kadar na kare, aap ko hi galat bole, bas khud ko sahi prove karne k liye, toh wo rishte se aap ko bas takleef hi mil saakti hai..

Haan maa hai ye humari...

Janam diya hai inhone hume...ijjat karte hai hum apne maa ki par hume ummed thi ki humari ammi ek Acche dil ki insaan hogi...

Wo ummed unhone khud hi toda hai...chaliye!!

.
.

Sana: par...

Sid : bas kar de naaz! Hume or kuch nahi sunna... Chaliye...

.
.

Sid took pari in his lap and held sana's hand...

Then he turned to leave but his mom's voice stopped them...

Sudha ji: rukiye...

Sid along with sana and pari turned towards sudha ji...

Sudha ji: mujhe aap pe bohot fakar mehsoos ho raha hai beta...

Sid looked at her with shock!

.
.

Sudha ji smiled a little and patted sid's back..

Sudha ji:

Aap ko kya lagta hai beta ki aap ki ammi itni buri hai?

Aap ki ammi k pas dil nahi hai?

Haan log bolte hai ki aap apne abbu k tarha hai or humne logo ki wo galatfehmi kabhi nahi toda!

Khud ko galat dikhaya par apne sauhar ka ijjat girne nahi diya humne!

Aaj fakar mehsoos hua ki humara beta bilkul hum pe gya hai...

Jiske liye insaaniat sab se bada hai...jo ek accha insaan hai..

Jo gareebo k liye apni ammeri bhi chodhh saakta hai..

Proud of you my son!

Hum toh aap ko test kar rahe the... Or aap paas bhi ho gye!!

Ye ladki or uski behan humare ghar pe bilkul aram se rahegi..

Koi takleef nahi hogi unko or iss bacchi ka bhi treatment acche se hoga!!

.
.

Sid smiled...

Sid: aap saach bol rahi hai ammi? Aap bas mera test le rahe the? Aap saach mein insaaniat ko sab se aage rakhte Hai? 

Sudha ji: haan beta..

Sid hugged his mom...

Sid : maaf karna ammi, humne aap ko galat samjha!!

Sudha ji: koi baat nahi beta...

Sudha ji looked at Pari and caressed her cheek making the child smile...

Then she looked at sana and said...

Sudha ji: swaagat hai aap ka beta..

Sana smiled....

.
.
.

Has sudha ji really changed? 

What is your thoughts?

Let me know ❤️❤️

Love,

Zubiya 💕

BEGUM 💕✅Where stories live. Discover now