part 38

421 33 42
                                    

It took sometime for everyone to come back in sense because the last seen shown was hm shooting anubhav
They heard someone claps
They all behind
Hm was standing there with tears in her eyes clapping
Hm while coming forward - wow movie dekhi jarahi thi brilliant dekhiye popcorn wagera kuch aapke liye
Anubhav -ha...ha.haseena ji vo
Hm-stop it ek aur shabdh nahi sunege hum kisi ka bhi aaj aap humari sunege
Kisne hak diya aap sab ko humare bina humari life cd ko dekhne ka
Who gave you all the right
(Shouted)
Ammi-haseena shant ho ja baat to sun humari
Haseena-humesha se shant hi hote aaye hai hum aaj nahi hoga humse aab bas kijiyee aur kitna bacha hai aapka ye so called pyar ke naam pe dhoke aur bardasht nahi honge humse anyways karu tu
Tugse mana kia tha mainee ye cd mere sivayee kisi aur ko nahi dikhayegi tu meko laga koi aur mere sath ho ya na hi tu humesha rahegi
Karishma-ise ye prove thodi na hota ki mai tere sath hu vo to ye sab chate the dekhna to dikha diya maine
Hm- jaise ye tera hai
Karishma-ha hai ye mera meri life ki teri life ke sath judi hai to obviously ye meri life ke baare mai bhi hai
Hm-ek kaam kerte hai fasad ki jad hi khatam kerdete na rahega baas na baje ki basuri
Kairshma -matlab (a little scared)
Hm-pata chal jayega abhi
She went and took the cd from the tv (aab vo cd vale box ko kya kehte hai mai bhul gyi)
And throe it on floor and smash it with the help of her food
Kairshma-haseena please stop it
She went to stop her while crying but hm didn't payed attention
Karishma-haseena please aage se Dhyan rakhogi mai itni mehnat ki thi use banane please chod de
Hm- hatt ja please
Hm pushed her and left
Karishma sit on the on floor and hold the broken pieces of the cd
Karishma while crying - itne mahine jag ke banaya tha is cd ko kitni mehnat lagi thi department se camera open kervane ki permission kitni mushkil se mili thi sab tabah ker diya haseena ne isme sare sad moments the to sare happy moments bhi to the na sirf isliye tod di usnee ye kyuki maine kisi aur ko dikhadi
She just don't care about mee
She also left
A women enter to file a case
So all wiped their tears and left except mpt members

At anubhav home
Anubhav was sitting on bed in his room
Frozen he was still not able to process what happened
As in mind-dil kerta hai duniya ki sabse dardnak saza khud ku du
Vo umeed lagaye baithi rahi ki hum is baar to chodege nahi unhe per humne hsr baar unki ummid todi har baar unhe rulaya hum unhe is baat ke liye dosh dete rahe ki unhone hum pe goli chalayi ye to bhul hi gyi unhe humne mazboor kia tha humne ammi ko kidnap kia tha are mission ke chakkar mai humne unki zindagi barbad kerdi
Aaj jake samaj aaya unhone holi ke samay na kyu kaha tha hume
Pehley hi intne dhukh diye hai logo ne  vo humse un purane ghav pe maraham lagvana expect ker rahi thi aur humne aur ghav de diye vo bhi ek nahi teen baar aur fir sara kasur unpe daal diya humne bhi goli chlayi thi unpee aaj tak uska zikar tak nahi unhone fir unhone to goli humpe nahi ek criminal pe chalayi thi fir bhi hum
Hum maafi to kya unke samne jana bhi deserve nahi kerte hum sirf aur sirf saza deserve kerte maut se bhi baattar saza
Akansha entered
As turned Because if noise of payal wiping his tears
Akansha-  Anubhav yaad hai jab tumne pehli baar muge haseena ke bare mai bataya  diya tha
Tumne kaha tha vo pehli aur akhiri ladki hai jiski aankhe tum nahi padh sakte aaj tumhe pata chal gya ki tum kyu uski aankhe nahi pad paye zyada bolne ka hak nahi hai mugee per itna kahogi ki tumhe ye zarur lagega ki agar tum. Khud ko chot pauchoge to haseena khush nahi hogi vo aur dukhi hogi kyuki ek baar jab pyar ki dur jud jatti hai na fir kabhi tutti nahi hai vo
Dor tum dono jitna dur jaoge vo dor badi hoti jayegi magar tutegi nahi
Anubhav-aap aasan bhasha mai samajhegi
Akansha-mai to aasan bhasa hi bolti hu ye shudh hindi ka gyan tumhara
Department hai vaise aur asan mai kahe to haseena aaj bhi tumse pyar kerti hai
Anubhav- itna kuch hone ki baad bhi
Akansha-maine kaha na dor tutti nahi hai khabhi
Anubhav- sahi kaha aapne dor khabhi tutti nahi humen hi use kat diya tha
Kaichi se nahi magar goli chalake
Karishma-akansha thik keh rahi hai aur aap humesha ki tarah galat
Akansha and anubahv turned karishma was standing there

Precap- (aaj serial ke style mai denge)
Anubhav-thik hai hum aaj hi milenge haseena ji se
Scene change
Anuseena were shown very close to eachother in balcony and someone clicked the photos of them
Scene change
News reporter - bataiye mr anubhav kya aap khud police vale hoke aapni wife ko dhoka de rahe aur sho haseena Malik ke sath jabardasti kerne ki koshish ker rahe
Hm- koi jabardasti nahi ho rahi hai humne bulaya tha inhe ye bolke ki case hai aur fir humne hi(she stopped in between)

Ye style acchi lagi precap ki to continue karu ?

And one more thing
Kal se mere school aur tution dono rahege
2.30 pm tak mai school se aaogi
Aur 4.30 to 6 tution rahegi aur fir hw alag so part likhne ka bhagwan hi jane kab time milega to do teen se zyada lag sakte hai part aane mai



Ek Kahani Aisi BhiWhere stories live. Discover now