Part 5

318 19 3
                                    


H.M. – ab chaliye ... warna late ho jaayenge ....

He started the car

After 5 minutes

A.S. – tumse milke..... aisa laga .... Tumse milke .... (looked at Haseena)

Haseena ji ka bhi man tha par naarazgi bhi thi.... So she didn't looked at him back

A.S. – Armaan hue pure dil ke ......... ae Meri jaan-e-wafa ..... jaan-e-wafa .....(looked at her again)

She didn't replied

A.S. – ab hum itna bhi bura nahi gaate ...

Karishma looked at them and smiled , Haseena noticed it too..

H.M. – (cutely) kuch to sharm kijiye sir , aap aise sabke saamne humse flirt kar rahe hain...

A.S. – sabke saamne kahaan ..... sirf hum dono hi hain...

H.M. – sirf hum dono nahi ..... SI Karishma Singh , humari junior , humari dost , humari hone waali nanand aur aapki behna bhi hain .... Aur aap kehte hain ki sirf hum dono hain ....

A.S. – theek hai .... To phir SI Karishma Singh, aapki junior , aapki dost , aapki hone waali nanand aur humari behna ko koi aapatti to nahi hai .... Kyun behna ....

K.S. – Nahi .... Hume kaa aapatti hoga bhaiya .... Aap continue kijiye ...

H.M. – (sarcastically) hmm.. aapko to maza aa raha hai ... pata hai hume , aapke bhaiya ka hi side lengi na aap to ...

A.S. – ab isme behna ki kya galti ....

H.M. – ek dusre ki side lete rahiye aap dono ....

Anushma – (murmured) phirse naaraz ho gayin , humare to bhaag hi phoot gaye ....

H.M. – (murmured) ab manate rahiye ... nahi maanenge .... Huh...

K.S. – Maddam sir ...

H.M. – hmm.. (coldly)

K.S. – Bhabhi .... (cutely)

She turned to her

H.M. – (cutely) boliye na ....

K.S. – aap humse bhi naaraz hain ...

H.M. – nahi ....

K.S. – hum keh rahe the ki ...

H.M. – hum aapke pass aa rahe hain ... (cutely)

K.S. – (shocked) Ji...

H.M. – (Polietly) Ji .... (to Anubhav) sir ... aap gaadi rokenge ... 2 minute ke liye ...

He stopped the car

A.S. – itni naaraz hain aap humse ki humare saath baith bhi nahi sakti ... (coldly)

H.M. – hum kyun aapse naaraz hone lage ... sir.. (sarcastically)

A.S. – hume kya pata ki aap kis baat ke liye naaraz ho rahi hain .... Humse to aapko baat hi nahi karni na .... (politely )

Reunion (Continuation)Where stories live. Discover now