Dil se Baandha Rishta

198 13 15
                                    

Chapter 3: 

A voice was echoing around..

Rishte khoone se nahi dil se judte hain.

Yahi to sikha hain itne saal apne kaam mein, phir bhi kyu har baar har rishte ko kausti ki lakeer se juzarna padta hain. Kya ek rishta tabhi mazbut hota hain jab wo waqt ke utar chatav se guzar kar saath hota hain? Shayad haa aur shayad na bhi kyu iss duniya mein ek rishta aisa bhi hain jaha ye sare cheeze se pariye dil ka rishta ka mol hota hain.

Ye pyaar, Maa- baap, dost ke rishte se bhi behad alag hain. "Bhai-Bhen" ka rishta lekin mera aur shreya ka rishta Bhai Bhen wala nahi tha, hum to sirf junior aur senior the par pata nahi kyu jab bhi shreya ko dekhta tha ek bhai hone ka eshaas hota tha.

A person in black suit was standing around podium while speaking in mike infront of hundreds of students staring at him. Back of him a banner was hanging with "St.Andrews college of literuture welcome Mr.Abhijeet" on it.

His face has aged with the time, there were wrinkles on corner of his eyes with little silver in his hair which compliment his looks in black suit. His started wearing specs now, his hands were on podium as he smiled remembering shreya continuing his speech.

Abhi:Aaj, mujhe yaha (looking around)aap sab ke saath apni life ke kuch khubsurat hisse ko share karne wapas bulaya gaaya hain,(wishpering putting his hands around mike)iss toucher ka sher jaata hain aapke principal ko..

Laughter spread acrossed within the young students with Abhijeet words while school committee members were sitting on stage as they giggled looking at him and students.

Abhi:(continuing his speech)dekhiye, sach kahu to samjh nahi aaya ki mujhe wapas bulane ka karan kya hain, kyu ki pichli baar hi maine aap logo ko meri life ke bohut hi khubsurat do rishteo se mila diya tha lekin wapas aaj aisa koi kissa jisse aaplog kuch sikhe sake,(scraching his head)maine aaj yaha aane se phele bohut socha ki aisa kya share karu, itna socha ki kal raat bhar soya nahi aise laga jaise main school wapas pahunch gaaya hu aur exam ho meri aaj..

All laugh at his jokes, students were enjoying his comic timing with his narration while he rubbing his palm together looked at all.

Abhi: (sadly smiling)Phir laga ki usse baremein batathu jo hum sab ki zindagi mein nayi subha ki tarha aayi aur dhalte shaam ki taraha chali gaayi...(looking around at the audience) jiski baat maine meri speech ki starting mein ki wo mere liye bohut khas hain isliye nahi kyu ki wo meri junior thi ya main apna aapko uska bada bhai manta hu isliye nahi lekin isliye kyu ki shreya se meri pheli mulaqat sabse phele hui thi.

There was silence around everywhere as all kept looking, listening Abhi story carefully with sparkle in their eyes.

Abhi:(smiling) shreya se main ek bus stop pe ajeeb (scraching his head for some seconds)pa..haa paristiti mein hui thi. (He smiles recollecting the moment as he glanced at person sitting in 1st row between the audience)infact meri patni, my better half ,my beloved wife Tarika ko bhi ye nahi pata(winking at her)abh iss baat ke liye ghar jaake sawalo ki barsath hogi uss taraf se mujhepe..

Auditorium echoed with the sound of laughter along with Tarika smiling covering her half face with her hands while Abhi laughed along with all.

Auditorium echoed with the sound of laughter along with Tarika smiling covering her half face with her hands while Abhi laughed along with all

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Umar Ke Pariye - Dareya SSWhere stories live. Discover now