Part 6

318 24 0
                                    


After 2 minutes they were standing at a distance from the car

H.M. – (shocked) kya .... Karishma Singh .. jab koi case tha hi nahi to phir aap hume yahaan kyun leke aayi ...

Karishma looked at Anubhav, he knew what she meant... so he nodded in yes ...

A.S. – pehle unhe bolne to dete hain .... Uske baad daat lijiyega aap ....

Karishma gave him a questionable look

H.M. – ab batane ka kasht karengi aap ki hum yahaan kyun hain ....

K.S. – wo... jab aap subah Anu bhaiya se baat kar rahin thi... tab ...

H.M. – tab aap humari baatein sun rahin thi ... (shocked).. ab aap kuch bolne ka kasht karenge prabhu ...

A.S. – Behna.... Aap humari baatein sun rahin thi....

K.S. – bhaiya aap bhi to jaante the ki hum kisi case ke silsile mein aapko yahaan nahi laaye hain ...

H.M. – (Angrily) Anu... Anubhav aap.... Kya hai ye aapko pata tha phir bhi aapne hume nahi bataya...

A.S.- hume nahi pata tha kuch bhi ... sab behna ka plan tha Haseena ji ... humara yakeen kariye ...

H.M. – theek hai ... ab aap batayengi ki hume yahaan kis liye laayi hain aap.....

K.S. – humare saath chaliye ... sab pata chal jaayega ....

After 5 minutes they reached near a lake side it was decorated beautifully (ab please khud imagine kar lo ... mujhe nahi pata kaise bataun) 

 mujhe nahi pata kaise bataun) 

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

H.M. – Karishma Singh .... Ye sab ....

A.S. – behna aapne kiya ....

She nodded in yes

A.S. – accha to aapne wo date waali baat sun li thi humari ...

K.S. – Ji... aur sirf isliye hum maddam sir se zyaada der naaraz nahi the ....

H.M. – ye sab... kitna payara hai ... waah Karishma Singh ... lekin hume aapse kuch...

K.S. – ab hum kuch nahi sunenge , hum jaa rahe hain....

H.M. – lekin...

K.S. – kuch lekin – wekin nahi ... aap dono enjoy kijiye hum chalte hain ....

And she left

H.M. – Kitni khush hain wo .... Lekin jab unhe pata chalega ki ye sab sirf .... Sirf ek naatak tha.... To.... (In a cracked voice) sab kitne khush hain ki hum dono phirse ek saath hain... unhe sach batana zaruri hai kya ... kyun ye sab karna zaruri hai ...

Reunion (Continuation)Where stories live. Discover now