Part 16

2.4K 348 32
                                    

Susheela was packing the stuff and closed the suit case.

Pramod - sun...

Susheela - kya?

Pramod - ye le....

Susheela - ye kya hai?

Pramod - is me thode paise hai... Mai nahi rahunga to tere Paas hone chaiye... Aur sun le Dhyan se... Ghar se bahar nahi jaegi tu... Aur har samay Ander ke darwaze band karke rahegi... Maine chachi ji ko bol diya hai vo aaj jaegi Raat to tere Paas sone ke liye.. Aur kuch bhi chaiye ho to to unko bata de.. Samjhi...?

She nodded and walked towards him.

Susheela - masoorie me to pahad hote hai.

Pramod - ha... To mai pahad se kood thodi na jaunga.

Susheela - pahadan bhi to pahado me rehti hai...

Pramod - tu kitni bailbuddhi hai??!... Dimag ghaas charne gaya hai tera... Mai waha daftar ke kaam se ja raha hu aur tu samajhti hai mai vaha pahado pe gulcchare udaunga pahadan ke sath!!!

He said louder and she begin to cry.

Pramod - lagau kya kaan ke neeche!!

Susheela - aap bhot Bure ho!!!!! Mujhse Pyaar nahi karte.... Us pahadan ke liye Mujhe maroge...

She sat on the bed and burst out crying.

Pramod - are bawli... Balak hi byah diya mujhse... 🤦‍♂️

Susheela - mai nahi karti aapse baat... Jao.. Aaachoo 🤧

He came on his knees and cupped her face.

Pramod - dekh aisa kuch nahi hai.. Pahadan Masoorie me thodi na rehti hai... Vo to Kashmir me rehti hai... Vahi se hai uska aadmi...

Susheela - aur... Aur aap.... Ho ki...

Pramod - bas... Rona band kar pehle..

Susheela - Aaachoo 🤧

Pramod - ye do saal ki balak hai mere ghar me... Mai kya hi balak karu 🤦‍♂️🤷‍♂️

She wiped her nose and stopped crying with hiccups.

Pramod - aacha sun..... Mai daftar ke zaroori kaam se masoori ja raha hu.. Aur jana zaroori hai...

Susheela - sachi...

Pramod - ha sachi...

Susheela - to theek hai... Ab mujhe yakeen ho gaya...

Pramod - bas... Ab Accha bache ki tarah naak aur aasoo bahana band kar.

She finally stopped.

Pramod - chal chup hoja...... Dekh mai tere liye kya laya...

Susheela - kya?

Pramod - lollipop...

He took out some lollipops and candies from his pocket and gave her... And she felt on the top of her world..

She immediately took the candies from his hands.

His eyes shined with tears.. Just admiring her smile. However he does not want to leave her alone but he have to do this... He cupped her face...

Pramod - apna khayal rakhegi na...?

Susheela - ha rakh lungi...

Pramod - aur mai vaha se telephone karunga bahar wali dukan par... Vo tujhe bata dega... Tu baat kar lena mujhse....

Susheela - theek hai....

Pramod - to.. Ab... Mai jau...

Her smile and faded and she turned her face.

Pramod - tu Ruth jaegi to mai kaise ja sakta... Hu...

She bitted her lips to stop crying.

Pramod - ro kyo rahi hai...?

She wiped her eyes quickly.

Susheela - jaiye aap...

She said in a broken voice.

Pramod cupped her face looking into her eyes.

Pramod - mai jaldi aa jaunga...

She nodded and he kissed her forehead.

She quickly hugged him like a stubborn baby.

Susheela - apna khayal rakhna...

Pramod - ha....

He backed off and got up taking the suitcase.

He stepped out of the house and made herself smile forcedly.

She bid him a bye and ge left in a few minutes. He got into the car and tears rolled down his cheeks and he left in the car.

He cried hard as he doesn't wanted to leave her crying because as he know much she always needs him.

The next evening.

She was in the bedroom changing the bedsheet when someone knocked on the main door.

Susheela came to the door and asked.

Susheela - kaun?

Pappu - bhabhi ji bhi mai dukan wala pappu... Pramod bhaiya ne telephone kiya hai dukan par... Aapse baat karni hai unhe..

Susheela - ha... Mai aai..

She walked behind him to the shop.

Pappu handed her the phone.

Susheela - ha... Hello...

Pramod - ha...

Susheela - pohoch gaye aap?

Pramod - thodi hi Der me pohoch jaunga... Tu bata sab theek hai na..

Susheela - ha... Mai to theek hu... Aapne kuch khaya...?

Pramod - ha maine khaya...? Tu roi to nahi na...

Susheela - nahi.. Mai nahi roi... Aap ab khayal rakhna...

Pramod - hello teri aawaz nahi aa rahi..

Susheela - ha mai keh rahi hu..

Pramod - hello teri aawaz nahi aa rahi...

Susheela - suno... Suno...

Pramod - hello... Yaha koi signal nahi hai... Kal telephone karunga...

Susheela - hello.. Hello suno.. Lagta ho telephone cut gaya.

Pappu - vo bhabhi ji signals nahi mila hoga..

She saddened to get this and put the telephones back.

She went back to her home.

Susheela - baat bhi nahi ho payi unse........ Na jane ab kab telephone aaega..... Tch.

Thankyou 😊

Umar Se Pare Where stories live. Discover now