part39

362 37 42
                                    

They turned karishma was standing there
She came inside

Karishma-hume lagta hai akansha sahi keh rahi hai aapko ek baar to maddam sir se maafi chaiye

As-kis muh se mange hum maffi galti ki milti hai mafi aur humne jo kia vo gunah  tha teen baar dhoka dia humne unhee aaj jo hua unki aur behen ki ladayi voh bhi zindagi mai pehli baar voh bhi humari vajah se huyi hai samajh nahi aarah kya kare hum

Akansha-anubhav aapko pata hai teeno baar aapki bhi mazburi thi aur aagar aap haseena ko samjhayege to vo zarur samajhegi hum ye nahi keh rahi ki aapko maffi milegi per aap jante hai

Karsihma-ye ekdam sahi hai bhaiya

Anubhav-thik hai hum ek baar maffi kal jake manglenge

Karishma-kal ? Aap abhi jarahe hai

Anubhav-itni raat ko

Akansha-dekhyie kal kare so aaj aaj kare so abhi jaiye

Anubhav-ji

He went to haseena it was nearly 2am
Only the light of haseena room was on

Anubhav in mind ( door bell bajayi to sab aajayge ek kam kerte hai direct room mai jate hai balcony se)
He looked here and there and found a ladder

Scene change
A man around 26 in formals was walking on street alone talking to someone
Him - kya batao yaar samajh nahi aata us boss aap sachi khabar chapo to use dikkat hai ki isse trp nahi ayegi aur jhoothi khabar chapo to kehta hai itni fake news se humara channel band ho jayega kehta hai kuch sacha dhundhi jisee jhoot banake pesh ker sako are mai news reporter ho gulam thodi hu uska

Suddenly he see anubhav climbing ladder

Him-sun mai tugee baad mai phone kerta hu
He cut call and talk to himself

Ye to anubhav Singh hai
Dsp
Aur ghar to sho haseena ka hai
Ye shadhi shudha hoke ek ladki ke ghar mai ghus raha hai choro ki tarah voh bhi
Khair chodo hume to news mil gyi aur sath mai promotion ki bhi guarantee bhi

He hide behind a tree and watch them

Scene change
Here anubhav entered in balcony
Where hm was behind the the bed singing

Bachpan mein jise chand suna tha
Ho jayega chehra na yeh socha tha
Waise to nazar aate hain
sab apne hain lekin
Koi nahin hai apna
humein maloom nahin tha

Hum royenge itna humein maloom nahin tha

Beh jayega chehra
humein maloom nahin tha
Hum royenge itna humein maloom nahin tha
Beh jayega chehra
humein maloom nahin tha

Aasan thi magar sada
dil aise bhi nahin thi
Aasan thi magar sada
dil aise bhi nahin thi
Kha jayega dhoka, reh jayege tanha

Kya sha hai ujar na
humein maloom nahin tha
Hum royenge itna humein maloom nahin tha
Beh jayega chehra
humein maloom nahin tha
Hum royenge itna humein maloom nahin tha
Beh jayega chehra
humein maloom nahin tha

Aron ke liye hum basatey rehe duniya
Aron ke liye hum basatey rehe duniya
Kho jayega rasta par jayega marna
Ho jayega saaya humein maloom nahin tha
Hum royenge itna humein maloom nahin tha

Beh jayega chehra
humein maloom nahin tha
Hum royenge itna humein maloom nahin tha
Beh jayega chehra
humein maloom nahin tha

Tears start flowing from anubhav eyes in guilt of making her Queen cry

Finally he gathered some courage and said -ha ha haseena ji

Hm suddenly stopped Stopped crying
She stand with a jerk

Her open hairs were messy
Eyes red because of crying
Face pale looks like she has a fever
Wearing a red saree (ha vahi transparent vali baki serials ki tarah)
Pallo covering her whole hand
But she was looking too good

Hm looked into as eyes
She could find him crying but after so much trauma she can't even say anything

Here anubhav wanted to say sorry
He wanted to fix everything that he had done  but he just can't speak anything

Hm thought it was anubhav reflection
Cause how could be anubhav hera

Hm-
Khush  tumhari hai  jab aisi mai
Aasu chupaye hi lenge
Vajah jo puchega ye zamana
Koi bahana bana nahi lenge
Zihal e miskim mukambalim bahle
Mikin mukambalim
Sunai deti hai jo dhakan vo tumhara
Dil hai ya humara dil hai

She wiped her tears and said in low voice - mazaa aata hai na bohot zyada baar baar dhoka deke rula ke dil ke hazaar tokde kerne mai per aap jante hai hume farak nahi padta kyuki sab bhula dete hai sirf yaad rakhte hai to hum dono ka pyar voh pyar jo kabhi tha humare bich aaj dost to kya ajnabbi banne ke layak bhi nahi choda aapne hume pata hai use din akhiri mai aapne goli humare dimag kyu chalayi hume pata hai kyuki agar dil pe chalate to khud mar jate na kyuki humara dil to aapke pass tha aur aapka dil humare seene mai tha
Per ...khair chodiye khabhi aur baat karenge jana parega na aapko humare  fictional anubhav ji thede aap jisse humne chaha tha jisse shadhi kerna chate the jisse zindagi ke sare shukh aur dard batenge per hume kya pata tha aapke liye hum sirf ek sho hai
Anyways i just need to have some drink now i can't i can now control myself

She went to cupboard when anubhav pulled her towards him

Thats when hm realised he is in real

Hm-aap sach mai (shouted being scared)

Anubhav- haseena ji hum aapse ma
.........

Hm pushed him
And went to balcony that when the reporter got alert

Hm- please jaye yhahaa se aap yaahse se isse pehle hum aapna aapa kho de jaye aap yaha

Anubhav came to balcony and stood beside her- nahi hum nahi jayege aap kahiye jitna gussa kerna hai kijiye
Hum sab sungee bas aab aapko chod ke nahi jayenge

Hm-anubahv aap......

As put his finger on hm mouth
They looked into eachother eyes
He move forward she moved backward and touch the railing
As hold her back with one so she wouldn't fall
They were just one inch apart when someone captured them

Precap
Pictures leaked

Ek Kahani Aisi BhiWhere stories live. Discover now