Winner

699 131 68
                                    

Sabse pahele really sorry,I know sab do teen din se wait karrahe the and uske hisaab se aaj ka chapter chhota aur boring hain but I promise I'll make it upto y'all in the next chapter.
(Not Proofread)

Haseena covered and face properly before entering Dhananjay's shop.

"Sethji"She called him in crying voice.

"Kon?"Dhananjay looked up from his book of accounts.

"Sethji main aapke yaha Naresh kaam karte hain unki patni."Haseena said.Naresh was Anubhav's fake name.

"Haan...woh kaam par kyun nahi aaya kal?Main tankhwa kaat lunga bata Raha hoon."Dhananjay said.

"Sethji unko kamar mein bohot dard hain...Vaidji ne kaha hain ki haddi mein darar aaya hain...unke jo paise bante hain woh dedijiye sethji,unke ilaj k liye bohot saare paiso ki zaroorat hain."She said feigning sadness.

"Paise?Kaise paise...koi paise nahi bante uske...jao jao samay barbad mat karo Mera."Dhananjay said rudely.

"Sethji aisa kya karrahe hain...gareeb log hain hum,dedijiye na inke haq k 2 sikke."Haseena said folding her hands.

"Dekho... aakhri din ka uska aadha tankhwa hi Banta hain upar se usne aise rakkhe the dhan ki boriyan ki woh girkar fatt gaye jisse mera bohot nuksaan hua hain toh uski bharpayi wahi karega na...phir bhi bada Mann rakkhe main usse adhik jo 5 sikko ka nuksan hua hain mera woh nahi leraha."Dhananjay said.

"Par sethji mujhe paison ki bohot zaroorat hain....daya kijiye sethji,daya kijiye."Haseena said sobbing.

"Thik hain de deta hoon kuch paise par iss kagaj par apne angoothe ka nishan lagana hoga pahele."Dhananjay said.

"Kya hain issmein Sethji,main unpadh hoon,mujhe padhna nahi aata."Haseena said.

"Kuch nahi bas itna ki 6 mah mein tum mujhe mera dhan lautaogi nahi toh tumhara Ghar mera ho jayega."Dhananjay said.

"6 mah toh bohot hain...main aapka Sara udhar chuka dungi sethji."She said giving her thumb print on the piece of paper and left after taking  5 gold coins from Dhananjay.

🌿☘︎☘︎☘︎🌹🌹🌹☘︎☘︎☘︎🌿
A WEEK LATER

Anubhav was inside the house taking some rest while Haseena was making their lunch outside when 5 well built men rushed inside the yard.

"Kon hain aaplog?"Haseena asked covering her head, although she already knew who they could be.

"Dhananjay Seth ne bheja hain humein ghar khali karwane k liye."One of the men said.

"Ghar khali karwane k liye?Par 6 mah ka samay hain humare paas."Haseena said.

"6 mah ka nahi balki 6 din ka samay tha tumlogo k paas...chalo niklo abhi."The man said.

Anubhav came outside hearing the commotion and started his act..

"Aap sab kon hain?Meri patni ko kyun dhamka rahe hain?"He asked.

"Chup chap ghar se niklo dono...Sara saman chhodke jana hain...Dhananjay Seth ne bheja hain humein...yaaa toh 12 sone k sikke abhi k abhi do...ya niklo."

"12 sikke?Hum garib log ek saath 12 sone k sikke kahan se layenge?6 mah ka samay diya hain na sethji ne hum tabtak lauta denge..."Anubhav said joining his hands.

"6 mah...hahaha...6 din ka samay diya tha sethji ne,Teri patni khud angootha laga aayi hain samjhota Patra par."

"Ae ji yakeen kijiye...sethji ne bola tha ki usmein 6 mah ka samay hain aisa likha hua hain.."Haseena said showing fake tension.

ANUSEENA- A Marriage Of Convenience✓ Where stories live. Discover now