CHAPTER 6 DO I LOVE HER ?

2.1K 127 8
                                    

After their conversations they go to sleep Ani was still thinking about bondita answer.

Ani's POV,
Pata nahin kyun bondita par jab tumne kaha ki tum mujhe bhul jaogi toh muje bura laga mujhe dukh hua aisa laga ki Kaash Tum mujhe kabhi na bhulo. Kahin mujhe bondita se pyar toh nahin ho gaya ? Nahin nahin Aniruddh ye galat hey woh sirf teri zimmedari hein. (#me: Nahin Aniruddh tu agar maan lega ki tu bondita se pyar karta hein toh kya teri height kam ho jayegi )

Bon too was crying . She was crying because she again remembered how Ani rejected her but she decided to be strong.

Next morning,
Bon serves breakfast. It was Sunday.
Bon: Waise barrister Babu aapki dost ki shaadi kab hein ?
Ani: Aaj hi hein bon wo bhi barrister hein.
Bon: Ek min kahin aapke dost ka naam Mr. Salim Khan toh nahin .
Ani: Haan tum jaanti ho use kya ?
Bon: Bilkul aakir 3 mahine unke paas gulami jo ki hein
Ani: Huh ? Gu..gulami ?
Bon: Mera matlab ki mein unke under barristry practice karti thi.
Ani: Oh! Toh aaj shaam milke chalein ?
Bon: Ji Thike.

In evening,
Ani: Bondita vivaah mein aaj hin jaana hein.
Bon: Aa rahi hun
Ani: Pichle aadhe ghante se tum yahin keh rahi ho bondita.
Bon: Nahi aa rahi.
Ani: Kya ?
Bon: Dekha ab kuch alag bola maine.
Ani: Jaldi karo bondita.
Bon then comes out .
Bon: Ye lijiye aa gayi mein bahar.
Ani was lost in her. She was wearing a light pink saree with minimal jewellery. Her hair were like chocolate waves . Her eyes with a pinch of kajal and her rosy lips were red with the
appliance of lipstick. Aniruddh was staring at her with his mouth open almost drooling.
Bon : Aaj vivah ka bhoj khana hein makhi nahin.
Ani: Haan . He closes his mouth and feels embarrassed.
In the car,
Ani was driving but his full focus was on bondita. He was just staring at her.
Bon: Ek kaam karte hein gaadi mein chala leti hun kyunki aapka dhyan toh raaste mein hein hin nahin.
Ani : Nahin nahin mein raaste pe dhyan deta hun.
They then reaches the venue.
Salim: Omg barrister Aniruddh mere dost mujhe toh laga ki aap aayenge hin nahin.
Ani: Tum bulao aur mein na aaun ?
Salim: Waise janab aap bondita ko jaante hein kya?
Bon: Sir ye barrister babu hein.
Sim: Matlab tumhare husband.
Bon didn't want to continue the husband wife conversation so she made an excuse.
Bon: Sir aap apne dost se baat kijiye mein bhabi jaan se milke aati hun.
She leaves.
Salim: Ye kya chal raha hein ?
Ani tells him everything.
Salim: Tum bondita se pyar karte ho ya nahin?
Ani: Nahin bilkul nahin.
Salim: Par tumhari aankhein toh kuch aur hin bata rahin hein chalo mere kuch sawalon ka jawaab do.
Ani: Poocho ?
Salim: Jab bondita khush hoti hein toh tumhe kaisa lagta hein ?
Ani: Khushi.
Salim: Jab bondita dukhi hoti hein tab tumhe kaisa lagta hein ?
Ani: Bohut dukh
Salim: Tumhe sabse zyada kya karne mein maza aata hein ?
Ani: Bondita ke saath samay bita ne mein
Salim then points towards bondita who was talking with Pulkit.
Salim: Ab dekho bondita kaise has has kar kisi aur se baat kar rahi hein ab tumhe kaisa lag raha hein.
Ani: Gussa aa raha hein mann kar raha hein uss ladke ka muh tod lun.
Salim: To bas karte ho tum bondita se pyar.
Ani: Par....
Salim: Kuch mat kaho Aniruddh khud socho aur ye yaad rakhna ki bondita kaafi kaabil hein uske liye ladkon ki kami nahin hein bas ab baaki tumhare upar ab mein toh chalta hun.
He leaves.
While returning in the car salim's words were ringing in ani's ears.
Bon: Aap thik hein na barrister Babu .
Ani: Haan bondita.
Bon: Aap kuch pareshan lag rahe hein.
Ani: Wo ... wo mera ek dost hein jisse ye samajh nahin aa raha hein ki wo ek ladki se pyar karta hein ya nahin wo uski care kata hein jab use kisi aur ke saath dekhta hein usse bura bhi lagta hein par wo confused hein.
Bon: Bas itni si baat dekhiye jitna aapne bataya uss hisaab se ye nahin kaha jaa sakta hai ki usse pyar hein ya nahin kyunki ye sab hum ek dost ke liye bhi mehsoos kar sakte hein like hum jealous isiliye feel karte hein kyunki humein lagta hein ki kahin humara dost humse ddor na chala jaaye .
Ani: Toh pata karne ka koi tareeqa hein kya ?
Bon: Haina jab aap uske baarein mein sochte hein toh aapke chehre pe muskurahat aa jati hein aapke gaal laal ho jaate hein jab wo aapke paas aata hein toh dil ki dhadkanein tez ho jaati hein .
Ani: Oh!
Bon: Chaliye ab ghar aa gaya.
Ani: Haan.
Bon(thinks): Ye barrister Babu kabse dusron ki love life mein interest lene lage hein.

Hey everyone hope you all like this chapter if you like it then pls 🙏 vote for it.

Rudhita: My Heart BeatWhere stories live. Discover now