part 2(anubhav coming Lucknow)

470 22 2
                                    

At mumbai
Bell rings
Akanksha opens the door hurriedly
Akanksha -kha gayab ho gye the aap while sobbing little bit
Anubhav and all consols her and finally they set for break fast
Anubhav while sitting
Hume kuch baat karni hai
Anubhav dad-ha bolo na
Anubhav -vo vo
Akanksha -aap tension kyu lerahe sidhe sidhe boliye
Anubhav -vo drug dealer yaad hai
Akanksha - jo end moment pe bhag gaya tha
Anubhav-ha vohi uska pata chal gya
Hai
Shezad-ye to acchi baat hai kaha chupa hai vo
Anubhav-lucknow
All-kyaa
Anubhav-aur commissioner sir ne hume use dhoodne ko bola hai Lucknow jake
Akanksha -to kya hum jayenge?
Anubhav-jana hi padega packing ker lijiye kal subah tak Lucknow pauch jayenge and he left
Akanksha to anubhav dad-baba kya hum ghar bhi jayenge
Anubhav dad- ye hamara akiri mission hoga iske isliye mission ke baad hum tumhe ghar le chalege
Akanksha become happy
Shezad-mai bhi noor aur apni dono betiyon se mil jaoga (he don't know anubhav jis haseena ki baat kerta voh hi uski beti hai)
Akansha-ha 😀aa mai aap dono packing kerdo
Shezad-nahi nahi humdono ker lenge
Akanksha - ji thik hai mai lunch banane jarahi
Anubhav in gym room in evening
Lucknow to arahe hai hum magar
Kasam hai hume aapse na milege kyuki agar mil liye na to fir se aap hume marane ki koshish karegi aapne soch bhi kaise lia ki hum gaddari karenge apne desh are ek baar prayas to kerti humari majboori jaanne ka aapke karan vo mission bhi fail hogya kyuki hard disk aap ne khatam kerdi
Aap kheti thi na aap humse pyaar kerti hai kha tha vo pyar vo jazbaat jab aapne goli chalyi thi humpe
Here in Lucknow
Haseena - khabhi nahi socha jin hatho se humne aapke gale mai varmala dalna ka sapna dekha tha unhi hatho se aap pe goli chalani padegi aapne to hamara hath thamne se pehli chod dia ya yu kahe ki aapko hamara thamna hi nahi tha nahi thamna to door rehte na paas kyu aaye mazza aata tha hume rulane mai magar aab nahi aapayega kyuki aab to ro ro ke aasu hi sukh gyeee hai
Ammi-haseena haseena
Haseena - ji aaye ammi
In mumbai
Akanksha -anubhav
Anubhav- aaya
At akansha and anubhav room
Anubhav-kya hua
Akansha -ye dekho

At mumbai Bell rings Akanksha opens the door hurriedly Akanksha -kha gayab ho gye the aap while sobbing little bitAnubhav and all consols her and finally they set for break fastAnubhav while sitting Hume kuch baat karni hai Anubhav dad-ha bolo naA...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Saree maa ke liye li hai?acchi hai na
Anubhav-maa ke liyee
Akanksha -pehli baar sasural jaogi na
Anubhav-aa akansha
Akanksha -janti hu mai shadhi hamari mission ke liye huyi hai lekin bakiyo ke liye to
Anubhav-bakiyo se hume matalab nahi hai aapko ye sarv gun sampan patni banne ki zarurat nahi hai
Anubhav dad- humse to matlab hai na
Aur hum chate hai ki bahu ka grah pravesh to hoga samaj gye
Anubhav-jo kerna hai kare aab chale dinner kerke nikalana bhi to midnight flight hai
Akanksha -vohi to problem aadhi raat ko flight hi mili thi
Kitne kaam hai muge
Next day
Haseena was getting ready when she got a call
Haseena -ha nisha bol kya case hai
Nisha-teko kaise pata koi case
Haseena-kyuki 3 saal pehle maine jab jhasi ko choda tha tab se leke aaj tak department ne vaha ek sho ko bheja nahi aur tuge case solve kerna ata nahi
Nisha😅😅tu casu sun
Haseena-tu ek kaam ker message kerde mai thane pauch ke dekh logi abhi mai late ho rahi hu
Nisha-magar duty to 8.30 am se shuru hai abhi to 7 hi baje
Haseena- arey vo ek team arahi special agents ki unki flight 7.30 pe land hogi meko pick up kerna isliye mai jarahi byee
Nisha-bye case zarur dekh lena dsp sir ka order hai jaldi case solve kerne ka
Haseena-ha bana tu tension na le bye love you
At airport
Ks-maddamsir kya lagta hai
Hm-kis bare mai
Ks-team ke pade mai
Hm-pata nahi per ha aisa zaroor lag raha koi toofan aane vala hai
Ks-🤣🤣kya aap bhi maddam sir
Hm- 🤣aa flight land ho gyi chaliye dekhte hai kon aaya hai
Precap nahi derahi de rahi direct part padhna ok byeee
Don't forget to vote and comment





Ek Kahani Aisi BhiWhere stories live. Discover now