Part 4 (Teju got to know about business problem)

2.9K 280 9
                                    


In Teju's house. Goenkas are having breakfast. Teju notices that everyone is tensed. She doesn't know the reason as none informed her about it. They don't want to give her stress. Meanwhile her dad's phone rings. He picks it up.

Td: Whattttttt!!! Okay, I'm just coming right now.

He cut the call.

Tm: what happened?

Td: thodi problem hogayi hai. I have to go to office now. Manish, let's go.

Teju's Chacha: ji Bhai.

They left for their office.

Tm: Sab Kuch thik ho bas.

Teju's Chachi: bhabi tension maat lijiye. Saab thik hojayega.

Teju: Kya thik hojayega?

Tm: woh beta Kuch nehi. Bas Thoda office ka problem hai.

Teju: aur aap logo ko dekhke itna toh samajh gayi woh problem Thoda nehi bohot Bada hai.

Ada: Teju Tu bhi Aise mamlo mei maat par. Teri shadi hai, Tu ussmei focus kar. Business bade papa aur papa sambhal lenge.

Teju: Matlab aap Saab mujhse Kuch chupa rahe hai, right?

Teju's Chachi: nehi woh...

Teju: choti Maa. Mujhe bas sachchai sunni hai.

Tm: humare business abhi bohot loss mei hai. Humare sare shareholders se koi ek company ke shares khareed rahe hai woh bhi bohot high rates pe.

Ada: agar Aise hi chalta Raha toh yeh company humare haat se Nikal Jayegi.

Teju: itna Kuch hogaya aur aapne mujhe Kuch bataya nehi?

Teju's Chachi: hum Tumhe pareshan nehi Karna chahte the beta. Tumhari shadi hai aur

Teju: aur abhi se hi beti ko paraya kar diya.

Tm: aisi baat nehi hai Teju. Tu Humari jaan hai. Tujhe hum udas nehi dekh sakte.

Teju: par yeh Saab Kaun kar Raha hai?

Ada: pata nehi. Koi usse nehi Janta. Kaun hai Kisiko nehi pata?

Teju: Jo company yeh Saab khareed Raha hai unhe uska Naam nehi pata.

Ada: nehi Teju. Kyuki yeh Saab ek shell company khareed rahe hai. So kisiko nehi pata uske Piche kiska haat hai.

In Karan's office. Aditya comes there.

Aditya: Kya Khabar hai? Tumhe Mili tumhari heir dene wali. (In taunted tone)

Karan: shut up yaar. Tu mujhe taunt Kyu karta hai?

Aditya: Kyuki Tu harkate Aise karta rehta hai.

Karan: toh mujhe Kaisi harkate Karna chahiye jisse Tu mujhe taunt nehi marega.

Aditya: Mai jaise bolunga Tu toh Waise Kuch karega nehi. Toh bolke fyda Kya hai?

Karan: Tu bhi Janta hai Karan Obroi agar Kuch karne ke liye than leta hai toh usse koi nehi rok sakta.

Aditya: anyway, Mai bas itna bolne Aya hu. You have only 1 year left. 1 saal mei agar uss will mei jaisa likha hai waisa nehi hua toh gayi Tere haat se Sab kuch. Jitna der karega utna hi time short parega. Aur bachcha pyada Karna toh koi chutki ka kaam hai nehi. At least 9 month toh lagte ho hai. Toh jaldi kar. Aur Tu jis way mei soch Raha hai na ki shadi ke Bina hi bas ek ladki ko Teri waris pyada Karna Hoga toh koi bhi ladki nehi manegi. Meri baat maan le, aur shadi kar le.

Karan: Maine Jo bola hai wahi Hoga. Woh ladki manegi bhi aur mujhe waris bhi degi.

Aditya: tune Kya ladkiyo ko production machine samajh rakha hai. Bachcha dene bolega toh de degi. Aur Teri baat sunke aisa Kyu lagraha hai ladki bhi ready hai?

Karan: Kyuki ladki ready hai. Kaun hai woh mujhe pata hai. Bas usse nehi pata. Jaldi usse bhi pata chal Jayega. Aur woh mere pas Hogi.

He smirked 😈😈😈

That's it for today. I hope you all are liking this. Please share your feedback. Complete the target faster to get the next part.

Target: 130 votes and 20 comments

TejRan: Ek Rishta Samjhota KaOù les histoires vivent. Découvrez maintenant