The Broken Trust

679 152 170
                                    

Message board par ek message hai, jinhone nhi padha woh padh le..🤧

Continued...

Haseena remained seated in her cabin, clutching the letter tightly, when she heard a knock on the door.

"Come in.." She called out, her office already tidied up. Payal entered with a smile.

"Hello doctor..!" Payal greeted her cheerfully, but Haseena's response was curt, her eyes betraying her unease.

"Kahiye kya problem hai?" Haseena asked coldly, still unable to trust the contents of the letter.

"Aapki tone bata rahi hai aapne letter padh liya hai..!" Payal observed, closing the door behind her.

"Aur mujhe is letter aur tum par, ek percent bhi bharosa nhi hai..!" Haseena replied icily, her distrust evident in her voice.

"I know aapko bahut hurt hua hai par yeh sach hai..!" Payal said calmly, sitting opposite to Haseena.

"Baithne ke liye kaha nhi humne.. isliye nikaliye idhar se..!" Haseena said angrily.

"Haseena baat sun lo aap hamari..!" Payal said.

"Bilkul nhi Haseena ke paas bakwas sunane ke liye time nhi hai..!" She said tauntingly.

"Par yeh sach hai, Anya Anubhav ki hi beti hai...aur Anubhav janata hai mujhe pehle se hi..!" Payal said, causing Haseena to clench her fist.

"Haan maan liya tumhe janta hoga pehle se par Anya mere Pati ki beti nhi hai..!" Haseena said angrily.

"Hai..yeh dekho..(Payal placed some pictures on the table, shocking Haseena. In the photos, Payal and Anubhav are both standing with a newly married couple) hum dono hamare friends ki shaadi mein mile the aur wahi yeh sab kuch hua..Anubhav mujhe pata nhi kyu pehchan nhi Raha but sach mein Anya uski beti hai..!" Payal explained, leaving Haseena stunned.

"I know tum mujh par trust nhi kar pa rahi ho but sach mein yeh sach hai...aur main nhi batati tumhe yeh sab agar mere aur mere husband ke beech sab sahi rehta par ab jab hum alag ho rahe hai aur Anya ko uske Papa ki jaroorat hai..mujhe batana pad raha hai tumhe (Haseena rolled her eyes) I swear Haseena main nhi aana chahti tum dono ke beech mujhe bas Anya ke liye uska saga Baap wapas chahiye..Anubhav bas Anya ko apna le mujhe baki koi problem nhi hai..tum dono raho saath mein..!" Payal said emotionally.

"Tumhare jhooth ke saath.." Haseena taunted her.

"Anubhav ke left chest par ek til hai..!" Payal said which shocked her. She looked at Payal in disbelief. "You don't trust me na, par ab  toh khud socho mujhe yeh kaise pata..dekho Haseena mujhe Anubhav aur tumhari shaadi se koi lena dena nhi, mujhe bas Anya ke liye uska Papa ka pyaar chahiye..!" Payal said calmly, her information leaving Haseena's mind reeling.

Because it's true; Anubhav does have a mole on his left chest. She didn't want to believe Payal, but her evidence was strong enough to break her already fragile trust in her husband.

"Tum sach kah rahi ho?" Haseena asked, her voice faltering.

"Haan..hum dono us shaadi mein mile, meri engagement ho chuki thi mere pati ke saath phir bhi na Jane kaise aur kyu sirf Chand dino mein mujhe Anubhav accha lagne laga aur reception party ke raat nashe mein hamare beech sab ho gya...aur mujhe hamesha is baat ka guilt raha hai ki maine apne husband ko cheat kiya aur Aaj uski galti ki saja mujhe aise mil rahi hai ki Mera divorce ho raha hai...!" Payal said emotionally, struggling to hold back her tears.

Haseena glanced at Payal with a mix of disbelief and inner turmoil. She didn't want to believe her, but Payal's evidence and emotional state were slowly chipping away at her thin layer of trust. Her grip on her dress tightened as she tried to control her rising anxiety, but her trembling legs betrayed her inner turmoil.

EHSAAS- The Whispers Of HeartsWaar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu