28. Contract Marriage or Love Marriage

1.1K 112 3
                                    

Hey guys,... So here is the next part.

Continue from last part....

Tp : thik hai par meri kuch terms and conditions hai.

Kk : hmm bolo.

Tp : so terms and conditions are,
1. It's not a real marriage but it's a 1 year contract marriage. And we have to act married couple in front of our family.
2. We don't expect anything from each other emotionally or physically.
3. We don't interfere in each other's life and we are only roommates.
4. I don't want any problem in my work due to this marriage. Like I will do whatever I want to do.
5 and last I want a simple court marriage so no jhama at all.
Is it clear.

Kk in mind : yaar yeh shadi kar rahi hai ya kisi school ke rules bata rahi hai. Par koi bhi terms and conditions main toh apne rules follow karunga. Aur isko shadi ke baad apna banake hi rahunga.

Karan is lost in his thought so she called him.

Tp : karan are you even listening me.

Kk : yeah yeah main bus tumhare terms and conditions ke baare mein soch raha tha. Vaise bahut kam rules nahi hain or kuch bacha ho toh boldo. Sarcastically Par kuch bhi ho main ready hoon shadi ke liye.

Tp : okk toh main bhai se bol deti hoon voh families se baat kar lenge aur sab arrange kar lenge.

Kk : ok but ek baat mujhe bhi bolni hai.

Tp : hmm bolo.

Kk : teju humare beech jo bhi ho par main chahta hoon ki humari wajah se humari families suffer nahi karni chahiye so yeh baat dhyan main rakhna.

Tp : hmm karan ek vahi cheez hai jiske liye main jinda hoon toh voh toh hamesha se meri priority hai tum tension mat lo. With low voice.

With this both left for their house.

Karan reached his house told everyone about dadu's wish and tejran's marriage. All were very happy for them.

Teju also told rishabh about marriage and he decided to go to karan's house for fixing marriage date.

At evening,

Teju and her family went to karan's house.

They reached and welcomed by his family.

All of them were settled and starts talking about marriage.

Rp : so mom dad main keh raha tha ki ab dono ne shadi ke liye hain kardi hai toh hume date fix kar leni chahiye.

Km : hmm beta koi problem nahi hai aaj hi sab kar lete. And she called pandit ji.

Pandit ji is coming meanwhile all were talking,

Kd : so teju and karan kaisi shadi chahte ho tum dono.

Tp : uncle mujhe simple court marriage chahiye kyunki abhi bhai ki shadi aur dadu ki wajah se kaafi kaam pending hai toh main cheezon ko aur delay nahi karna chahti i hope you can understand.

Kk : hmm dad mujhe bhi simple court marriage chahiye abhi di ki shadi main itna sab kiya hai ab aur jarurat nahi hai.

Kd : thik hai ab tum dono chahte ho toh hume koi problem nahi hai.

Km : court marriage hai par voh bhi muhurat se hi hogi isliye maine pandit ji ko bula liya hai.

Pandit ji came and looking their kundalis and said,..

Pan. ji : yeh dono ki kundali perfect match hai dono ki jodi ek dum laxmi narayan ki jodi hai. In dono ki life main problems aayengi par dono hamesha saath rahenge.

Karan and teju both were looking at each other and blushing.

Karan's dadi, kdi : pandit ji aapne toh dil khush kar diya ab inki shadi ki date nikal dijiye.

Pan. ji. : vaise agar aapko problem na ho toh kal basant panchmi ka muhurat bahut shubh hai saal main ek din hi hota hai.

Km : hmm kyun nahi hum kal hi tyyar hai shadi ke liye jab itna acha muhurat hai. Teju, karan koi problem.

Tp : nahi auntie koi problem nahi hai vaise bhi court marriage hai toh sab arrange ho jaayega.

And pandit ji also went from there.
All of them fix the marriage for tomorrow.

Tp : auntie and uncle main aapko kuch batana chahti hoon.

Kd : hmm beta bolo.

Tp : uncle aapko toh bata hai humare business ke baare main toh main shadi ke baad bhi usse vaise hi handle karungi jaise abhi karti hoon. Matlab kabhi kabhi late aana aur jyadatar office main rehna isse ab sabko koi problem toh nahi hai.

Km : nahi beta humne hamesha se karan aur preeta ko same treat kiya hai. Preeta bhi hospital rehti thi mostly late tak aati thi jab humne usse aaj tak apna kaam karne se nahi roka toh hum tumhe kyun rokenge. Tum tension mat lo jaise tum apne ghar main rehti thi yahan bhi vaise hi rehna hume koi problem nahi hai.

Kd : hmm beta tum humari beti ho tum jaise chahe vaise reh sakti ho tumhe shadi ki wajah se khud ko badalne ki jarurat nahi.

Tp : thank you uncle, auntie.

Km : hume aur khushi hogi agar tum hume mom aur dad bologi.

She got emotional and immediately hugged his mom.

Whole time karan is adoring her.

With this they left for home.

Karan was in his room and thinking about her.

Kk in mind- teju dikhati hai ki usse kisi cheez se farak nahi padta par deep down she cares for everyone. Uske liye meri family bhi kitni matter karti hai. Aaj jab mom ne usse kaha hi voh mom bulaye toh voh kitna emotional ho gayi thi. Mujhe lagta hai ki kuch toh hua hai uske mom, dad ke saath tabhi hume kabhi bhi unke baare main pata nahi chala. Kuch bhi ho main sab pata karunga aur usse itna pyar dunga ki voh aapna past bhul jayegi aur hamesha khush rahe.

Like this he slept.

So that's all for this part.

I know it's bit boring but it gonna be interesting in further parts.

Please comment💬💬💬 and vote.

Next part : Marriage and start of new journey.

Bye and lots of love ❤❤❤.






TejRan ~ ISHQ ya RISKWhere stories live. Discover now