Conspiracy

770 131 97
                                    

(Not Proofread)

King Amarendra was sitting on his throne looking visibly worried,the members of his royal court seemed agitated about something,the Royal family was present there too except Anubhav who was resting in his room.

"Aap Shab shaant hojaiyye!"Amarendra said firmly.

"Maharaj yeh anachar humlog sahen nahi karenge,kal ko humare ghar ki bahu betiyan bhi aisi uddandta karengi...phir kaise sambhalenge humlog unhe."One of the men said.

"Humne jo bhi kiya Anubhav ki Raksha k liye kiya."Haseena argued.

"Rajkumari..Rajkumar ko apse suraksha lene ki zaroorat nahi hain,aisa karke aapne Rajkumar k samarthya ka bhi apman kiya hain."The same man said stunning Haseena.

"Maharaj stree o ka itna dusahas thik nhi hain... Rajkumari ko iska dand avashya hi milna chahiye.Hum nahi chahte ki humare ghar ki bahu betiyon par iska galat pravabh ho."

"Aap sab shaant hojaiyye...Haseena apne pati ki jaan bachane k liye khudke pran ko jokhim mein dala hain,hum kaise dand de unhe."Amarendra said.

"Maharaj yadi aap Rajkumari Haseena ko dand nahi denge toh hum sab vidroh karenge.Rannbhumi mein gayi thi yeh,itne saare purusho k saamne..naa jane kitno ka sparsh laga hoga inhe....yeh ananchar kadapi nahi sahenge hum log."

Maya and Abhilasha smirked seeing everyone turning against Haseena who was standing there silently taking all the unnecessary blames on her.

"Aap sab kripaya shaant ho jaiyye!"Amarendra said.

"Maharaj sabhagano ko aise krodhit nahi kar sakte aap....inhone vidroh kiya toh badi samassya hojayegi."Maya whispered to Amarendra.

"Pita Maharaj."Haseena's loud and firm voice reverberated."Humne jo kuch bhi kiya hain apne pati k liye kiya hain aur uska humein koi khed nahi hain,jo laanchhan Humpar lagaye jaa rahe hain woh bhi anaitik hain parantu hum nahi chahte ki humare Karan vidroh ho,iss mahel par koi musibat aaye...isaliye aap humein dand dijiye...yadi humein dand milne se yeh sab shaant hote hain phir humein wahi swikarya hain."

"Nahi putri...hum kaise tumhe dandit kare."Amarendra said helplessly.

"Hum sab aapke nirnay ki pratiksha karrahe hain Maharaj."

"Humein kuch nahi sujh raha...hum Rani Maya par yeh bhaar saunpte hain."Amarendra said and left hastily.

"Toh Rajkumari Haseena ka dand yeh hain ki agle teen din Tak woh Ann ka ek dana grahan nahi karengi,nahi falahar kar sakti hain...teen din sirf jal pikar unhe swayan ko shuddh karna hain aur phir chauthe din 500 brahman o ka bhojan woh akele banayengi taaki unke saare dosh mit jaye."Maya said with an evil smirk.

"Maya yeh kya kaherahi ho...itna kathor dand kaise de sakti ho tum!"Sadhika protested.

"Jiji...Maharaj ne mujhe dayitwa diya tha maine nibhaya...abb yadi Haseena yeh dand swikar nahi karti hain toh woh Raj adesh ka virodh hoga phir..."

"Humein yeh dand swikarya hain."Haseena said before leaving the place.

Maya and Abhilasha shared a glance and smiled victoriously,afterall it was them who had bribed that group of court members for speaking against Haseena.

🌿☘︎☘︎☘︎🌹🌹🌹☘︎☘︎☘︎🌿
Three Days Later

Anubhav was now doing much better and could move around without much difficulty.He was roaming around looking for his wife but she was no where to be seen.

"Haseena aaj bhor se nahi dikhi humein...kahan chali gayi?"He murmured to himself.

"Maa Haseena ko kahi dekha hain aapne?"He asked as he came across his mother.

ANUSEENA- A Marriage Of Convenience✓ Where stories live. Discover now