2~Sleep

897 69 17
                                    

Siddhu woke up and rubbed his eyes, he turned his head to look at Shreenidhi but found her missing. "Yeh kahan gayi? Oh shit, kaheen din mein bhi pi kar kaheen dobara kuchh na kar de, oh God," he said and pushed the duvet and knocked the washroom door but didn't find her there as well. He went to another room and saw her sleeping there. He slapped his forehead. "Main pareshaan ho gaya is ko missing dekh kar, aur madam yahan so rahi hain, uff, oh hallo, Nidhi, kya hua? Yahan kiun so rahi ho?" he asked shaking her.

 "Main pareshaan ho gaya is ko missing dekh kar, aur madam yahan so rahi hain, uff, oh hallo, Nidhi, kya hua? Yahan kiun so rahi ho?" he asked shaking her

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Shreenidhi," she corrected. "Haan haan, Shreenidhi, yahan kiun so rahi ho aur wahan kiun nahi?" he asked. "Oh come on, main clingy hoon na isliye bed par saath bhi nahi soyi, jao un larkiyo'n ke saath so," she said and closed her eyes. "Kya? Main kiun soun un ke saath?" he asked getting irritated. "Haan toh mujhe bhi kya zaroorat hai tumhare saath tumhare barabar mein sonay ki? Tumhe toh main chipku lagti hoon na? Woh larkiyo'n ke saath jab chipaktay ho, tab bura nahi lagta chipkupanna?" she asked angrily. "Woh real nahi tha yaar shoot tha," he said sternly.

"Shoot tha, huh, toh ja shoot kar, mujhe sonay de, main normal neend soun ke maut ki neend soun, tujhe kya?" she asked

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Shoot tha, huh, toh ja shoot kar, mujhe sonay de, main normal neend soun ke maut ki neend soun, tujhe kya?" she asked. "Maut ki neend? Aeyy, utho utho, abhi ke abhi uth ke baitho, kya kha pi liya hai tum ne? Choohay maarne ki dawai? Zeher? Phenyl? Batao kya khaya hai?" he asked making her sit up and she pushed him. "Oye tu ja mera magaz mat chaat, kuchh nahi khaya main ne, ek baat kar rahi thi, normal si," she said and lied down again. "Normal si baat? Maut ki need sona koi normal baat hai?" he asked angrily.

"Tere liye na normal hai, mera hona na hona ek barabar hai tere liye, toh waise bhi na ab aadat bana lo, main kabhi nahi soun gi tumhare barabar mein ab, divorce de doon gi aur chali jaun gi door," she said

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Tere liye na normal hai, mera hona na hona ek barabar hai tere liye, toh waise bhi na ab aadat bana lo, main kabhi nahi soun gi tumhare barabar mein ab, divorce de doon gi aur chali jaun gi door," she said. "Divorce?" he asked. "Haan divorce, jahan pyaar nahi wahan bharosa nahi, bharosa nahi toh tujhe meri zaroorat kaisi? Nahi parta tujhe farak chahay jo bhi ho, aur ab bas bohat hua, nahi reh sakti main tumhare saath, ek playboy ke saath, mere hotay huay doosri larkiyo'n ke saath tum ye sab kaisay kar saktay ho?" she asked and closed her eyes trying to stop her tears."Shreenidhi, mujhe divorce nahi chahiye, please, main ek actor hoon aur ye mera kaam hai, please apni ye zid chhor do," he said. "Jab bhi roti hoon kabhi ek baar mujhe tasalli dena toh door kabhi hug tak nahi kartay, itna bhi expect nahi kar sakti kya main? Kis se kahoon? Kahan ja kar roun main? Maa baap par bhoj banoon? Kis se umeed rakhoon? Tum please jao yaar, achha khaasa soyi thi, rula diya mujhe, please jao mujhe nahi jaagna mujhe sona hai, please,"
she asked and turned away cryingly.
He turned away holding his head and then again turned to her and picked her in his arms. "Chhoro mujhe," she said. "Shut up," he said and took her to their room and made her lie on her original place. "Ab yaheen so, koi zaroorat nahi kaheen or jaane ki," he said. "Lekin mujhe achhi neend aa rahi thi," she told him. "Haan haan jabhi jab main aya toh jaisay hi baat ki foran reply denay lagi, bohat pakki hai neend tumhari maan'na paray ga," he said sarcastically and sat down beside her. "Haan toh? Aadat par gayi hai na mujhe, ek saal se is shahdi ke bandhan mein hoon," she said.

 "Haan toh? Aadat par gayi hai na mujhe, ek saal se is shahdi ke bandhan mein hoon," she said

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Bas toh phir yahan so jao," he said and she closed her eyes. "Haan lekin mere bolne se kya hota hai? Woh bhi ye jaantay huay ke tum ko ratti bhar bhi ehsaas nahi mera," she said. "Aray bhy, Khuda ke waastay so jao, baaki baatein baad mein karein gay," he said. "Baaton ke siwa kuchh hai bhi nahi humare beech," she said and he slapped his forehead. "Tum pagal ho woh bhi poori dunia ke liye," he said. "Haan haan aur tumhare liye toh poori dunia he pagal hai," she said and he laughed.

"Haan haan hasso hasso khoob hasso, hasstay raho aur mujhe rulaatay raho," she said and covered her head with a blanket

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Haan haan hasso hasso khoob hasso, hasstay raho aur mujhe rulaatay raho," she said and covered her head with a blanket. "Ab kiun ro rahi ho jab main khud tum ko utha kar yahan le aya? Aray kal se na 3 baar ye prove kiya hai maine ke tum moti nahi ho, tumhe 3 baar na goad mein utha chuka hoon main, come on, motay honay se kuchh nahi hota, waise tum moti ho toh moti he achhi ho, at least you can be a teddy for me," he said and she uncovered her head. "Kaisa teddy? Wohi jis se tujhe cling karna achha nahi lagta?" she asked and he got silent, she turned her back towards him. "Ab kiun chup ho gaye? Waise toh bara boltay ho na? Ab bolo?" she asked and suddenly felt his arm linger around her tummy. She looked behind at him and then at his arm. She grabbed it and jerked it away. "Excuse me, I don't like clingy people, okay?" she said and turned her head away from him. "Mera dialogue mujh par hi kya maar rahi ho? Mujhe achhi tarha pata hai ke tumhe pasand hai clingy people," he said. "Tum ko toh nahi pasand na? Tum kiun aaye mere kareeb?" she asked. "Tum ko pasand hai na isliye," he said. "Haan toh jab khud ko pasand aaye na tab aana, abhi mat aao," she said. "Okay fine, chalo so jao na ab," he said running his fingers in her hair and she just closed her eyes and sighed. "Nahi aati neend, lekin haan, ab jab neend aaye gi na, toh aisi aye gi, ke tum literally mujhe uthaane ke liye ro gay aur main uthoon gi nahi," she said. He got up from the bed and went to the balcony after hearing those words again from her. He lit a cigarette and smoked. She looked at him who had his back towards her. He felt her gaze on him and turned but she turned away just in time. He just kept smoking, he was getting bad vibes from whatever she was saying.

SidNaaz Ff: Kuchh Toh Hai Tere Mere DarmiyaanWhere stories live. Discover now