Affection to hearts

787 86 35
                                    

Same evening,
Anubhav was at his room and in a deep thinking...
Actually Viyom's words were running through his mind..

"I wish Haseena ka bhi jaldi se koi bf aa jaye"

Then he remembered Haseena's words..

"kya pata shayad hume apse Ishq ho jaye!!"

He Remember the way she flirts with him... And during all these thoughts only and only one question was roaming in his mind that "why the hell she is over powering my thoughts"

He closed his eyes but soon open them again when he hold the door opening...
He looked at the opening door and found Karishma standing...

Karishma: Bhaiya ye kya kiya apne?

Anubhav: humne kya Kiya??

Karishma: kya jarurat thi Haseena se ye kahane ki vo aapse dur rahe?

Anubhav: hmm...toh usne apko sab bata diya...

Karishma: obviously mujhe he batayegi n... bestfriend hu mai akhir uski par ap ye sab chodiye...mai apse ye kehene aiee hu ki mai bohot naraz hu apse...

Anubhav: kyu?

Karishma: apke wajah se kal sham se uska mood off hai ...dhang se smile tak nahi kiya hai usne...

Anubhav: Akarshan hai...jab khatam hojayega toh vo punha pehele jaisi hasti khelti ban jayegi...

Karishma: haa bhaiya akarshan hai par apko nahi lagta ki kuch zyada he serious akarshan hai??

Anubhav: Gambhir aakarshan hai iss hetu humne unhe humse dur rehene keliye kaha hai... Teenage ka Prem bohot hi Gambhir aur Masoom hota Hai, Pavitra hota Hai aur pagal bhi hota Hai ...isiliye nahin chahte ki vo hamare aur nikat aaye aur upar se hum ek Gupt pratinidhi hai aur aap ye Bhali bhanti janti Hai ki ham na to Prem kar sakte hain aur na hi kisi Aur Ko humse Prem karne de sakte hain... Thoda samay dijiye Haseena ko Swayam Sambhal bhi jayegi aur samajh bhi jayegi...

Karishma: lekin bhaiya...

Anubhav: keh diya n Karishma...
Bas...keh diya

Karishma huffed and moved out of the room...

__________________________________

You are at haseena's house Haseena was sitting in front of her television and just scrolling the channels all the time She was only engrossed in thoughts of Anubhav...She was all the while scrolling the channels just to distract herself but she wasn't able to thus she put off the TV and layed on Sofa...she closed the eyes...

She remembered Anubhav's words...

"agar apne humse vartalap karne ka prayatn bhi kiya toh hum svayam ko Goli mardenge "

She remembered Viyom's words...

"I wish Haseena ka bhi jaldi se koi bf aa jaye"

Haseena: (pov) itni badi baat Mr.Anubhav ke samne boldi Viyom ne ...kya phir bhi unhe bilkul bhi farak nahi pada??...haseena vaise sahi toh baat hai unhe kyu farak padega?

💖YE ISHQ HAI 💖Where stories live. Discover now