Part - 7

1.2K 170 5
                                    

While Ritwik just burried his face in his hands, he heard Dhara saying .

D : Anshu beta apne chachu ko bolo khali haath maafi nahi milegi..

Ansh repeated his mother's words to his chachu. And hearing Dhara Ritwik got happy  seeing Dhara came back.

R : Champ, mumma ko pucho unhe kya chahiye?

Ansh repeated the same to Dhara.

D : Anshu chachu ko bolo aapko aur aapki Mumma ko breakfast mein pasta banake khilaye..

Ansh again repeated her words with his broken tongue making Ritwik chuckle.

R : Champ mumma ko bolo pasta banane ke baad kya chachu ko maafi milegi?

Ansh again repeated the same but was getting frustrated.

D : Duggu, chachu ko bolo wo pasta ke taste pe depend karega..

A shouted : offo Mommy, chachu.. aap lod(log) et(ek) dusle (dusre) ko thud (khud) hi bolona.. meleko paleshan kalke rath diya hai ( mereko pareshan karke rakh diya hai)

Saying this he ran out of the room. Dhara looked at Ritwik and started to move out.

R : please Laddoo maaf karde. I am sorry.

He started doing sit ups holding his ears.

Dhara's eyes got teary. Seeing this he stopped and went to her. They hugged.

D : tune mujhe hurt kiya hai aaj bohot. Itne saalon mein paheli baar tune mujhpe awaz uthai hai. 😭 Wo bhi pata nahi kisliye!! Meri kya galti thi yaar😭 tujhe pata hai na orphanage ke baad meri sirf ek hi go to person hai aur ek hi best friend hai jo ki tu hai.. bhale hi tu mere pati ka bhai hai par isse humara jo rishta pahele tha wo main kabhi nazar andaz nahi kar sakti.  Tu mera best friend tha, hai aur humesha rahega.. teri jagah koi nahi le sakta Sunny. Veer ko toh kabhi kabhi jalan hoti hai tujhse.. par maine bhi usko bol Diya ki tu mera best friend hai wo tujhse jealous na ho.. par aaj , aaj tune mujhe bohot hurt kiya.

R : tu ro mat dekh. Maine to situps bhi kar liye.. sorry bhi bol raha hu.. please na maaf kar de na.. Aur aisa kabbhi nahi hoga.. sacchii..  I am really really very sorry..

D : promise?! 🥺

R : pakka promise.  Chal aab pasta banatey hai.. abhi toh sirf 1.5 month hai abhi se itna emotional hai pata nahi age jaake ghar mein kya kya tufan ane wala hai (he murmured the last line under his breath)

They went to kitchen and made breakfast. Only Dhara was eating and feeding Ansh. RM, RD and Ritwik were not able to eat anything.

D : kya hua? Aaplog khana kyun nahi kha rahe? Kha lo na.. thanda ho jayega..

R : nahi wo bas mujhe kuch kaam hai.. main aake kha lunga.. tu kha..

He was about to get up but Dhara stopped him.

D : oye ! Chup chap baithke khana kha le.. tera kaam 10 minutes wait kar sakta hai. Hai na Maa?

RM stammering : han han Sunny khake ja..

Ritwik stared at RM and in middle of breakfast RD,RM and Ritwik were exchanging glances on how to tell Dhara about Ranveer.

R : Laddoo after breakfast please ek bar study room mein aana..

D : okay. Pahele duggu ko ready kar du school ke liye..

R : nahi Mom kar dengi.. aur Dad usko school chor ayenge.. zaroori baat karni hai Dhara.. jaldi ana..

Saying this he went away.

D : isko pata nahi bich bich mein kya ho raha hai.. Maa Papa main ati hu dekhke..

JeevanSangini ✅Where stories live. Discover now