His Overprotective Side !

844 103 75
                                    

Next Day Haseena woke up and found Anubhav sleeping in the sitting position holding her hand

She smiled and ruffled his hairs
and this made him awake

Anubhav: are ap itni jaldi uth gaie?

Haseena looked at the watch

Haseena: 10 baj rahe hai...iss se Late kya he uthe ab hum?

Anubhav: are 10 baj rahe hai? A..ap itni deri se kyu uthi...prateet hota hai ki daviyon mein kuch zyada he Nasha hai... Hum...hum arogya vibhag mein iss ke viruddh andolan karenge

Haseena's eyes went wide

Haseena: are are!! Ye kya hogya hai apko? App shayad bhul rahe hai ki humari surgery successful rahi aur ab hum theekh hai...itna panic hone ki zarurat nahi hai baba!!

Anubhav: haa parantu aati neend ana bhi acche lakshan nahi hai priye

Haseena: (murmuring) are re re...ab Inka aati ho raha hai!!

Anubhav: kuch kaha apne?

Haseena: k..kuch nahi...vo bas hum ye keh rahe the ki...ki hume bhook lagi hai

Anubhav: toh apne hume ye pehele kyu suchit nahi kiya? Hum abhi apke liye... khichdi bana late hai

Haseena: (making face) khichdi!!

Anubhav: haa...Abhi abhi apke mastiksh ki shaly chikitsa huee hai is hetu apko sirf or sirf parishudh aur halka aahar he kahana Anivary hai

Haseena: ab kya bol gaye?

Anubhav: hum jo bhi bol gaye uska aarth hum apko vistar purvak samjhayege parantu uss se pehele ap snan kar lijiye

Haseena nodded and left before she gets to listen another word of "Shudh Hindi"

(Kya kare didi ko bhi kabhi kabhi sir ki bhasha nahi samjhti 🌚)

__________________________________

In the dinning area all were seated and Anubhav was preparing plate for Haseena

Haseena's meal was carrots, Orange juice and khichdi

(Mai kya he kahi ab 🥲)

Karishma's eyes popped seeing the meal

Karishma: bhaiya ka kar rahe hai?

Anubhav: Haseena keliye Ann paros rahe hai

Karishma: nahi bhaiya uske hisab se aap Ghas pus paros rahe hai...agar apne ye usse khilane ka koshish bhi kiya toh ap jante nahi hai...apke saath ka ka honga

Anubhav: kya kya hoga?

Maa:  teesra Mahayudh chhid jayega tere aur Haseena ke beech

Anubhav: toh Hum chhed denge... Parantu Haseena ke theekh hone tak Haseena ko issi prakar ke ahar ka Sevan karna hoga

Soon Haseena came and sat besides Karishma and Anubhav Placed the meal in front of her

Haseena made a face

Haseena: ye kya hai?

Anubhav: Bhojan

Haseena : hume aisa mazak nahi pasand hai

Anubhav: hum koi mazak nahi kar rahe hai ...abse theekh hone tak ap yehi khayegi aur hum bhi yehi grahan karenge

Ammi : Par beta bimar toh Haseena hai n

Anubhav: parantu Haseena ke saath Pag se pag mila kar chalne ka pran toh humne liya hai n Ammi... isiliye Haseena ke theekh hone tak hum bhi Haseena ke saath issi aahar ka sevan karenge

Haseena: That's so sweet of you sir par hum ye nahi khayege

Anubhav: apko yehi khana hoga...anyatha!!

Haseena: Anyatha?

Anubhav: Anyatha hum Ann-jal ka parityag kar denge

Haseena banged her hand on the dinning table and he closed his eyes out of fear

Haseena: kha rahe hai

Anubhav: khaiye n...(smiling) khate huee app bohot pyaari lagti hai

Haseena started eating the food making a face

Anubhav: bhojan karte samay mukh par ek muskan honi chahiye

Haseena masked a fake smile immediately upon her face

Haseena: (into karishma's ears) ye tere Bhai ko aaj hua kya hai?

Karishma: vo jo itne saalon ka pyaar tha n vo aise umad umad ke bahar aa raha hai

Haseena: lekin koi itna Overprotective hota hai kya?

Karishma: Hota hai , Hota hai , Mera Bhai hota hai

Anubhav cleared his throat making Kareena Alert

Anubhav: Khate samay baat bhi nahi karni chahiye

Kareena: jee

After a while all completed with their breakfast and then Anubhav gave Haseena Medicines

Anubhav: Chalo Priye niche bageeche mein chal kar ate hai

Haseena: abhi?

Anubhav: abhi

He immediately went inside and Kareena kept stairing

Haseena: ab kya karne gaye hai?

Karishma: ek he insan bata sakta hai

Haseena: kon?

Karishma: swayam Anu Bhaiya

Haseena rolled her eyes and lightly slapped Karishma on her shoulder and their Anubhav entered with an Umbrella

Haseena: ye chata kyu?

Anubhav: apki dhoop se suraksha hetu

Saying that he passed a wide smile and our dear Kareena kept stairing at him

Anubhav: chaliye

Haseena nodded and Anubhav left

Haseena: DSP sir kitne din chutti pe hai?

Karishma: shayad 1 hafta aur

Haseena looked at her making a face and our dear Krishma couldn't help nodding

"Kaha reh gaye?" Asked Anubhav from outside

Haseena : (shouted) aa rahe hai !!

And she too left

So My dear friends

"Ibteda-e-Ishq hai rota hai kya?
Aage aage dekho hota hai kya!!"

🤭🤭

💖YE ISHQ HAI 💖Where stories live. Discover now