CHAPTER 2

562 35 100
                                    

Indra looked at Brahmadev and asked, "Batayiye Pitamah dev, kaun purn roop se avtarit hoga ? Kaun apne ansh bhejega ? Kaun Rajao ke kulo mei janmega athwa kaun Brahmano ke kul mei janm lega ? Prithvi par kaun garbh se janm lega aur kaun bina garbh ke janma ayonija hoga ?"

Seeing the determination in the eyes of gods, for the well-being of Bhudevi, Brahmadev smiled, showing his agreement.

"Hey Devgan !" Brahma addressed all the gods, "Prithvi par apne shaktiyo se apne ansh banayiye, jo aapke hi samaan balwaan ho. Unke madhyam se avtarit ho, dharmsthapna mei sahayata kare. Maine pehle hi Mahabhisha ko prithvi par Shantanu roop mei bheja hai, unke dwara Vasu Dyou ka janm Gangeya Devrath ke roop mei shigreh hoga."

Pausing for a moment he glanced sideways, looking Vishnudev who was smiling serenly.

"Hey Hrishikesh, lagta hai aapko shigreh hi Yaduvansh mei apna aathva avatar lena hoga. Aisa avatar jo iss sampurn sansaar ko apne aakarshan ke bandhan mei baandh, Maya ke bandhan se mukt karde. Samaye aagaya hai, jab aap Shri Krishna ke roop mei sansaar ko bhav-sagar se ubhaare." Brahmadev said.

Narayan smiled, "Awashya. Parantu iss baar Dharmsthapna mei, mujhe kisi anya ka sahiyog chahiye hai. Koi aisa jiske madhyam se mai, manushyo ko khoya huya bhagwat gyaan punah de saku."

Brahmadev nodded knowingly, and then gazed upon the masses of god, knowing one to be worthy of assisting Vishnudev. He glanced at the ancient and eternal ascetic god, the twin of Rishi Narayan, together with whom, his energy holds the universe together.

"Prajapati Nar ?" Brahma called.

"Aadesh Brahmadev." Nar said, his radiant form blazing more than the sun.

"Aap Dwapar yug ke Dharmsthapna ke Mahanayak honge. Sarvashreshtho mei Sarvottam ban, Arjun roop mei aap Narayan ke Krishna avatar ki sahayata se sabhi adharmiyo ka naash karenge aur iss sansaar ko jeevan ka amulya gyaan pradaan karenge." Brahmadev said.

He then looked at the Sheshnaag, "Anant, aap Narayan ke avatar Shri Krishna ke bade bhai, Balram, ban sabhi Asuro ka naash karenge."

"Jaisi aapki aagya." Sheshnaag said.

Brahmadev then addressed Indra, "Devraj, aap pichle Mahayugo ke Indro sahit, apne samaan balwaan, 5 ansho ki rachna karenge. Yeh Dharm ke rakshak, 5 Pandav honge. Yudhishthir, Bheem, Arjun, Nakul aur Sahdev. Aur Nar-avatar Arjun ke Niyog Pita aap banenge. Aur swarg-lakshmi Indrani, Draupadi roop mei inn paacho ki patni."

"Uchit hai." Indra said bowing down.

"Devi Amarsri." Brahmadev looked at her.

"Aadesh." She said with a smile.

"Shri Krishna ke janm ke 18 varsh baad, aapko Paramanandi ban, Sahasrabahu-Arjun ke Haiheya-kul mei, Krishneshwari ke roop mei prakat hona hoga. Aapko Dharmsthapna mei, Yudhishthir ka maarg-darshan karna hoga. Aur sansaar ko Rajniti ka gun-rahasya samjhana hoga." Brahmadev said.

"Awashya." Amarsri bowed her head.

Brahmadev then looked at Srinav, addressing him, he said, "Aapke Vallabheshwar swaroop ko, Vrishnikul mei, Yuyudhaavan Satyashree ke roop mei janm lena hoga. Yaduvansh ki vriddhi aur uska naash, dono aapke madhyam se hoga."

"Mujhe swikarya hai." Srinav said joining his hands in reverence.

Brahmadev then looked at the Vishwadevas, "Chuki aapko Vishwamitra se shraap mila hai, aap Pandavo aur Draupadi ke putro ke roop mei janm lenge. Aur Mahadev ke kaam, yama aur krodh swaroop Ashwathama, ke haatho mrityu paa, shraap mukt ho, punah swarg praapt karlenge."

And thus Brahmadev instructed all the gods, goddesses, Brahmarishis, Maharishis and Rajarshis to create a portion of their own on earth.

He told some of them to be born from wombs, some without wombs. He asked some to be strong and others to be inferior.

It was decided that hundreds and thousands were to be born in the Vrishni lineage. And others were to take birth in the Kuru and Panchal lineage. Some as kings while some as officiating priests.

And thus having been reassured about her well-being, the Bhudevi left.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

This is more or less, the origins of characters in Mahabharat, there are ofcourse more.... Which will be told as the story progresses, but till then here's the list -

 Which will be told as the story progresses, but till then here's the list -

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Also, I forgot to upload the trailer-💀
Here is that -

HARIHARESHWARI 14 : CHANDRA CHAYAYAM SINGHASANAMWhere stories live. Discover now