Part 4

313 26 2
                                    


Karishma enter

She is wearing a kurti of red colour

K.S. – chalein Maddam sir ....

H.M. – ji.. waise aapko ye pasand to aaya na ...

K.S. – bahut.... Hum acche to lag rahe hain na ....

H.M. – (Whispered) ekdum sahi naam diya tha aapko .... Chatak Chandani ...

Karishma Smiled (blushed bhi keh sakte hain )

A.S. – chalein ....

K.S. – Ji... sir gaadi hum ....

H.M. – Sir drive karenge .... (sarcastically)

K.S. – Maddam sir... unke haath par ...

H.M. – haan to kya wo humare liye itna bhi nahi karenge ... aap drive karenge na sir ... itni baat to maan hi sakte hain ... (sarcastically)

A.S. – (Coldly) Ji .... Jaisa aap chahti hain waisa hi hoga.... Ab chalein ....

H.M. – Sir ... wo to hum mazaak kar rahe the ... hum chala lenge gaadi .... Aap rehne dijiye .... (He didn't replied)

K.S. – (Whispered) gussa aa gaya bhaiya ko , ab jaldi nahi maan ne waale....

A.S. – Chalein ... ab vilambh ho raha hai ...

H.M. – Sorry sir... hum karenge na drive ...

He looked at her angrily

H.M. – Sorry Anu .... Nahi karenge na hum agli baar se aisa .... Pata hai hume ki aap nahi ...

A.S. – Behna ... hum aapka intezaar kar rahe hain .... 5-minute ke andar aaiye ...

He left

H.M. – Kya karein hum ... (She was about to cry)

K.S. - sach mein naaraz ho gaye bhaiya to .... Ab hume bhi nahi pata kya karna hai ...

H.M. – boliye na unhe kuch .....

K.S. – Chaliye , Jaldi chalte hain warna aur gussa ho jaayenge to ...

H.M. – aap hume har baar ye bol ke kyun dara rahi hain ki ... wo aur gussa ho jaayenge to ....

K.S. – agar nahi gaye to aaj Anu bhaiya ka bhaukal aapke saath hume bhi dekhna padega ...

H.M. – kyun dara rahi hain aap hume....

K.S. – dara nahi rahe , bata rahe hain ...

Scene shift

Anu bhaiya is waiting for Kareena...... after 2 minutes both of them came and sat in the car... (kyunki anu bhaiya laga ke aaye the na 5 minute ka timer.... Isliye jaldi aaye ... )

In car , Karishma is sitting on the back seat .... Anu Bhaiya ka to aapko pata hi hai .... And you know na ... Haseen Dilruba kahaan pe baithengi ...

H.M. – Anu ... hum kya bol rahe the ki ....

A.S. – Behna , kitna samay lag jaayega wahaan jaane mein ....

K.S. – humne location aapko bhej diya hai .... Aur yahaan se dur hai na to kam se kam aadha ghanta to lagega hi ....

H.M. – arey waah ... matlab humare pass itna time hai aap dono se baat karne ke liye....

He again didn't replied , Haseena looked at Karishma helplessly ...

H.M. – Karishma ..... aap ab bhi humse naaraz hain kya ....

K.S. – nahi .... Hum to nahi hain aapse naaaraz .... (looking at Anubhav) aapko aisa kaahe laga ki hum aapse naaraz hain ....

H.M. – (looked at Anubhav) nahi .... Bas aise hi ....

A.S. – hume aise dekhna band kijiye .... Aap dono ...

Karishma looked at Haseena and smiled so Haseena looked at Anubhav and smiled sweetly

H.M. – (looked at Anubhav) tumse milke ... aisa laga ... tumse milke ....

He didn't replied

H.M. – armaan hue pure dil ke.... Ae mere jaan-e-wafa ... jaan-e-wafa (looked at Anubhav )

He again didn't replied....

H.M. – ab hum itna bhi bura nahi gaate ..... (cutely)

Karishma looked at them ...

H.M. – (Shouted) Anubhav .....

He stopped the car

H.M. – (angrily) kitni baar bolein aapko... hum karenge na drive .... Kyun aise naaraz hoke baithe hain .... Ab pure time tak aise .... Aise shaant baith ke jaayenge .... Aapko bas aata hai gussa .... Hum insaan hai hi nahi , hume to gussa hi nahi aata ....

Anubhav looked at Karishma

H.M. – (angrily) idhar dekhiye , hum aapse baat kar rahe hain na .... Itni der se dekhe jaa rahe hain ... humari baat ka jawab hi nahi de rahe hain aap ... agar aapko aisa karna hai to bata dijiye ... hum apne aap aa jaate hain ....

A.S. – hum...

H.M. – (angrily) itni der se shaant baithe the , boliye ab kya bolna hai aapko ... humse to kisi ko matlab hi nahi hai , nahi karni hai hume aapse baat .... Jaa rahe hain hum ....

A.S. – Haseena .... Haseena ji , maaf kar dijiye .... Galti ho gayi humse .... Nahi karenge aisa .....

H.M. – (emotionally) aap kuch bhi karenge to accha hai , humne mazaak kar diya aapse to aap aise kar rahe the .... Har baar hume rulane mein kya maza aata hai aapko ... jab bhi dekho tab apni marzi chalani hoti hai inhe ...

Anushma looked at her silently

H.M. – ab chaliye ... warna late ho jaayenge ....

He started the car

 

Reunion (Continuation)Where stories live. Discover now