Saviour

868 139 146
                                    

A week has passed by since Haseena had left for Vidarbha.Anubhav was roaming around showing everyone that he was alright,only Anshuman knew how his friend was not okay.
Late night,Anubhav was sitting in his room gulping glasses after glasses of wine, something he has been doing every night since Haseena left.

"Bas kar Anubhav,kitna piyega?"Anshuman tried to stop him.

"Tum jao na yaha se...Anandi rah dekhrahi hogi tumhara."Anubhav said.

"Nahi dekh rahi woh rah, usne khud bheja hain mujhe tere paas.Din mein toh bada Sher bana phirta hain aur raat hote hi bhabhi ki yaad mein aisi halat bana leta hain apni."Anshuman said.

"Koi yaad nahi aati hain humein uski,hum Prem thodi karte hain usse...nhai karte."He snorted.

"Haan..nahi karta Prem tu!"Anshuman said sarcastically."Aise hi madirapan kiye jaa raha hain tu."

"Haan nahi karte,jaise woh nahi karti,waise hi hum bhi nahi karte...chali gayi,chali gayi ek jhatke mein sab kuch chhodke...kisike baare mein nhi socha.Mokshith se vivah karna tha usse,hum mein kaante lage hain Jo humare saath sansar nahi basa sakti woh."He said intoxicatedly and closed his eyes breathing heavily.

"Bas kar tu!!Prem nahi karta bhabhi se parantu woh Mokshith se karti hain aisa sochkar apna khoon jala Raha hain.Kausambhi ka raja Banna chahta hain aur itna samajh nahi paaraha ki agar woh Moskshith se Prem karti toh kya Vidarbha Laut jati?Bina kuch bole khudko sahi aur tujhe galat pramanit karke gayi hain woh."Anshuman said and Anubhav looked at him with intoxicated eyes.

"Tum itne nishchit hokar kaise kahe sakte ho?"Anubhav asked struggling to stay awake.

"Kyunki Mera mastishk abhitak thik se kaam karraha hain....so ja abhi tu aur kal subha sochna kaise bhabhi ko wapas lekar aayega Kausambhi."Anshuman said and made Anubhav lie down on the bed and covered him with a duvet.

🌿☘︎☘︎☘︎🌹🌹🌹☘︎☘︎☘︎🌿
NEXT DAY

The Royal court was filled with people,King Amarendra was meeting his subjects,his wives and sons were present there too when a guard came inside.

"Maharaj Vidarbha se Maharani Sugandha ka sandesh lekar ek doot aaya hain."The Guard said.

"Andar bhejo.."Amarendra instructed.

"Pranam Maharaj."The informer said coming in."Bade hi dukh k saath humein aap sabko batana padh raha hain ki Maharaj Himavardhan abb humare beech nahi rahe...parson dopaher ko hi unhone parlok gaman kiya hain."

"Kya?!"Amarendra stood up from his chairs followed by everyone else in the court.
"Aur yeh khabar humein itni der se kyun bheji Jaarahi hain?"

"Maharaj Vidarbha mein halat thik nahi hain.Maharaj k antim sanskar k baad se hi Rajkumar Aryaveer aur Rajkumari Haseena lapata hain,bohot dhundne k baad bhi unka kuch pata nahi chal paaraha hain.Maharani Sugandha ne atyant gupt tareeke se humein aapke paas bheja hain sahayta maangne k liye."The informer said.

"Lapata hain matlab?Kaha gayi hain Haseena...aakhri baar kab dekha tha usse?"Anubhav asked coming forward.

"Aakhri baar unhe parson raat ko dekha gaya tha Rajkumar Aryaveer k saath.Unke Kaksh k bahar bohot saara khoon bhi Mila hain,sab chintit hain ki Kahi Rajkumari ya Rajkumar ko badi chot na lagi ho."

ANUSEENA- A Marriage Of Convenience✓ Where stories live. Discover now