Unsaid promises [CH- 22]

471 85 64
                                    


As KS timidly tapped on the door, Haseena appeared suddenly, causing KS to instinctively step back. With a raised eyebrow, Haseena shot a piercing glare at the flustered latter . Gathering herself up KS cleared her throat and utter softly, " kuchh chaiye thaa..! "

" Kyaa?" Haseena asked with incuriousness

" Kuchh fursat bhari lamhe ... " KS exclaimed with expectations

Haseena was about to dispirit her statement but before that KS requested again with a racing heart ,
" please mana mat karna..."

And haseena couldn't ignore her puppy little face shimmering with a soft hue moreover the way she requested it's quite difficult for haseena not to give her any chance.

" Aandar aaiye.." saying this haseena proceed towards her cozy balcony and KS followed her like a five year old kid.

While Standing inclined her body at the balcony railing haseena asked ,

" aapki court mein dhokebaazon ki kyaa saja Hoti hai Miss Singh? Umar qaid, jisme ta Umar ke liye sare rishte Tod kar ek insaan dusre insan ko takleef pohchaya kartey hain..."

Nodding her head in no , KS said,
" ye Umar qaid ki Saja ulta bhi toh ho sakta hain, nehi?"

" Matlab?" Haseena asked

" Agar Umar qaid mein tumhe, mujhe Puri zindagi  jhelna pade, toh ?" KS questioned lifting her brows

" Dekhiye Karishma Singh, humein aap par koi ilzam nahi lagana hain toh yeh sab baatein aap apne tak simit rakhe toh behtar hain kyunki agle pal jab aap phirse dur ho jayengi kisi wajah se tab aapki ye sab baatein humein taqlif degi aur shayad tab hum aap par ilzaam laga baithenge..." haseena said suppressing the storm inside her,  looking to another side.

" Tum mujhe Karishma Singh kyun bol rahi ho? Mana maine galti Kiya hain parr maafi bhi toh mangne ayi hu .. ama zaban hain fisal gayi toh kya Karu main.. " KS spoke looking at haseena

Fumming in anger haseena turned her gaze towards KS came nearer and burst out, " Just shut up!!!"

KS took a back seeing her in this state but haseena continued,

" Itna Taqaluf ho raha hain apko ?
Zara uss pal ko yaad kariye jab aap hi ne humein kaha tha that you are only SHO Karishma Singh for me... Aab kyun inkaar kar rahi hai phir? Aur apke hisab se humari toh nikaah hone waali thi hai na!! ? yahan Tak apne toh  kisi ko humare pati tak daava kar diya tha..." Haseena with greeted teeths brickbat the latter.

" Haan, mante hain bola tha lekin gusse mein kaha tha, aur Amma kehti hain gusse mein kahi baatein maan se utar Deni chaiye.." KS spoke softly looking at the latter.

" Baatein aksar piche chut jati hain par uski Nisan asani se nehi Mitte woh tir ki tarah hoti hain jo dil pe chub Jaye toh uske ghav mitana mushkil hai ." Haseena retorted back.

" Toh tumhi batao iski bharpayi main kaise Karu? " KS asked desperately

" Kyun karna hai aapko? " Haseena once again throw her question.

" Pata nehi ... Par karna hain ..." KS said restlessly.

With much rudeness haseena said, " Jaise samandar ek jhatke mein bundo mein sama nehi sakta waise hi apka gussa ekdam se yun baadal nehi sakta iss bar bharosa nehi karenge hum , baki jo marzi karte rahiye par humein baksh dijiye ..." Haseena stated

With a sad grin KS spoke pouring her feelings,

" Main apni galti manti hu bachpan se hi meri dimag ka fitting garbar hain,  Amma kehti hain yehi karan se mujse koi bhi rishta sambhal ta nehi , aur sach ye bhi hai ki Maine utna kabhi is baat par Gour Kiya bhi Nehi tha. Par aab lag raha hain karna hain , ekdum se halchal machi Hui padi hain Dil aur dimag mein .
Dekho main nehi janti ye sab kyun ho raha hain, kyun itna main tumko sab explain kar rahi hoon , bas itna pata hain ki meri topa giri ke Karan tumko Jo bhi dukh pohchaya hain maine woh sab mujhe thik karna hain bas ek mouka de do ..."

_S i L S i L A_Where stories live. Discover now