part 13(anuseena pain)

568 40 16
                                    

At night
Hm was in that lake wala house jha karishma aur haseena baat ker rahe hai the
She lying on the bed and she start singing
(Gana sun lena vohi ka pov hai kyuki)

After singing there were complete silent in the room
Just haseena lying on bed without speaking anything
The silence was broke when she got a message
Hm checked her phone
After that she quickly wipe her tears
Went to the cupboard take a gun and a pendrive and left the housee
Here at anubhav house
In anubhav room
Anubhav was beating himself with a belt
His eyes were red bloody red
(Dar mat jana bhoot nahi bana rahi hu mai)
Akansha came in the room and saw the scene and to stop him she just hug him from back and belt hit her
Akansha-aah
Anubhav quickly turned
Anubhav-akansha ye kaha tha lag gyi na aapko
Akansha-aur jo ye aap khud ko pite ja rahe hai uska kya kitni lag gyi hai🥺
Anubhav-aapko koi zarurat nahi hai humari fikar kerne ki
Akansha-jis insaan ne hume nayi zindagi di uski fikar kasie na kare hum dekhiye uss wakt jo bhi hua usme aapki galti nahi hai
Anubhav -kaise humari galtii nahi hai jo kuch hua vo humari hi galti thi humare karan hi to un sari masoom ladkiyo ki jaan gyi hai unka rape hua kitni sari bachaiya tak thi uss group mai aur aap aap ko humse shadhi kerne pad gyi aur yaha maa aur behna ke tane sunne pad rahe hai ye sab kuch hua nahi hota agar us din haseena ji ne hume pendrive de di hoti ek baar voh sari ladkiya surakshit humare passs aa jati to kuch hua hi nahi hota
Flashback
Headquarters, Lucknow
Shezad ,anubhav dad, anubhav and dhoodh wala boss i mean ajay bakshi
Were present there
Ajay bakshi -situation kaffi critical hai us Mafia don ne kamse kam 100 ladkiyo ko aapne pass rakha hai jinhe hum kuch hone nahi de sakte hai use pendrive chaiye agents ki detail vali
Anubhav-agar hum duplicate pendrive de to
Ajay-vo pendrive check jarur karegaa
Anubhav-aagar hum pendrive mai fake details aur ai generated images lagsye to
Ajay-to baat ban sakti
Next day anubhav went to meet the criminal
Him-hmm magar pendrive to haseena malik ke pass hai
Anubhav-vo hume dedegi
Him-magar tum to pehle bhi mang chuke ho di usne
Anubhav-aa aap bataiye kya kerna hai
Him-ye huyi na baat to suno haseena ki ammi ko kidnap karo aur haseena ko waha bulao aur uske saamne confesss karo ki tumne desh gaddari ki hai
Akansha came between to offer tea
Him-tum yaaha kya ker rahi ho mana kia hai na tumhe
Akansha-just
There were several marks of hitting on her body
Anubhav-ye kon hai
Him-biwi hai meri dur rehna
Anubhav-magar issee voh pendrive degi hume
Him- voh to tum jante ho na aur ha tum haseena se milogi nahi jabtak
Mere aadmi 24 ghante tumpe nazar rakhe huye jaha haseena se mile
Vaha goli chali
Anubhav-manzoor hai
Him-goli haseena pe chaligi tumpe nahi
Anubhjav-manzoor
Anubhav left
In car
Anubhav thinking - itna to tai hai ki haseena ji is baat pe vishwas nahi karegi hum gaddar hai aur itni inteligent to hai vo ki hume pendrive de degi hum pura bharosa hai unpe
After that we all know what happened
After haseena ,karishma and ammi left
Ajay bakshi came to rescue anubhav
And that criminal came to know about pendrive is destroyed but not about duplicate pendrive
After that he planted a bomb where all girls were kept
At office of anubhav
Anubhav-pura plan fail ho gyaa humara pendrive hi kahtam hogyi aap nakli pendrive kaise de humare pass kevel do ghante hai un sabko bachane ke liyee
Akansha came there
Anubahv -aap yaha
Akansha- mera husband filhal ek party mai gye hai aapko address de sakti hu mai pakar liniye use bomb ka remote mai exchange ker diya hai uske pass abhi remote nahi hai
Anubhav-thankyou aapne hume bataya per hum nahi ja sakte hai vaha
Shezad-kyu nahi ja sakte
Anubhav-kisi ko entry hai bina card ke
Akansha-ye to mai bhul hi gyi
Ajay, bakshi -ek idea hai agar akansha aur anubhav tum jake ye boldo ki tum dono me shadhi kerli hai to voh gusse mai tumhe khud hi entry dedega jabtak hum force se kehke charo aur se gher lenge
Anubahv-yahi akhiri tarika hai to thik hai magar hume proof dena hoga
Ajay-ha to fake documents banva lenge
Akansha-fake nahi usee 5 min lagege janne mai
Anubahv -ye thik keh rahi hai hume asli mai hi shadhi kerni hogi
Flashback over
Akansha-sab kuch sahi tha but na jane kasie. Voh bhag gha aur bomb defuse hone ke baad kasie blast huya
Magar anubhav-jo kuch bhi hua usme tumhari kya galti thi koshish to ki thi na humne
Anubhav-, humari ye galti hai ki humne haseena ji pe bharosa kia
He left angrily

Precap
Haseena ka raaz
And haseena girls coming to celebrate karishma and haseena birthday
A mew entry in the series

I am sorry ye part late ho gya kaffi jyada

Ek Kahani Aisi BhiWhere stories live. Discover now