Part 9

240 31 14
                                    


Haseena is sitting near a lake side ... tears are about to fall from her eyes...

H.M. – (in a cracked voice) sab hume akela chod ke jaa rahe hain .... Humara pyaar ... humari dost ... aur humare sabse acche dushman ... phir....hum akele reh jaayenge .... Jis time hume aapki sabse zyaada zarurat hai... us time aap jaa rahi hain Karishma Singh ...... lekin aapko rokna bhi to galat hai na .... Aakhir apne life partner ke saath time bitana chahti hain aap.... Pata nahi kyun hum aise over react kar rahe hain....

she wiped her tears

Anubhav reached there he found his lady love sitting at a distance so he walked to her ...

H.M. – (complainingly) aur Anubhav... nahi ... nahi karte hum unse pyaar(Anubhav smiled) .... Pata nahi kyun kamzor pad rahe hain ... har koi humse dur hota jaa raha hai .... Uhh... pata nahi kya – kya bole jaa rahe hain hum ... ek to achanak se aise... yahan aa gaye ... wo bhi gussa hoke ... sab kitne pareshan ho gaye honge.... Bas karo Haseena Malik ... kitna jhooth bologi khudse... ye jo humare dil aur dimag ki jang haina ... iski wajah se hua hai sab... pata nahi itna change kaise ho gaye hum... kuch bhi samajh nahi aa raha ...

A.S. – Haseena ji...

She looked upwards and found him standing there

H.M. – (chuckled sadly ) huh... ab din mein bhi sapne dekhne lage hain .... Jahaan dekho wahaan bas ek hi insaan ... The Anubhav Singh .... Kaash aap sach mein yahaan pe aate ... lekin ...

A.S. – Haseena ji ... hum hi hain yahaan ... aapka bhram nahi ...

She got up and looked in his eyes he smiled but she pinched him on his hand

A.S. – aah... ye kya tha ...

H.M. – Sorry.... Lekin aap..

She hugged him...

A.S. – aap yahaan aise akele kyun baithi thi ...

H.M. – kyunki..... kyunki humara man tha ... isliye....

A.S. – hmm... aur wahaan thane mein jo aapne apne krodh ka pradarshan kiya ... bichare ... SHO Amar Viddrohi...

She broke the hug

H.M. – aapko kaise pata .... Karishma Singh ne bataya na aapko ...

A.S. – Ji... ab hum koi antaryaami to nahi hain Jo hume sab pata chal jaayega ... 

H.M. – wahi to hum sochein ki prabhu kaise achanak se padhare ...

He side hugged her sweetly

A.S. – wo kya haina ki humari priye ka tajurba kehta hai ki unke dil aur dimag ke beech jo jung chid gayi haina ... use rokne ke liye hume aana hi pada ..

H.M. – aisi baat hai ... (sweetly)

A.S. – Ji ...

Her expressions turned to serious one she broke the hug and turned to him he looked at her confusingly

H.M. – aap ab bhi humse pyaar karte hain ...

A.S. – aapko kya lagta hai ...

H.M. – hume jo lagta hai wo humne bol diya ...

A.S. – pata nahi ... aur aap...

Reunion (Continuation)Where stories live. Discover now