A War to Win

646 113 30
                                    

In a dark place... somewhere in India two people were standing and talking to eachother

Person: Akhirkar 2 hafton baad tumne ye Mission pura kar he diya Anubhav Singh

Anubhav noded his head Negatively

Anubhav: Nahi IG sir...2 hafte, 13 Ghante , 33 min aur 12 sec ka tha humara ye prawas

IG sir kept his hand on his shoulder

IG: samjhta hu Anubhav ki kitni mushkil se kata hai tumne apna ye safar...jao...aj tum iss mission se Azad huee

Anubhav without waiting for his second word rushed towards the airport and immediately took the next flight for Lucknow

While he was in the flight his brain went back to 2 weeks back

Flashback:

Anubhav: Desh prem bhi Hriday se hai...Haseena bhi Hriday mein hai...Akhir kare toh kare kya? Agar Mission chhod kar Haseena ko chunte hai toh Vo humara swarth kehelayega aur agar Mission par jate hai toh Haseena ko diya vachan tut jayega...Hum kya kare ishwar?? Ye Satya hai ki Desh ko humari avashyakta hai parantu...ye bhi Satya hai ki hum Haseena ko iss avastha mein chhod kar nahi ja sakte...

Voice : Matlab?

Anubhav got shocked listening the voice...

He turned around and found Haseena

Anubhav: ap? Ap yaha kya kar rahi hai? Ap ko yaha bahar kisne ane diya?

Haseena : kisne ane diya matalab? Ye hospital S.H.O Haseena Mallik ko apne DSP sir se milne se nahi rok sakta

Anubhav: Haseena Hume haar baat par thitholi bilkul nahi bhati ... Chaliye Bheetar

He held her and took her inside and made her lay upon the hospital bed

Anubhav: (placing hand upon her forehead) So jao abhi

Her covered her with the blanket and moved from the place but he is stopped by her hold on his hand

Anubhav looked at Her

Haseena: Koi baat apko pareshan kar rahi hai?

Anubhav remained still on his place for a while

He then smiled little and held her hand moving her head Negatively and kissed her hand

Haseena: konse Mission ki baat ho Rahi thi...

Anubhav looked at her with shock

Anubhav: nahi Haseena...aisi...aisi koi baat nahi hai

Haseena : humne apko khud se baate karte hue sun liya tha

Anubhav swallowed the saliva out of worry

Haseena : mission par Jana hai ?

Anubhav: Atyant aavashyak hai...nahi gaye toh desh khatre mein aur gaye toh...

Haseena: humare sabse bure waqt mein humare saath nahi reh payenge...haina?

Anubhav: hmm

Haseena : ap humare saath rahenge ...ye toh Tay hai

Anubhav looked at her with shock

Haseena : Ap humare saath rahenge...Humare dil mein...apko humari chinta karne ki koi zarurat nahi...

Anubhav: Haseena...kaisi paristhiti mein fas gaye hai hum?
Desh ko chunte hai toh apse dur Jana padega aur apko chunte hai toh desh ke prati apna kartavya nahi nibha payenge

Haseena : ap humse dur kaha hai ? Abhi kaha n humne ap humare dil mein aur ye ek Jung hai jo hum dono ko jeetni hai

Anubhav: apko... Mrityu se

Haseena: aur apko desh ke dushmano se

Voice : aur ap dono ko kamiyab hona hoga

Anuseena looked at the direction of voice and found Karishma with everyone

Karishma: bhaiya Haseena ap dono haar nahi sakte

Viyom: haa bhaiya...Maa humesha puchti hai ki mai aur Karishma shadi kab karenge ? Mai aaj maa ko jawab de Raha hu ki mai aur Karishma shaadi tab karenge jab ap vapas aoge aur tab Vyoshma aur Anuseena ki ek saath ek he mandap mein shadi hogi

Pushpa: haa taki Shaadi ka kharcha Sara tum pe na aye...meri Karishma ke toh Bhaag he foot gaye

Haseena: are maa...is baat pe toh Karishma ke bhag mat fodiye

All smiled emotionally

Ammi went to Anubhav and cupped her face

Ammi: jaa aur fate kar ke ana aur iss baar sirf Haseena nahi teri ye maa bhi tera intezaar kar rahi hai

Anubhav: hum Vachan dete hai ki hum ye yudh jeet kar rahenge

He looked at Haseena and cupped her face

Haseena: ap humari chinta mat kijiye ...hum jante hai hume jeena hoga...apke liye

Anubhav nodded his head Negatively

Anubhav: humare liye ...humare unn swapno keliye jiske purn hone ki prateeksha humne itne varshon se ki hai

Haseena : haa...aur vo sapne pure hoge...haina?!

Anubhav: (kissing her forehead) avashya

Flashback ends

Anubhav: (pov) adha yudh hum jeet chuke hai Haseena bas ek baar tumhe hasta dekhle toh bas humare vivah ki shehnaiyan gunjegi



💖YE ISHQ HAI 💖Where stories live. Discover now