The Pure Attraction

794 96 21
                                    

Same evening...

Haseena was in her room thinking upon anubhav's words

"ap jeevan ke jis Charan mein ho usee teen age kehete hai aur iss aayu mein Rishte Bohot nazuk hote hai ...humari ek galti rishte mein khatas ke bhati hoti hai aur do vyaktiyon ke beech koi teesra Manushya Kaichi ke bhati hota hai...agar uss kaichi ko rishton ke dhagon mein uljhne diya gaya toh rishton ko tutne mein vilam nahi lagta... isiliye apne kisi bhi rishte ke beech khas kar Viyom aur aapke beech koi teesra manav Naa aye iss baat ka Vishesh dhyan rakhana..."

She smiled remembering those words...

Her thoughts got interrupted by a knock on the door...

Haseena looked at the direction of the door and sat properly...It was Anubhav...She was surprised to see him...

Haseena: Ap??

Anubhav: kya hum bheetar aa sakte hai??

Haseena : aiye n please...

Anubhav came in ...haseena asked him to sit on chair in her room he nodded and quietly sat...

Haseena : kuch...kam tha?

Anubhav: jee kuch baat karni thi apse...

Haseena : kahiye

Anubhav: ap..humse Flirt kyu karti hai??

Haseena was shocked by his very straight forward question..
No word came of her mouth as she wasn't expecting this question from him... She was staring at him with blank eyes...

Anubhav: kuch puch rahe hai hum ap se...

Haseena: koi kisi se flirt kyon karta hai?

Anubhav: kyon karta hai??

Haseena: jab ya toh vo insan uss se really attracted ho aur pasand karta ho ya fir vo timepass karna chahata ho... Timepass hume pasand nahi toh bacha kya??

Anubhav: hmm... akarshan hai...behtar hai ki akarshan he rahe Nahi toh ap ek Secret agent se pyaar karne ka natija janti hai...

Haseena : pyaar?? (Smiling) aur ek secret agent se??

Anubhav: (smiling) Mushkil hai n ?

Haseena: Nahi mushkil toh nahi hai par ap pyaar ke layak nahi ho...

Anubhav felt that rude ...but still he smiled...

Anubhav:Toh kis ke layak hai hum?

Haseena moved closer to him looking into his eyes with a smile...

Haseena: Ishq..Ishq ke layak hai ap ...kya pata Mr.Secret Agent ...kya pata shayad hume apse Ishq ho jaye!!

Anubhav: Arth bhi pata hai iss shabd ka??

Anubhav came more closer...now their lips were just inches apart

Anubhav: janti bhi hai ap ki Ishq ki Haad kya hoti hai??

Haseena nodded positively

Haseena: yehi ki Ishq ki koi Haad nahi hoti...umr mein bohot chote hai hum par Ishq aur uske Mayne bohot ache se jante hai...jante hai kyu?? Kyu ki hume iss Ishq ke ehsaas se Beintehaa Ishq hai...

They were looking into eachother's eyes with a sparkling attitude... Anubhav Saw that even attraction was so pure ,he sensed that she was such a pure soul

After a while he took his legs back...

Anubhav: (still looking into her eyes) Aj se hum apse aur ap hum se kabhi nahi milege aur agar mile toh vartalap nahi karenge agar apne humse vartalap karne ka prayatn bhi kiya toh hum ap ko Goli maar denge ...

Anubhav moved from their when he reached exactly in front of the door his legs stopped by her words...

Haseena : (smiling) Hume Maut se dar nahi lagata Mr.Cop...Ek Police Officer ki beti hai hum...Bahaduri humare khoon mein daudti hai...

Anubhav: Toh theekh hai...agar apne humse vartalap karne ka prayatn bhi kiya toh hum svayam ko Goli mardenge

Saying this he looked at her...

Anubhav: Itni toh Svarthi nahi ho tum Haseena jo Hume mrityu ke ghat utar do ...Haina?

Haseena : Sahi kaha...Hum itne khudgarz nahi hai...

She turned around and now her back was facing him...

Haseena : Byy

Anubhav: Alvida

Haseena : (looking towards Anubhav) sirf byy ..and she smiled

He left closing the door with a rough sound...and Haseena again smiled...

__________________________________

Here Anubhav came to his and locked his door and Swiched off the lights...he sat on the bed with a serious Posture as Officers do when they are in a deep thought...

Actually... Haseena's words was ringing into his ears

"Ishq..Ishq ke layak hai ap ...kya pata Mr.Secret Agent ...kya pata shayad hume apse Ishq ho jaye!!"

Anubhav closed his eyes ...
Haseena's smiling face flashed his eyes...

He gulped and ruffled his hairs in an irritated manner...He took a deep breath and closed his eyes again...

Anubhav: (pov) sirf ye ek mahina Anubhav Singh ...sirf ek mahine keliye tum yaha aye ho uske baad Wapas lautonge ...Iss ek mahine mein hum svayam ko Haseena Ke nazron se itna dur karendege ki Haseena apne andar ki panapti bhavnao ko Bhul jayegi aur jab Akarshan he mit jayega toh Ishq ka prashn he nahi uthta...

And he Smiled...Tough his own decision was bothering him but He is A secret agent ...
Boss Bhavnao ke mamle mein Apne dil ki kam he sunta hai
Hence his Agent brain overpowered his emotions and he became firm on it...
Let's see what destiny has planned for them ...

__________________________________

Precap: his total Ignorance

__________________________________

💖YE ISHQ HAI 💖Where stories live. Discover now