Accepting His Request ✨

804 155 258
                                    

Continued...

It was early morning when Anubhav woke up after a passionate night with his bold wife. His eyelids lifted slowly, and his gaze fixated on the sight before him.

His wife, Haseena.

She was sleeping peacefully after a night filled with pleasure and passion. Her eyes were closed, resembling two abalones hiding two beautiful pearls within them. The gentle curve of her cheeks glowed with a rosy hue, a testament to his kisses, and her lips were as beautiful as rose petals, albeit a bit dry from the sweetness he tasted last night. The mole near her lips further enhanced her allure, tempting him to kiss her again.

But he refrained.

(Warna biwi maregi )

"Ab ghurna ho gya ho toh haath hatao hamari kamar se..!" Haseena said with closed which startled him.  She open her eyes.

"Phir ghur rahe ho tum..!" She sighed.

"Ghur nhi dekh rahe the par tumhe kaise pata chala?" He asked nervously.

"Ladki hai hum, hume mehsoos ho jata hai kaun, kab, kaise aur kyu ghur raha hai..!" She said tauntingly.

"Par hum ghur nhi dekh rahe the...kaafi time lekar banaya hai upar wale ne tumhe..!" He said with a soft smile.

"Haan pata hai hume, yeh dialogue bahut sune hai humne isliye ab chhodo hume aur jakar door kholo, Meena Didi aane wali hongi..!" She said, but he ignored and pulled her more into him.

"Itni jaldi kya hai..Meena Didi aayengi tab hum darwaza khol denge..!" He murmured, his hand skillfully untying the knot of her shrug.

"Jo tum kar rahe ho na, bahut marenge hum iske liye..!" She said in a cold tone, stopping his hand before it could reach sensitive territory.

"Toh phir hamari baat maan jao na..!" He requested, retracting his hand. She sat up, straightening against the headboard of the bed, and replied, "Sochenge..!" 

"Sochenge? Kal Jo Kiya uske baad bhi sochenge kya matlab hai?" He asked, settling beside her.

"Wahi jo kaha..sochenge..!" She said.

"Problem kya hai yeh bata do, hamare beech sab kuch ho chuka hai, hum married hai hume bas ek married couple ki tarah hi normally rehna hai..!" He said calmly. She glanced at him but remained silent.

"Haseena..bolo toh (softly) problem kya hai? Hum dono jante hai hamare andar ek dusre ko lekar desires hai..we're physically attracted to each other, aur jo hua us din aur kal raat woh usi baat ka proof hai phir tum na kyu kar Rahi ho? Hume bas ek normal arrange marriage couple ki tarah hi rehna hai, ek dusre ki need puri karni hai aur phir saath rehte rehte pyaar ho hi jayega..!" He explained calmly, and she listened quietly. She got down from the bed, and he continued, following her.

"Aur isse yeh fayda hoga ki tumhe insecurity bhi nhi hogi hume aur is shaadi ko lekar aur na dar rahega ki hum kisi aur ladki ke saath affair kar lenge aur na hume hoga kyunki hum ek dusre ki need puri karenge, ek dusre ko samjhengey...aaram se khush rahenge saath, hamesha..!" She smiled sarcastically at him, surprising him a little.

"Hume tumse aisi soch ki ummeed nhi thi...need puri karenge toh saath khush rahenge..!" She smiled sarcastically.

"Matlab kya hai tumhara..!"  He turned her towards him.

"Tumhe kya lagta hai hamari maa ne hamare baap ki needs Puri nhi ki hongi? Unki Khushi ka dhyan nhi rakha hoga? Unke liye woh sab nhi kiya hoga Jo mere baap ko pasand thi? Sab kiya hoga aur kiya tha..woh ek well educated lady thi phir us aadmi aur uski family ke liye apna career chhoda, apni family chhodi, usko aur uski family apnayi sab kiya..aur pata hai kya Mila unhe? (His eyes locked with her brimming eyes) Us aadmi ne woh har daag lagaya jo ek aurat ke liye Marne ke liye kaafi hota hai..Vyom ke Papa, Bhai bolti thi meri maa unhe, par us aadmi ne us rishte ko bhi badnaam karne ki koshish ki...aur jo tumne kaha na saath rehte rehte pyaar ho jayega..nhi hota, kabhi nhi hota pyaar..jahan lust aur yeh physical desire hote hai wahan love hone ke chances sirf zero point zero one percent hai aaj ke time mein..(interrupted by him)"

EHSAAS- The Whispers Of HeartsWhere stories live. Discover now